Guest Post Likhne Ke Fayde , Guest Post Likhne Ke Rules, Guest Post Kya Hai ?


Dosto Guest Post New Blogger Ke Liye Bahut Hi Fayde Hai Yadi Aap New Blogger Hai To Aap Guest Post Jarur Likhe. Guest Post Ke Bahut Saare Fayde Hai Jinke Baare Me Ham Aapko Is Post Me Batayenge.
Dosto Yadi Aap Apne Blog/Website Ka Promote Karna Chahte Hai. Visiter Badhana Chahte Hai To Aap Bhi Guest Post Jarur Likhe.

Guest Post Kya Hai?

Dosti Guest Post Use Kahte Hai Jis Post Ko Aapke Visitor Likhkar Apke Blog Me Post Karta Hai.Ya Fir Aapke Blog Me Kisi Dusre Ke Duara Likha Gaya Post Ya Kisi Dusere Blogger Ke Jariye Likha Gya Post Ko Guest Post Kahte Hai.



Guest Post Ke Fayde ?

Dosto Yadi Aap Kisi Blog Ya Website Me Guest Post Karte Hai To Aapka Bahut Fayda Hota Hai. Jinme Se Kuch Is Tarh Se Hai:-

01. Guest Post Likhne Se Aapka Writing Quality Me Sudhar Hoga.

02. Guest Post Likhne Se Aapke Blog Ya Website Ka Promot Hoga. Kyoki Jab Bhi Aap Kisi Blog Me Post Likhenge To Usme Aapke Blog Me Kya – Kya Hai Aur Kiske Baare Me Blog Bana Hai Usme Apke Baare Me Bhi Rahega Aur Aapke Blog Ya Website Ke Link Bhi Rahega.

03. Ya Koi Blogger Aapke Blog Me Guest Post Likhta Hai To Bhi Aapko Fayde Honge. Jisse Aapke Visitor Bhi Badhega Aur Apke Blog Ka Quality / Value Bhi Badhega.

04. Dosto Yadi Aap Internet Me Viral Hona Chahte Hai To  Bhi Aap Achchhe Guest Post Likhkar Viral Ho Sakte Hai.

Guest Post Likhne Ke Rules

Dosto Yadi Aap Guest Post Likhte Hai Ya Fir Likhne Ko Soch Rahe Hai To Ye Guest Post Ke Rule Ko Follow Jarur Kare. Yadi Aap Ye Rules Ko Follow Nahi Karenge To Aapka Guest Post Reject Ho Jaayega.

01. Har Guest Post Me Ek Ya Isske Adhik Image Hona Chahiye.

02. Sabhi Guest Post 400 Words Ya Isse Adhik Hone Chahiye.

03.Kisi Dusre Ka Blog Ka Post Ka Content Ko Copy Paste Karke Guest Post Na Kare. Yadi Aap Aisa Karte Hai To Ham Turant Pahchan Lenge Google Tool Ki Madad Se Aur Aaap Hamare Blog Me Kabhi Bhi Guest Post Na Kar Payenge.

04. Koi Bhi Content  (Image, Text, Video) Copyright Na Ho. Isse Apke Aur Hamare Blog Me Prabhaw Padhata Hai.

05.Ek Hi Post Ko Dobara Na Daale , Yadi Ki Jiske Baare Me Hamare Blog Me Pahle Se Post Likha Ja Chuka Hai Uske Baare Me Dobara Na Likhe.

06. Apka Guest Post Kisi Dusre Blogger Ke Post Se Same To Same Match Na Kare.

07. Aap Guest Post Likhne Ke Liye Kisi Dusre Blogger Ke Post Ki Madad Se Likh Sakte Hai Par Same To Same Na Likhe Apne Hisab Se Likhe.

You Also Read.

01. New Blog Free Me Kaise Banaye ?

02. Blog Me Free Theme Use Kare Ki Paid Theme ?

03. Blog Banane Se Pahle Ye Baatein Jarur Jaane .

04.Blog Ke Liye Free Logo Manker Websites

05.Blogspot Me Blog Banane Ke Baad Kya Kare ?


To Dosto Is Praka Se Aapko Bahut Tariko Se Fayde Milte Hai.
Dosto Yadi Aap Bhi Hamare Blog Me Post Likhna Chahte Hai To Jarur Likhe. Guest Post Ko aap Hamare Email- madhav.akaltara@gmail.com Par Send Kar De . Aur Apne W Apne Blog Ke Baare Me Bhi Likhe.


4 thoughts on “Guest Post Likhne Ke Fayde , Guest Post Likhne Ke Rules, Guest Post Kya Hai ?”

  1. Gust Post 2 Tarike Se Laga Sakte hai Blogger Me

    01.Aapa Simpal Sa Ek New Page Banaye Jisme Title Me Guest Post Daal De Aur Usme Guest Post Kaise Likhne H Unke Kis Type Ka Likh De Fir Bolna Ki Jo Guest Post Karna Chahta Hai Wo Post Likh Ke Hame Email Kar De aur apne Bio Data Bhi Jise aap Post Me Daalenge.

    02. Dusra Ye Ki Jo Guest Post Karna Chahta Hai Usko apne Blog Me Guest User Add Karne Ke Liye Invite Kar Do Fir Wo Jab Blogger.com Par Jayega To Waha Se Post kar Sakta hai

    Reply

Leave a Comment