Helo Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Batane Wale Hai Ki HEI File Ko JPEG File Me Convert Kaise Karte Hai ? Dosto Kabhi Kabhi Ham Apne Mobile Me Photo Lete Hai To Wo HEIC File Me Save Ho Jata Hai Jisse Ye Prablem Hota Hai Ki Jo HEIC File Hai Use Photoshop Me Open Karne Me Dikkat Ho Jata Hai.
Dosto Kabhi Kabhi Mere Mobile Samsung A 30 Hai Kabhi Kabhi Jab Photo Leta Hu To HEIC File Me Save Ho Jata Hai Aur Jab Ise Apne System Me Open Karta hu To Nhi Ho Pata Hai Dosto Iska Ek Upay Hai Jiske Madad Se Aap Bahut Aasani Se JPEG Me Contervert Kar Sakte Ho.
Dosto HEIC File Ko Aap Phtotoshop me Use Nhi Kar Sakte hai Isliye Pahle Aapko HEIC File Ko JPEG File Me Convert karna Hoga Fir Aap Us Image Ya photo Ko Use Kar Payenge.
How To Convert HEIC File To JPEG FIle ?
Dosto Yadi Aapke Mobile Camera Se Liya Gya Photo HEIC File Me save ho Gya Hai Aur Aap us Photo Ko Print Karna Chahte Hai To Aapko HEIC File Ko JPEg File Me Convert karna Hoga. Fir us Photo Ko Print kar Payenge. To Dosto HEIC File Ko JPEG File Me Convert Krne Ke Liye Niche Diye Gye Step Ko Follow Kare.
Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Niche Diye Gye Link Par jaye.
Step 02. Fir Aapko Kuch Is tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Yaha Pe Aap Yaha Pe HEIC File Ko Upload Kare.
Step 03. Fir Dosto HEIC Upload Hote Hi JPEG File Me Convert Ho Jayega Aap use Download kar Le.
To Dosto Aap Is Tarike Se kisi Bhi HEIC File Ko JPEG Me Convert Kar Sakte Ho. Dosto Yadi Aapko HEIC File Ko JPEG File Me Convert karne Me Prablem Aa Rha Ho To Hame Niche Comment Box Me Comment Karke Jarur Dekhe.
Dosto hamare Ye Post Aapko Kaise Laga Hame Niche Comment Box Me Comment Karke jarur Bataye Sath Hi Is Post ko Jyada Se Jyada Share Kare. Dosto Yadi Aap Hamare Facebook Page Ko Like nhi Kiye Hai To jaldi Se Like Jarur Kare.
Leave a Reply