Dosto GST Jab Se Start Hua Hai Lagbhag Sabhi Businessman Ko Problem Me Daal Diye Hai. Aur Sabse Jyada Problem Ye Hai Ki Ham GST ID Banaye Ki Nahi.
Dosto Ee Baat Main Aapko Bata Du Chahe Aap Kuch Bhi Business Karo Yadi Aapka Salana Turn Over 20,00000 Se Kam Hai To Aap GST ID Ke Baare Me Bilkun Na Soche Kyoki Jis Business Man Ka Income Har Saal 20,00000 Se Kam Hai Use GST Ki Koi Jarurat Nahi Hai.
Dosto Jaise Ki Pata Hai GST Ke Bhay Se Hamare Sabhi VLE Bhai Ne GST Id Registration Kar Liye The Aur Se GST ID Bhi Mil Gye The Lekin Wo GST Ke Daayre Me Nahi Nahi Aate Hai Yadi Wo GST ID Ko Band Karwana Chahte Hai To Bilkul Band Ho Sakte Hai.
Iske Liye Aap Ek Aapplication From Daalna Hoga Jaise Ki Maine Apne Pichhle Post Me Bataya Tha GST ID Cancel Kaise kare? Yaha Se Aap Kar Sakte Hai.
Dosto GST Id Cancel Karne Se Pahle Aapko Ek Baat Dhyaan Me Rakhni Padegi Ki Jis Din Se Aapke GST ID Mila Hai Usi Din Se Aapko GST Ko Band Karna Hoga. MTLB Ye Ki GST ID Jab Aap Band Kroge To Ye Puchhega Ki Aap Kis Din Se GST ID Close Karna Chahte Hai.
Dosto Yadi Aapne Galt Date Daal Diye Hai To Aapka GST ID Cancel Nahi Hoga. Yadi Apne Bhi Date Ko Galt Daala Hai To Aap GST Office Jaake Waka Ke Jo Head Hai Usse Request Kar. Fir Waha Se Aapko Bolenge Ki Aap Dobara Application From Bharo Cancel Ke liye Aur Date Ko Us Din Ka Daale Jis Din Se Aapko Id Mila Hai.
Dosto Dk Baat Batana Chahta Hu Ki Yadi Aap GST Return Nahi Bharte Hai To Kais GST Office Me Aapke GST ID Ko Close Kar Dete Hai. Lekin Ye Bhi Dhyan Me Rakhe Ki Kai Office Ke Sir Bahut Hi Strick Hote hai. Aasani Se Cancel Nahi Karte.
To Dosto Ye Tha GST ID Cancel Karne Ke Kuch Trick. Dosto Yadi Aapke Ye Post Achchhe Lage To Aage Share jarur Kare .
Thanks!
Leave a Reply