Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Baat karne Wale Hai. Blogger Ko Google analytics Me Link Kaise Kare ? Google Analytics Account Kaise Banaye ? Dosto Hamne Pichhle Post Me Bataya Tha Ki Google Analytics Kya Hai ? Google Analytics Ke Kya Benefit Hai ? Aap Is Link Par Jake Read Kare Le.
How To Create Google Analytics Account ?
Dosto Yadi Aap Bhi Blogging Karte Hai To Aapko Google Analytics Account Jarur Create karna Chahiye. Dosto Yadi Aap Bhi Google Analytics Account Create karna Chahte Hai To Niche Diye Gye Step Ko Follow Kare.
Step 01. Dosto Sabse Pahle Aapko Niche Diye Gye Google Analytics Ke Site Par Jana Hoga Link Aapko Niche Me Mil Jayega.
Step 02. Fir Dosto Aap Sing Up For Free Par Jaye.
Aapko Is Tarh se Dikhai De Rha Hoga
Step 03. Ab Aapko Is Tarh se Dikhai De Rha Hoga
yaha Par Aap Apna Google Account Se Log In Ho jaye
How To Add Google Analytics In Blogger Blog?
Dosto Google Analytics Ko Blog Me Link Karna Bahut Hi Aasan Hai. Iske Liye Aapke pass Ek Blog Hona Chahiye Yadi aapke Pass Blog Nhi hai To – New Blog Kaise Banaye? Is Link Par Jake Aap New Blog Bana Le.