Google Translator Kya Hai ? Google Translator Extensions for Firefox

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Firefox Ki Ek Extentions Ke Baare Me Batane Wale Hai. Dosto Extensions Kya Hai ? Iske Baare Me To Aap Pahle Se Jaante Hi Hai. Firefox Extentions Ke Baare Me Ham Post Likh Chuke Hai. Dosto Ham Is Post Me Google Translator Firfox Extensions Ke Baare Me Baat Karenge.


What is Google Translator Extension ?

Dosto Google Translator Ko Aap Jaante Hi Hai ? Ye Ek Firefox Ki Aisa Extention Hai Jisse Ham Kisi Bhi Text Ki Language Ko Kisi Bhi Launguge Me Translation Kar Sakte Hai. Jaise Ki dosto Jyadatar Education Site Article English Me Hote Hai. To Hame Use Read Karne me Prablem Hota Hai To Ham Google Tranlator Extention Ki Madadat Se Us Site Ki Languge Change Kar Sakte Hai.


How to install Google Translator Extensions In Firefox ?

Dosto Google Translator Extensions Google Chrome Ke Liye Bhi Hota Hai. Dono Me Same Process Hai Google tranlator Ko Install Karna. To Dosto Yadi Aap Bhi Apne Mozila Firfox Me Google Chrome Install Karna Chahte Hai To Niche Diye Gye Step Ko Follow Kare.
Step 01. Sabse Pahle Aap Firfox Open Kijiye.
Step 02. Fir Aap “google translate extension mozilla” Search Kare.
Step 03. Aap Pahle Wale Link Par Jaye Jaise ki Upar Me Image Me Hai
Step 04. Ab Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Yah Par Aap Add TO Firfox Par Click Kar Fir Dosto Aapko Firfox Browers me Google Translate Install Ho Jayega Fir Aap Kisi Bhi site Ko Kisi Bhi Language Me Translate Kar Sake hai.
To Dosto ye Post Aapko Kaise Lage hame Niche Comment Box Me comment Jarur Kare Aur dosto Yadi Aap Kisi Type Ki Extensions Ki Jaankari Chahiye To Hame Jarur Bataye. Dosto Hamare Facebook Page Ko Like Jarur Kare.

Leave a Comment