Hello Dosto Yadi Aap Bhi GST Taxpayer Hai To Ye Post Apke Liye Bahut Hi Faydemand Hai. Kyoki Isme Ham GST ID Ka Username Aur Password Reset Karne Ke Baare Me Batayenge.
Dosto Kabhi Kabhi Ye Hota Hai Ki Jab Ham Kisi Bhi ID & Password Ka Use Nahi Karte Hai To Use Bhul Jaate Hai. Kyoki Ham apne Us ID Passord Ka Use Nahi Karte Hai. To Chalo Dosto Jaante Hai Ki GST ID Ka Username/Password Reset Kaise Karte Hai.
GST ID Ka UserName Kaise Pata Kare
Hello Dosto Yadi Aap Apne GST ID Ka Password Bhul Gaye Hai To Aap Niche Diye Gaye Trick Ke Madd Se GST ID Ka Username Pata Kar Sakte Hai
Step 01 Sabse Pahle GST Portal Me LogIn Kijiye.
Step 02. Fir Aapko Niche Me Forget Username/Forget Password Diya Hoga Us Par Click Karo.
User Name Par Click Kre.
Step 03.Yaha Pe Aapna Provisional ID / GSTIN / UIN Number Daale. Fir GENERATE OTP Par Click Kare. Jisse Aapke Mobile Aur Email Me OTP Jaayega.
Step 04. Fir Aapke Mobile Ya Email Me OTP Aayega Use Likhe Fir Submit Par Click Kar De. Jaise Hi aap Sahi OTP Daal Ke Submit Karoge aapke Username Aapke Email Me Send Kar Di Jaayegi. Aap Apne Email Me Login Karke Dekh Sakte Hai.
To Dosto Aap Is Prakar Se Apne GST ID Ka Username Generate Kar Sakte Hai. Aapko Yadi Username Genrate Karne Me Koi Bhi Problem Aa Raha Hai To Hame Jarur Bataye, Comment Jarur Kare.
GST Password Reset Kaise Kare
GST ID Ka Password Reset Karne Ke Liye Login Page Par Jaaye Fir
Step 01 LogIn Page Par Jaaye
Step 02.Forget Password Par Click Kare.
Yaha Pe Apna User Name Daale Yadi Aapko Username Pata Nahi Hai To Pahle Username genrate Kijiye. Username Genrate Karne Ke Liye Upar Me Batayae Gaye Hai.
Captcha Code Likhiye.
GENERATE OTP Par Click Kijiye.
Step 03. AAPKE Mobile Me OTP aayega Use Darj Kijiye.
Step 04.Fir Aap Apna New Password Daal Le.
Dosto Is Prakar Se Aap Apne GST ID Ka Password Reset Kar Sakte Hai.
Dosto Ye Post aapko Kaisa Laga Comment Karke Hame Jarur Bataye. Taki Main Apko Isi Tarah Ka trick Batate Rahunga.
Dost Is Post Ko Apne Dosto Ko Jarur Share Kare.
agr hamamare pas email id na ho jispe gst ka link aayega us candition m kya kre
Mobile Aapne jis Email Ka Use Kiya Tha Uska Regenerate Karne Ki Koshiksh Kare,
Agar hm apna email id bhul gye ho to kaise hoga sir….
GST Office Se Mil Jayega