Google Play Console Suspend Hona Par Kya Kare


Hello Dosto Yadi Aap Ek Android Application Banaye Hai To ye Aapke Liye Bahut Hi Badhiya Artical Hai. Ise Pura Jarur Padhe. Dosto Yadi Aapne Bhi Google Play Console  Account Khole Hai To Aap Ye Post Ko Jarur Padhe.
Dosto Jaise Ki Main Pichhle Post Me Bataye Tha Google Play Console Account Suspend Kyo Hota hai? Aap Iske Baare Me Jaante hi Hai.

Google Play Console  Ko Active Kaise Kare?

Dosto To Chaliye Jaante Hai Ki Kis Tarh Se Ham Apne Google Play Console  Suspend Account Ko Fir Se Active Kaise Karte Hai.
Dosto Ye Baat Yaad Rakhna Ki Yadi Aapke Google Play Console Account Ek Baar Suspend Ho Jaaye To Use Dobara Active karna Mushkil Hai. Kyoki Google Ki Rule Bahut hi Strik Hai Uske Rule Ka Paln Nahi Karne Par Par Suspend Kar Diya Jaata hai Isliye Dosto Main Aapko Baar-Baar Kahta Hu Ki Rule Ko Dhyaan Me Rakhkar Android App Ko Play Store Me Upload Kare.
Dosto Ham Jo Google Play Console Account Ko Active Karne Ke Tarike Batane Jaa Rahe Hai Usme Kewal 1% Hi Chance Hai Yadi Aapki Kishmat Achchhi Rahegi To Thik Hai Warna Kabi Active Nahi Ho Payega.

Step 01. Sabse Pahle Aap Jab Google Play Console  Me Login Karenge To Aapko Is Tarh Dikhai Dega.



Step 02. Isme Aapko Contact Us Me Click Karna Hoga. Aapko Is Tarh Dikhai De Raha Hoga.

Isme Aapko

  1. Aap jis Gmail Ka Me Google Play Console Account Banaye The Use Daale.
  2. Isme Bhi Wahi Gmail Account Daale
  3. Isme Aap Google Play Console Account Ko Active karne Ko Request Likhe;
  4. Submit Button Par Click Kar Do.

Submit Karne Ke Baad Dosto Google Play Console Ke Log Apke App Ki Jach Karenge Fir Aapo Jawab Denge Ki Aapne Ye-Ye Galti Ki Hai, Dosto Yadi Apne Koi Galti Nahi Ki Hogi To Aapka Account Active ho Jaayega.
Dosto Ye Hamara Post Aapko Kaise Laga Comment Karke Jarur Bataye Aur Is Post Ko Share Jarur Kare, Sath Hi Ek Pyara Sa Comment jarur Kare.


Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai

Leave a Comment