Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Baat Karne Wale Hai Image Ki Size Ko Kam Jyada Kaise Kiya Ja Sakta Hai. Dosto Jab Aap Kisi Bhi From Ko Ya Fir Kisi Documents Ko Scan Karte Hai To Uska Size Jyada Ho Rha To Aap Kya Karenge Dosto Aapko Bas Kuch Hi Process Karna Hoga Fir Dosto Aapka File Ki Size Kam Ho Jayega. Dosto Yadi Aap Printer Me Scan Kar Rhe Hai Uska Scan Copy Ki Size Kam Karne Ka Process Alg Hota Hai Aur Yadi Aapke Pass Pahle Se Koi Scan Copy Hai Aur Uska Size Kama Jyada Karne Ka Process Alg Hoga Hai. Dosto In Dono Ka Process Ham Aapko Batayenge.
Scan Karte Samay Scan Copy Ki Size Low/High Kaise Kare ?
Dosto Yadi Aapke Pass Printer Hai Aur Usme Aap Scan Kar Rhe Hai To Aapko Scan Karne Se Usme Kuch Setting Karna Hota Hai Jisse Scan Hone Ke Baad Us Scan Copy Ki Size Kam Hota Hai. Yadi Aap Us Scan Copy Ki Size Badhana Chahte Hai To Badha Bhi Sakte Hai. To Aiyo dosto jaante hai Ki Printer Se Scan Karte Samay Scan Copy/ File Ki Size Kaise Kam Kiya Jata Hai.
Step 01. Dosto Mere Pass Espon L 380 Model Ki Printer Hai Dosto Sabhi Printer Ki Setting Same Hota Hai Yadi Aapka Printer Koi Dusra Hai To Koi Baat Nhi Uska Process Bhi Same Hi Rahega.
Dosto Aap Jis Softwar Se Scan Karte Hai Use Open Kare Jaise Ki Niche Screenshot Me Hamne Espon Scan Software ko Open KiyeHai.
Dosto Yaha pe Aapko Resolution Dikhai De Rha Hoga Isme Sabse Kam 75 dpi hai Aur Sabse Jyada 4800 dpi Hai dosto Yadi Aap Scan Copy Ki size Kam Karna Chahte Hai To dip Ko Kam Rakhe Yani Ki 75 Ya 100 Yadi Aapko Size jyada Chahiye To dpi ko Jyada Rakhe 500 Ya fir Isse Jyada. Yadi Ki dosto Scan Karte Samy Aap dpi Ko Kam Rakhenge To Aapka Scan Copy Ki Size Kam Hoga Yadi Aap dpi Ko Jyada Rakhengee To Apke Scan Copy Ki Size Jyada Hoga.
Step 02. Dosto Scan Copy Ki size Yadi Aap Kam Rakhna Chahte Hai To dpi Ko Kam Rakhe Aur Yadi Scan Copy Ki size Ko Jyada Rakhana Chahte Ho To dpi Ko jyada Rakhe Fir Dosto Aap Scan kar Do. Fir Dosto Aapke dpi ke hisab se Scan Copy ki Size Kam Ya Fir Jyada Ho Jayega. Dosto yadi Aapko Scan karne Me Koi Bhi Prablem Aa Rha Ho To Hame Comment Box Me Bindas Puchh Sakte Hai.
Image Ki Size kam Ya jyada Kaise Kare?
Dosto Yadi Aap Kisi Document Ka Size Kam Karna Chahte Hai To Aasani Se Kar Sakte hai. Dosto Kisi Bhi Scan Copy Ya Image Chahte Wo Photo Ho Signature Ho Marksheet hai Koi Bhi Iska Size Kam Ya Jyada Kaiase Kate hai.
Dosto Kabhi Kabhi Kya hota Hai Ki Jab Ham Pahle Se Image Ko Save Karke Rakhte Rahte Hai. To Uska Size Kam Ya Jyada Kaise Karte Hai? Bahhut Hi Essy Process Hai. Ham Aapko Batayenge.
Dosto jab App Koi Bhi Online From Fill Karte Hai Jaise Ki Job Ke Liye Ya Fir PAN Application , Ya Fir Koi Aur Kaam Ke Liye From Fill Karte Hai To Usme Kaha Jata Hai Ki Image Ki Size Width Length 300*600 Ya Kuch aur Hona Chahiye Ya Fir Photo Ki Size 30kb-60kb Tak Hona Chahiye Ye Bolaa Jata Hai To Is Condition Me Aap Kya Karege Kis Tarh Se Size Ko Kam Jyada Karege ? Chaliye Dosto Batayte hai.
Kisi Bhi Image Ki Width Length Ko Kam Ya Jyada Kaise Kare ?
Dosto Yadi Aap Kisi Bhi Image Ki Length Aur Width Size Change Karna Chahte Hai To Bahut hi Aasani se Kar Sakte Hai.
Dosto Yadi Aap Image ki Length Width Ko kam Ya Jyada Karna Chahte Hai To Aap Niche Diye Gye Step Ko Follow Kare
Step 01. Dosto Sabse Pahle App Apne Computer Me Jis Imge Ki Width Length Kam Ya Jyada Karna Chahte Hai Usko Paint Me Open Karo.
Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga.
Isme Aapko Resize Par Click Karna Hai.
Step 02. Fir Dosto Aapko Is Trh Se Dikhai de Rha Hoga
Yaha Pe Aapko Pixels Par Tick Kare Fir Mainten Espect Retio Par Tick Lagaye Fir Dosto Aap Width Aur Length Ko Apne Hisab Se Set kar Fir Ok Par Click Kar De.
Fir Dosto Apka Image Ki Size Resize Ho Jayega. Dosto Is Tarike Se Aap kisi Bhi Image Ki Width Length Ko Resize Kar Sakte hai.
Image Ko Size (KB/MB) Resize Kaise Kare ?
Dosto Yadi Aap Kisi Bhi Image ki Size (KB/MB) Kam Ya Jyada Karna Chahte Hai To Bahut hi Aasani Se Kar sakte Hai. Aap Niche Diye Gye Step Ko Follow Kare.
Step 01. Dosto Sabse Pahle aap photoshop Me Us Image Ko Open kre Jiska Size Aap Kam Karna Chahte Hai.
Step 02. Fir AAp Save Us Kare.
Step 03. Fir Aapko image Ki Quality Par low kar De Aur rigth side Me Image Ko Size Dikhai Dega Aap Apne Hisab Se Set kar Le Fir Image Ko save kar De.
Dosto Is Tarike se Aap Kisis bhi Image Ki Size Ko Kam Ya Jyada Kar Sakte Hai.
Dosto Yadi Aapko Ye Post Achhle Lage To apne Dosto Ko Share Jarur Kare. Dosto Yadi Aapne Hamre Facebook Channel Ko Like Nhi Hai To Jaldi Se Like Kar Le. Dosto yadi Aapko Isi tarh Se koi Bhi Aur Jaankari Chahiye To Aap Hame Nich Comment Box Me Comment Mar Ke Puchh Sakte hai.
Leave a Reply