Internet Banking Kya Hai ? Axis Bank Internet Banking Se Money Transfer Kaise Kare

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabka Suwagat Hai Dosto Aaj Ke Is Post Me Ham Aapko Internet Banking Se Paise Transfer Karna Sikhayenge. Dosto Waise Abhi Date Me Aap Sabhi Log Jaante Hi Honge Ki Internet Banking Kyha Hai. Aur Aap Internet Banking Ka Use Bhi Karte Honge. Ye Post Un Logo Ke Liye Hai Jo Internet Banking Ka Use Karna Nhi Jaante Hai. TO Chaliye Dosto Start Karte Hai.

Internet Banking Kya Hai ?

Dosto Jaise Ki Naam Se Maloom Ho Raha Hai Internet Aur Bank. Dosto Internet Banking Yani Ki aapke Bank Ke Sabhi Withdrawal Aur Credit Amount Aur Sabhi Jaankari Dekh Sakte Hai Yaha Tak Ki Aap Kisi Dusre Ke Account Me Paise Traisfer Kar Sakte Hai. ?

You Also Read.

01.Facebook Password Reset kaise Kare ?

02.Online Paise Kamaye Full Time Part Time .

03.YouTube Ka Video Ko Download Kaise Kare ?

04.Computer Me Ye Setting Kare Mouse Speed Badh Jaayegi.

05.India Ka Sabse Sasta Laptop Only 10000 Ruppes.
Internet Banking Ka Use Jyadatar Online Transaction Ke Liye Kiya Jaata Hai.

Internet Banking Se Amount Transfer Kaise Kare ?


To Dosto Ham Is Post Me Axis Bank Ka Internet Banking Se Paise Traisfer Kaise Karte Hai Aapko Batayenge. To Aap Niche Diye Gye Step Ko Follow Kro.

Step 01. Sabse Pahle Aap Niche Diye Gye Axis Bank Internet Bank Ke Link Par Jaaye.

https://www.axisbank.com/


Step 02. Fir Yaha Se Login Ho Jaaye.



Step 03. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega 

Jisme Aapko Payment Par Click Karna Hoga Fir Transfer Funds Par Click Kare

Step 04. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga


Isme Aapko Add New Payee Par Click Karna Hoga

You Also Read

01. OneAd Se 250000 Har Mahine Kaise Kama Sakte Hai ?
 



Step 05. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega 


Jiseme Aapko Bank Account Ka Sara Jaankari Fill Karna Hai Jiske Account Me Aap Paise Bhejna Chahte Hai. Fir Process Par Click De.

Step 06. Fir Dosto Aapke Registerd Mobile Me OTP Aayega Jise Aaj Daal De Aur Submit Kar De. Fir Dosto Uske Account Me Paise Traisfer Ho Jaayega.

Note. Account Holder Ka Name Sahi Dalle.  Bank Account Number Sahi Fill Kare. Bank Ka IFSC Code Sahi Daale. Aur Ha Dosto. Ek Baare Traifer Kiya Hua Paise Return Hona Mushkil Hai.

To Dosto Is Prakar Se Aap Axis Internet Bankig Se Paise Transfer Kar Sakte Hai Bahut Aasani Se. Dosto Yadi Isse Related Aapko Kuch Bhi Prable Ho To Hame Niche Diye Gye COmment Box Me Comment Jarur Kare. Aur Dosto Is Post Ko Share Jarur Kare.

Leave a Comment