How To Add Automatic Table Of Contents In Blogger Post ? Blogger Post Me Contents Table Add Kaise Kare ?

Posted by

 

 Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat hai Dosto Yadi Aap Bhi Blogger Use Karte Hai To Ye Post Aapke Liye Bahut Hi use Full Hone Wale Hai. Dosto Aapne Dekha Hoga Ki WordPress Me Contant Table Hota hai Kyoki Usme Content Table Ka Plugin Diya Hota Hai, Lekin Blogger Me Koi Bhi Plugin Nhi Hota Hai. Dosto Yadi Aap Bhi WordPress Ki Tarh Apne Blogger Ke Post Me Contant Table Lagana Chahte Hai To Bahut Hi Aasani Se Laga Sakate Hai.

Important Links :

  1. Get Download Ludo App Earn Money Online
  2. Get Free Fire Free Diamond  
  3. Value Option- Survy Karke Paise Kamaye ? 
  4. BYJU’S Learning App Download 
  5. LPU B.Tech MBA Learning App Downoload

 

Covered Questions :

  1. How To Add Automatic Table Of Contents In Blogger Post ?
  2.  Blogger Post Me Contant Table Add Kaise Kare ?
  3. What Is Content Table ?
  4. Content Table Kya Hai ?
  5. Blogger Me WordPress jaise Content Table Kaise Lagaye ?
  6. What Is Blogger Post Contant Table ?
  7. Blogger Me Post Content Table Kya Hota Hai ?

What Is Blogger Post Content Table ? 

Dosto Aapne Bahut Se WordPress Use Ke Blog Me Aapne Dekha Hoga. Jisme Aapko Post Me Kya Kya Topic Hai Wo Diya Hota Hai Yadi Aap Jis Topic Ko Read Karna Chahte Hai Us Par Click Karege To Sidha us Topic Par Aap Pahuch Jayenge.

Dosto Jab Ham Blog Likhte Hai To usme Ham bahut Saare Heading Daal Dete Hai. Isi Heading Ka List Ko Post Content Table Kahte Hai.

Benefit Of Add Content Table In Blogger ?  

Dosto Yadi Aap Content Table Ko Apne Bloggr Me Add Karte Hai To Aapko Bahut Hi Fayda Hoga. Dosto Jab Aap Koi Visiter Aapke Blog Me Aayega To Content Table Uske Liye Bahut Hi Usefull Hoga. Jisse Ki Apke Blog Ko Log Jyada Pasand karenge. Dosto Ham Apne Blog Me Jitna Jyada Achche Se Edit Karenge Utne Jyada Log Hamare Blog Ko Like Karenge.

How To Add Content Table In Blogger Post ?

Dosto WordPress Ke Jaisa Yadi Aap Apne Blogger Me Content Table Add Karna Chahte Hai To Bahut Hi Aasanis Se Add Kar Sakte Hai. Dosto Apne Blogger Me Content Table Add Karne Ke Liye Aap Niche Diye Gye Step Ko Follow Kare.

Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Apne Blog Me Jaye Aur Blogger Theme Ka Backup Kare. Dosto jab Bhi Aap Theme Kuch Edit Ka Work Karte Hai To Aap Editing Karne Se pahle uska Backup Jarur Kar Le.

Step 02. Ab Aapne Blogger Ke Theme Me Edit HTML Par Jaye.

Step 03. Fir Niche Diye Gye Code Ko <head/> Ke Niche Past Kar De.

 

 Code Past Karne Ke Baad Theme Ko Save Kar De.

Step 04. Fi Dosto Aap ]]></b:skin>  Ko Search Kare. Thik Iske Upar Niche Diye Gye Code Ko Past kar Dena Hai.

 

Step 05.  Fir Dosto Aap <data:post.body/> Ko Search  Kare.  Dosto Kisi Theme Ko 1-3 Tak Ye Code Show Hota hai Iske Badle Me Hame Niche Diye Gye Code Ko Replace karna Hai.

Step 06. Fir Dosto Theme Ko Save Kar De Aur Blogger Post Me Jaye. Fir HTML View Par Jaye.  Fir Doto apne post Ka Jo 1st Heading Hai Uske Thik Pahle Niche Diye Gye Code Ko Copy Karke Paste Kar De.

 Step 07. Fir Aap Niche Diye Gye Code Ko Blog Post  HTML Ke Sabse Last Me Me Past Kar De Aur Post Ko Update Ya Fir Publish Kar De.

Fir DostovApke Blog Post Me Contents Table Dikhai Dene Lagega. Dosto Yadi Aapko Koi Bhi Sawal Puchhna Hai Blogging Se Related To Aap Hame Niche Diye Gye Comment Box Me Puchh sakte hai. Dosto Ye Post Aapko Kaise Lagat Hame Jarur Bataye, Dosto Yadi Aapne Abhit Tak hamare Facebopok Page Ko Like Nhi Kiye hai To Jalid Se Like Kar Le.

  • Join Whatsapp Group 

दोस्तों यदि आप हमारे सभी पोस्ट को पढना चाहते है तो हमारे Whatsapp Group को  Join जरुर करे ताकि आपको हमारे सभी पोस्ट बहुत आसानी से मिल जायेगा | 

01.Join Whatsapp Group

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *