Blogger Me Google Search Engine Ko Add Kaise Kare ? How To Add Google Search Engine In Blogger ? Google Search Engine Ko Blogger Me Add Kaise kare ? WordPress Me Google Sarch Engine Ko Kaise Lagaye ? How To Add Google Search Engine In Your WordPress ? Google Search Engine Ko WordPress Par Add Kaise Kare ?
Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai. Dosto Yadi Aap Blogger Hai To Ye Post Aapke Liye Bahut Hi Usefull Hone Wale Hai. Dosto Is Pot Me Ham Aapko Batane Wale hai Ki Aap Apne Adsense Ads Ko Aur Bhi Jyada Increase Kar Sakte Hai, Iske Liye Aapko Ham Pura Details Batane Wale Hai. Dosto Yadi Aap Google Search Engine Ko Apne Blog Me Add Karna Chahte Hai To Bhi Add Kar Sakte Hai. To Chaliye Aur Adhik Jaankari Aapko Batate Hai.
Google Search Engine Ko Blog Me Add Karne Ke Fayde
Dosto Yadi Aap Soch Rhe Hai Ki Google Search Engine Ko Blogger Me Add Karne Se Kya Fayda Hoga. To Chaliye iske Bare Me Bhi Aapko Bata Dete Hai. Dosto Yadi Aapke Blog Par Koi Bhi Visiter Aata Hai.Aur Apne Blog Me Search Karta Hai To Usme Ads Show Hoga Jisse Ki Apka Earning Hoga.
To Dosto Google Search Eingien Se Bhi Aap Income Kar Sakte Hai. Dosto Aapko apne Blog Me Google Sarch Einge Ko Jarur Lagana Chahiye.
How To Add Google Search Engine In Your Blogger ?
Dosto Yadi Aap Apne Blog Par Google Search Eingne Ko Add karna Chahte Hai to Aap Bahut Hi Aasanis Se Add Kar Sakte Hai. Iske Liye Aapko Niche Diye Gye step Ko Follow kare.
Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Apne Blogger Me Log In Ho Jaye.
Step 02. Fir Aap Theme Par Click Kare.
Step 03. Fir Aap Edit HTML Par Jaye.
Step 04. Fir Aap Yaha Par <head> Tag Search Kare
Step 05. Fir Aap Apne Adsense Account Me Login Ho Jaye. Aur Waha Se Google Search Eingine Add Create Karke Code Ko Copy Kar Le.
Step 06. Fir Aap <head> Ke Thik Upar Me Code Ko Paste Kar Ke.
Step 07. Fir Aap Theme Ko Save Kar De.
Fir Dosto Aapke Blog Par Google Search Engine Add Ho jayega Aur Apke Blog Par Google Search Engine Show Bhi Hone Lagega.
Dosto Yadi Aapke Ye Jaankari Achche Lage To Share Jarur Kare. Dosto Yadi Aapko Blogging se Related Koi Bhi Jaankari Chahiye TO Aap Hame Comment Karke Jarur PUchhe.