Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabka Suwagat Hai Dosto Blogging Me Har Koi Blogger Success Nahi Hota Aur Kyoki We Kuch Naya Nahi Sochte hai. Jab Tak Aap Kuch Naya Nahi Sochenge Tab Tak Aap Aage Nahi BadhPaayenge.
To Chaliye Dosto Jaante Hai Google AdSense Ka Pahla Payment Kab Aata Hai Aur Kaise Aata Hai.
Dosto Google AdSense Ka 1st Payment Aane Me Bahut Kushi Hoti Hai. Jab Mera 1st Payment Aaya To Main Bahut Kush Hua Tha Aur Sayad Aap Bhi Kush Honge.
Google Ka 1st Payment Kab Aata Hai ?
Dosto Ye Baat To Aap Jaante Hi Honge Ki Google Adsense Jab Tak Aapko Payment Nahi Karenge Jab Tak Ki Aapke Account Me 100$ Na Ho Jaaye. Isliye Dosto Jab Aap Blogging Karte Hai To Payment Ka Tension Na Liya Kro Bas Ye Dekha Karo Ki Main Blogging Me Kuch Naya Kar Sakta hu Ki Nhi.
You Also Read
01.Guest Post Likhne Ke Fayde
02. Blog /Website Ko Delete Kaise Kare ?
03. Blogger Me Blog Bana Lene Ke Baad Kya Kare ?
04.Blogg Me Pageviwes Gadget Add Kaise Kare ?
05. Blog Me Sub Menu Add Kaise Kare ?
Google AdSense Ka 1st Payment Kaise Milta hai ?
Dosto Ab Baat Aati Hai Ki Hamare Google Adsense Me 100$ Hone Ke Baad Ye Paise Hamare Account Me Kaise Aate Hai. Dosto Iske Liye Aapne Apne Bank Account Ko Google Adsense Me Link Karna Hota Hai. (Google Adsense Me Bank Account Link Karne Ke Liye Yaha CLick Kare )
Fir Jab Aapke Google Adsense Me 100 $ ho Jayenge To Aapke Registerd Google Mail Me Ek Email Aayega Google Ke Tarf Se Jisme Aapko Bolenge Ki Niche Diye Gaye from Me Singh Karke Apne Bank Manager Ke Pass Jama kare.
To Aap Bina Der Kiye Us From Ka Print Out Nikale. Aur Sath Me Google Adsense Me Jaake Payment Ka Recipt Download Karke Use Print Kar Le. Aur Bank Me Jake Jama Kar De Fir Dosto Kuch Hi Hours Ke Baad Aapke Account Me WO Paise Doller Se Reuppes Me Convert Hoke Aapke Bank Account Me Aa Jayegi.
You Also Read.
01. Bigrock Domain Name Buy Kaise Kare ?
02.YouTube Se Paise Kse Kamaye ?
03.OneAd Se Paise Kaise Kamaye ?
04.Google Official TEJ Se 9000 RS Kaise Kamaye ?
05.Google opnin Reward Se Paise Kaise Kamaye ?
06.Android Mobile Se Paise Kaise Kamaye ?
To Dosto Is Prakar Se Aapke Google Adsense Me 100 $ Aate hai Aur Uske Is Tarike Se Apne Bank Me Traisfer Kar Sakte Hai.
Dosto Jab Mera 1st Payment Aata Tha TO Main 2 Mahine Ke Baad Pata Chala Ki Bank Me Jake Deposal From Fill Up Kare Us Paise Ko Apne Bank Account Me Traisfer Karna Pdata hai.
Dosto Main Bahut Se Blogger Se Baad Kiya Ki Mera Payment Abhi Tak Account Me Nahi Aaya Hai To Main Bank Me Jaake Pta Kiya.
Fir Dosto Waha Mera Google Adsense Ka Payment Mil Gya.
Dosto Blogging Se Related Koi Bhi Samsya Ho To Hame Niche Comment Box Me Comment Jarur Kare . Yadi Aapka Bhi 1st Payment Aaya Hai To hame Niche Comment Karke jarur Bataye Aur Ha Hame Ye Bhi Bataye Ki Ye Post Aapko Kaise lage. Aur Is Post Ko jyada Se Jyda Share kare, Sath Hi Hamare Facebook Page Ko Ek Like To Karke Jana Na Bhule.