Hello Dosto Yadi Aap Bhi Meri Tarah Ek Website Banana Chahte Hai To “How To Make Website ? ” Yaha Se Bana Lo. Ya Fi Aap Ek YouTuber Banana Chahte Ho To ( How To Make YouTube Chanel ? ) Yaha Se Aap Ek YouTube Chanel Create kar Lijiye Aur Aap Apne Knowledge Ko Puri Duniya Se Sath Share Kare.
Google Adsense Verification Code Kya Hai ?
Dosto Google Adsense Verification Code Ek Prakar Ka Code Hota Hai Jaise Ki Kaha Jaye To OTP Jiska Use Aaj Verify Karke Ke Liye Karte Hai. Verfication Code Isliye AAta Hai Ki Google Adsense Account Kahi Face To Nahi Hai.
Dosto Yadi Aap Ek Blogger Ya Fir YouTuber Ho To Aapko Google Adsense Verification Code Ke Baare Me Pata Hona Chahiye. Ki Ye Code Kya Hai Aur Kab Aata Hai ? Kaise Aata Hai? Ye Un Sabhi Logo Ke Pass Frist Baar Adsense Account Verification Ke Liye Jarur Aata Hai.
Google Adsense Verification Tab Aata Hai jab Aapke Account Me 10 $ Ho Jaata Hai Ye Code Ko Verifya Karna Jaruri Hai.
Isme Aapko 3 Chance Deta Hai. Yadi Aapne 3 Time Me Code Wrong Daala To Aapko Google Ad-sense Verify Nhi ho Payega Aur Aapko Payment Aane Me Prablem Aayega.
Google Andsense Verify Kaise Kare ?
Dosto Jab Aap Google Andsene Account Open Karenge To Aapke Me Notification Aa Jayega Ki Account Verification Code Dale Kahke To Aap Apne Postal Address par Aaya Hua Code Ko Daale Aur Verify Kar Le.
Dosto Yadi Adsense Account Se Related Aapko Kuch Bhi Jankri Puchhni Hai To Hame Niche Comment Box me Comment Karke Jarur Puchh Le.
Dosto Yadi Ye Hamara post Achchhe Lage To Hame Niche Comment Box Me Comment Jarur Kare Aur Sath Hi Hamare Facebook Page Ko Like Aur Share Jarur Kere.