Google Adsense Link Ads Blogger Me Kaise Lagaye ? How To Add Link Ads In Your Blog ?

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Google Adsense Ki Link Ads Ke Baare Me Baatya. Dosto Yadi Aap Bhi Hamare Tarh Ek Blog Banana Chahte Hai To Bahut Hi Aasni Se Bana Sakte Hai. Blog Kaise Banate Hai ? Yaha Jake Sikh Sakte Hai. 

What Is Google Link Ads ?

Dosto Link Ads Ko Blog Me Lagane Se Pahle Ye Jaana Jaruri Hai Ki Link Ads Kya Hai ? Dosto Google Link Ads Ek Aisa Ads Hai Jo 3 Se 6 Link Tak Hoti Hai Jo Ek Post Se Related Text ki Tarh Hi Dikhai Deta Hai. Jaise Ki Aap Niche Me Link Ads Laga Hai Wo Dekh Sakte Hai.

Link Ads Ko Blog Me Kaise Lagaye ?

Dosto Yadi Aap Bhi Blog Me Link Ads Ko Lagana Chahte Ho To Bahut Hi Aasani Se Laga Sakte Ho Iske Liye Aapko Bas Niche Diye Gye Step Ko Follow Karna Hoga-
Step 01. Dosto Sabse Pahle Aapko Google Adsense Account Me Login Hona Padega.

Step 02. Fir Dosto Aap Ads Wale Option Par Jaye.
Step 03. Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Yaha Pe Aapko  By Ad Unit Par Click Kare Fir Link Ads Par Click Kare
Step 04. Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Yaha Pe Aap Ads Unit Ka Name Daale Kuch Ho Fir Create Par Click Kare.
Step 05. Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Yaha Pe Aap Is Code Ko Copy Kar Le Fir Don Kar De.
Step 06. Fir Dosto Code Copy Karne Ke Baad Aap Blogger Me Log In Ho Jaiye Fir Post Ke Jaye . Fir HTML Par Jaye Aur Aapa Jis Gagh Par Link Ads Ko lagana Chahte Hai Waha Par Past Kr De Yad Rhe Hi code Ko br/ Ke Baad Hi Past Kare Tbhi Link Ads Show Hoga.
 Dosto Bahgut Jald Ham Is Link Ads Kaise Lagate hai iska Video Banayenge.
To Dosto Ab Aap Jaan Hi Chuke Hai Ki Blog Me Link Ads Kaise Lagate hai. Dosto Yadi Aako Blogging Se Related Kuch Bhi sawal Puchhnik Ho To Hame Ncihe Comment box Me Comment Jarur Kare. Dosto Is Post Ko Apne Dosto Ko Share jarur Kare Sath Hi Hamare Facebook Page Aur youtueb Channel Ko Subscriber Jrur Kare.

1 thought on “Google Adsense Link Ads Blogger Me Kaise Lagaye ? How To Add Link Ads In Your Blog ?”

Leave a Comment