Yadi Aap Computer Chalate Hai To Hard Disk Ke Baare Me Jarur Jaante Hoge.To Chaliye Dosto Aaj Is Article Me Hard DiskKe Baare Me Batayenge.Dosto Yah Hard Disk Sabhi Types Ke Computer Laptop Me Hote Hai. JInhe Aap Shayad Repairing Karte Time Dekhe Hoge.
Computer Hard Disk Kya Hai ?
Dosto Ye Computer Ka Secondary Memory Hai. Dosto Is Disk Me Sabhi Types Ke Information Jaise Audio, Video, Image, Computer Application, Document Aur Bhi Bahut Saare Data Ko Store Karke Rakhte Hai. Jise Hum Computer Hard Disk Kahte Hain.
Iska Use Bahut Saare Data Ko Store Karne Ke LIye KIya Jaata Hai. Iska Size Bahut Chhota Hota Hai And Isme Bahut Saare Data Ko Lambe Time Tak Store Karke Rakha Ja Sakta Hai.
Hard Disk Kisi Bhi Data Ko Kabhi Bhi Delet Liya Ja Sakta Hai. And Koi Bhi Data Ko Kabhi Bhi Store Kar Sakte Hai. Hard Disk Ke Tutne Ya Kharab HOne Par Usme Sabhi Data Corrupt Ho Jata Hai. Hard Disk Ki Storage Bahut Hi Adhik 80GB, 150GB,250GB, 500GB, 1TB, 2TB,………. Hota Hain.
To Dosto Aapne Computer Hard Disk Ke Baare Me Jaan Gaye Hai. Dosto Yadi Aapko Computer Se Related Koi Bhi Quetion Puchhna Hai To Niche Diye Gaye Comment Box Me HUme Comment Kar Sakte Hai. Dosto Yadi Hamara Article Achha Laga To Ise Aage Juarur Share Karna.