Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Baat Karne Wale Hai. Ek Google Ad-sense Ke Alawa Ek Aisy Platfrom Ki Jisse Aap Same Google Adsense Ki Tarh Income Kar Sakte Hai. Dosto Mere Kai Friends Ne Kaha Ki Kya Google Adsense Ads Ke Alawa Koi Dusra Ads Ka Use Karke Ham Paise Kama Sakte Hai. TO Maine Research Kiya Tab Jake Pata Chala Ki Google Adsense Ki Tarh Hi Ek Aur Platfrom Hai Jiska Name Hai Media.Net Jiske Madad Se Ham Paise Kama sakte Hai. Dosto Chaliye Ham Aapko Details Se Iske Baare Me Jaankari Denge..
What Is Media.Net ?
Dosto Media. net Kya Hai ? Aapme Se Bahut Kam Logo Ko Maloom Honga Kyoki Dosto Mujhe Bhi Aaj Hi Maloom Hua. Dosto Media.net Dunika Ka 2nd Number Ka Contextual advertising network Hai Jise Yahoo Aur Bing Operate Karta Hai.Contextual advertising network Ma Matlb Hai Ki Apke Blog Me Content Ke Hasab Se Ads Ko Show Karna. Dosto Aapko Pata Hi Hoga Ki Goooge Aapki Ek Choti Se Galti Ke Wajay Se Aapka Account Ko Suspend Kar Deta Hai. Jisse Hamare Saare Mehnat AAsani Se Barbad Ho Jata Hai. Lekin Dosto Media Net Aapke Sath Aisa Nhi Karega. Dosto Iske Choti Se Galti Ke Liye Paise Cutte hai Na Ki Account Suspend Hoga. Dosto Ham Jaante Hai Ki Bahut Saare Log Blogging Kyo Chhod Dete Hai Kyoki Unka Google Adsese Account Suspend Ho Jate Hai Dosto Mera Bhi Account Suspend Ho Gya Tha. Dosto Yadi AAp Dusre Ad Network Ki Talas Kar Rhe Ho To Wo Hai Media Net Jo Ki Google Ke Baad Dusre Number Paar Aata Hai.
How To Earn Money In Media.Net ?
Dosto Media. Net Se Paise Kaise Kamaya Jata Hai. Dosto Media,net Se Paise Kamane Ke Liye Aapke Pass Kisi Bhi Tarh Ke Website Ka Hona Jaruri Hai. Dosto Yadi Apka Blog Me Media Net Ka Approval Mil Jata Hai To Aap AAsani Se Media Net Se Paise Kama Sakte Hai. Dosto Jab Aapka Blog Ads Show Ke Liye Read Ho Jata Hai Tab Aap Media Net Ke Liye Apply Kar De Taki Aapka Blog Ko Jaldi Se Approval Mil Jayega. Dosto Jaise Hi Aapke Blog Me Media Net Ka Ads Show Hone Lagta hai Samjho Aapka Income Start Ho Gya. Aur Aap daily Post Publish Karte Jaye.
How To Create Account In Media.net ?
Dosto Yadi Aap Bhi Blogging Kar Rhe Hai Aur Aap Uske Ads Lagake Paise Earn Karna Chahte Hai To Aapko Media.net Me Account Create Karna Hoga. Dosto Media.net Me Account Create kaise karte hai Ham Aapko Details Se Batayenge Step By Step.
Stetp 01.Dosto Sabse Pahle Aap Niche Diye Gye Media.Net Ki Portal Par Jaye.
Step 02. Fir Aap Sing Up Par Jaye
Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Yaha Par Aap Apna Website Name ( Subdomain Name Bhi Chalega, Email Id, Country Name, Fir I Am Not Robot Par Click Kar Sing Up Par Click Kar De.
Fir Dosto Yadi Aapka Blog Ads Ke Liye Ready Hai To Apko 2 Day Me Notification Mil Jayega.
To Dosto Is Tarike Se Aap Media.net Me Account Create Kar Sakte Hai.
Dosto Yadi Aapko Media. Net Se Related Koi Bhi Jaankari Chahiye To Aap Hame Niche Comment Box Me Bindas Comment Karke Puchh Sakte Hai. dosto Hamare Is Post Ko Share Jaru Kare. Sath Hi Yadi Apne Abhi Tak Hamare Facebook Page Ko Like Nhi Kiye Honge To Please Like Jarur Kare.