Facebook Puri Duniya Ki Ek Aisai Social Media Hai Jisme Puri Duniya Ki Aadhi Duniya Rahi Hai. Yadi Ki Dosto Isme Sabhi Log Rahte Hai. Sabhi Log Facebook Chalate Hai. Dosto Yadi Aapne Abhi Tak Facebook Account Nahi Banaye Hai To Yaha Se Bana Le.
You Also Read.
01.Facebook Page Ke Liye Cover Photo Upload Kaise Kare ?
02.Facebook Me New Group Kaise Banate Hai ?
03. Facebook Friends List Ko Hide Kaise Kare ?
04.Send Kiya Hua WhatsApp Message Ko Delete Kaise Kare ?
05. Indian Facebook- Talk Fever Kya Hai? Isse Paise Kaise Kamaye ?
Dosto Is Post Me Ham Aapko Batayenge Ki Facebook Account Ko Delete Ya Deactivate Kaise Karte Hai. Dosto Facebook Account Ko Delete Karna, Facebook Acoount Create Karne Se Bahut Hi Aasan Hai. Facebook Account Ko Ek Baare Detective Karne Par Aapne Facebook Pe Jitne Bhi Share Post Ki Hai WO Sab Kuch Delete Ho Jaayega Aur App Us Account Ko Kabhi Bhi Active Nahi Kar Paayenge.
How To Delete Facebook Account ?
To DostoYadi Aap Apna Facebook Acount Ko Delete Karna Chahte Hai To Niche Diye Step Ko Follow Kare.
Step 01. Sabse Pahle Aap Apne Facebook Me Log In Ho Jaaiye.
Step 02. Fir Waha Se Setting Me Jaaye.
Step 03.Fir Waha Genral Setting Me Jaaye.
Step 04. Fir Waha Aapko Managment Account Ka Option Milega Usme Edit Par Click Kare.
Step 05. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhega
Isme Aapko Deactivate your Account Par Click Karna Hai. Fir Aapse Password Puchhega. To Apna Facebook Password Daal Dena Hai. Aur Continuous Par Click Kar Dena Hai.
You also Read.
01.Facebook Ka Password Reset Kaise Kare ?
02.FB Friends List Ko Hide Kaise Kare ?
03.YouTube Se Paise Kaise Kamaye ?
04. Facebook Account Create Kaise Kare ?
05. Mobile Se Paise Kaise Kamaye ?
To Dosto Is Prakar Se Aap Facebook Account Ko Delete Kar Sakte Hai Bahut Hi Aasani Se. Dosto Yadi Ye Hamara Post Achchhe lage To Please EK SHare Jarur Kar Dena Aur Facebook Se Related Koi Bhi Sawal ho To Hame Niche Comment Box Me Comment Jarur Kare.
Facebook Account Ko Delete Kaise Karte Hai Live Dekhne Ke Liye Is Video Ko Jarur Dekhe.