What Is Magnetic Tape ?
Benefits Of Magnetic Tape
- Magnetic Tape Me Bahut Jyada Information Ko Record Kiya Ja Sakta Hai Aaj Kal Magnetic Tape Ki Storage 1GB-4GB Tak Hota Hai.
- Magnetic Tape Ki Price Low Hoti Hai.
- Magnetic Tape Ko Ek Place Se Dusre Place Me Asani Se Le Ja Sakte Hai Kyoki Iska Size Bahut Hi Chhota Hota Hai.
- Magnetic Tape Ka Use Future Ke Liye Kiya Ja Sakta Hai.
Limitations Of Magnetic Tape
Dosto Waise To Magnetic Tape Ka Limitations Utna Jyada Nhi Hota Hai Jitna Ki Abhi Ke Devices Me Hota Hai. Dosto Magnetic Tape Ki Speed bahut Hi Slow Hota Hai. Magnetic Tape Serial Access Device Hote Hai.
Use Of Magnetic Tape
Dosto Aapko Ye Bhi Pata hona Chahiye Ki Magnatic Tape ka Kya Kya Use Kiya Jata Hai. Dosto Ek Baat bataDu Ki Abhi Ke Time me magnetic Tape ka use bahut Hi Kam Kiya Jata hai Kyoki Dosto Magnetic Tape ka Use ham Recording Karne Ke Liye Karte The Lekin Abhi Ke Time Me Sabhi Logo Ke Pass Android Mobile Hota Hai To Ham Sound Recarding Ke Liye Mobile ka use Karte hai. Dosto jab Mobile Me Recording Ka Option Nhi Tha To Log Sound Recording Ke Liye Magnetic Tape Ka Use Kiya Jata Tha.
To Dosto Ab Aap Jaan Hi Kiye hai Ki Magnatic Tape Kya hai ? Dosto Yadi Aapko Koi Bhi Divice Ke Baare Me Jaankari Chahiye To Hame Niche Diye Gye Comment Box Me Comment Jarur Kare. Dosto Yadi Aapne Abhi Tak hamare facebook Page Ko Like nhi Kiye hai To Jaldi Se Facebook Page Ko Like Kare Le.