Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Batane Wale Hai Ki Google Ki Ek Aisi New Android Apps Ke Baare Me Jisse Aap Earning Kar Saskte Hai. Dosto Ye Android App Abhi Beta Mode Me Hai. Jiska Name Hai Task Mate Apps. Dosto Isme Aapko Kuch Task Diye Jayega Ise Complete Karne Par Aapko Paise Diye Jayege. To Cahliye Dosto Yadi Aap Taks Mate Ke Baare Me Jaane ke Liye Intrested Hai To Ham Aapko Google Task Mate Ke Baare Me Pure Details Se Batayenge.
Covered Questions
- What Is Google Task Mate ?
- What Is Beta Mode Version ?
- How To Download Beta Mode Version Google Task Mate App ?
- What Is Refer Code For Google Task Mate ?
- How To Earn Money Google Task Mate ?
- What Is Setting Task ?
- What Is Filed Task ?
- How To Payment Google Task Mate ?
- How To Registration Google Task Mate ?
- Google Task Mate Kya Hai ?
- Beta Mode Kya Hai ?
- Google Task Mate Ko Download kaise Kare ?
- Google Task Mate Download Link.
- Google Task Mate ka Refer Code Kya Hai ?
- Google Task Mate Se Paise Kaise Kamaye ?
- Setting Task kya Hai ?
- Filed Task Kya Hai ?
- Google Task Mate Payment Kaise Karti Hai ?
- Google Task Mate Me Registration Kaise kare ?
What Is Google Task Mate ?
Dosto Google Task Mate Kya Hai Iske Baare Me Bahut Kam Log Hi Jaante Hai. Kyoko Dosto Google Taks Mate Abhi Abhi Lonch Hua Hai. Dosto Google Taks Mate Ek Aisi Application Hai Jisse Aap Task Completer Karke Paise Kama Sakte Hai. Taks Mate Google Ka Hi Product Hai. Jo Survary Karne ke Liye Banaya Gya Hai. Dosto Google Taks Mate Ek Aisi Application Hai Jisme Taks Completer Karne Par Aapko Local Currency Me Payment Karegy.
Dosto Abhi Filhal Google Ne Task Mate Ko Beta Version Mode Me Publish Kiya Hai. Dosto Beta Mode Kya Hai ? Iske Baare Me Bhi Ham Aapko Batayenge.
What Is Beta Mode Version ?
Dosto Beta Mode Version Kya Hai ? Iske Baare Me Bhi Bahut Hi Kam Logo Ko Pata Hota Hai. TO Chaliye Dosto Ham Aapko Bhi Bata Dete Hai Ki Ye Beta Mode Kya Hota Hai ?
Dosto Jab Bhi Koi App Ko Publish Kiya Jata Hai. To Sabse Pahle Use Testing Karne Ke Liye Publish Kiya Jata Hai. Us App Ya Kisi Bhii Product Ko Test Karne Ki Process Ko Beta Mode Kaha Jata Hai. Dosto Beta Mode Se Ye Dekha Jata Hai Ki Jo Usne Koi Bhi Product Banaya Hai ( Website/App ETC ) Wo Kis Tarh Se Work Karna Rha Hai ? Kya Usme Koi Kami Hai ? Wo Product Thik Se Work Kar Rha Hai Ki Nhi ? ETC Ko Check Karne Ke Liye Beta Mode Version Me Product Ko Publish Kiya Jata Hai. Dosto Google Taks Mate App Ko Bhi Beta Mode Version Me Publish Kiya Gya Hai.
How To Download Beta Mode Version Google Task Mate ?
Dosto Yadi Aap Bhi Google Task Mate Se Paise Kamana Chahte Hai To Aapko Google Task Mate Ko Download Karna Hoga. Dosto Aap Play Store Me Se Google Task Mate Ko Aasani Se Download Kar Sakte Hai. Ya Fir Aap Niche Diye Gye Link Se Google Task Mate Ko Download Kar Sakte Hai.
What Is Refer Code Of Google Task Mate ?
Dosto Jab Aao Google Task Mate App Me Registration Karenge To Aapko Refer Code Ki Jarurat Hoga. Dosto Task Mate Abhi Beta Mode Hai Yani Ki Abhi Iski Testing Ho Rhi Hai. Isliye Ham Logo Ko Abhi Refer Code Nhi Diya Gya Hai. Iska Refer Code Bahut Hi Kam Users Ko Pata Hoga. Dosto Google Task Mate Ka Refer Code Jo Iska Testing Kar Rhe Hai Un Logo Ko Pata Hoga. Dosto Jab Google Task Mate Ko Testing Complete Ho Jayega To Aap Sabhi Ko Refer Code Bahut Hi Aasani Se Mil Jayega.
Dosto Ham Aapko Bata De Ki Google Taks Mate Beta Mode Me Hai Isliye Iska Abhi Koi Refer Code Nhi Hai. Jab Ye Puri Tarh Se Test Ho Jayega To Task Mate Ki Refer Code Ko Publish Kar Di Jayegi.
How To Earn Money Google Task Mate ?
Dosto Yadi Aap Google Task Mate Se Paise Kaise Kamayte Hai ? Ye Jaanna Chahte Hai To Chaliye Iske Baare Me Bhi Ham Aapko Bata Dete Hai. Dosto Task Mate Me Aapko Daily Work Diya Jayega Aap Jitne Work Ko Karenge Uske Hisab Se Aapko Payment diya Jayega. Mtlb Ki Aapko Task Ke Hisab Se Payment Diya Jayega.
Dosto Task Mate Se Paise Kamane Ke Liye Aapko Google Task Mate Ka Use karna Hoga. Isme Jitne Bhi Task Aayega Use Aapko Complete Karna Hoga. Dosto Task Mate Ka Use Teen Tariko Se Kiya Ja Sakta Hai. –
- Find
- Task
- Nearby
- Setting Task
- Filed Task
Refer code kya hai
Refer Code Aayega To Ham Aapko Provide Kar Denge