Google Adsense Account Approval Kaise Karaye ? How To Approval Google Adsense Account ?

 

.Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Batayenge Ki Ham Google Adsense Aaccount Ko Approval Kaise Kara Sakte Hai ? Dosto Yadi Aap Bhi Ek New Blog Banana Chahte Hai To Bahut Hi Aasani Se Bana Sakte Hai. New Blog Kaise Banate Hai Iske Baare Me Ham Aapke Liye Post Likh Chuke Hai. Dosto Yadi Aapne Pahle Se Blog Bana Rakha Hai Aur Aap Google Ads Lagane Ke Likhe Adsense Account Ko Approval Karana Chahe Hai To Bahut Hi Aasani Se Kara Sakte Hai. Dosto Har Work Unke Liye Aasan Hota Hai Jo Kabhi Har Kar Bhi Pichhe Nhi Hatte Isliye Dosto Aap Apne Blog Par Jitna Jyada Focus Karoga Aapka Adsense Utna Jaldi Hi Approval Hoga.

 Google Adsense Account Approval Kaise Karaye ? How To Approval Google Adsense Account ? Adsense Account Approval Karane Ki Trick. Adsense Account Kis Tarike Se Aappoval Milega ?

How To Approval Google Adsense Account ?

Dosto Yadi Aapne Ek Blog Bana Likha Hai  Aur Aap Google Adsense Account Approval Karna Chahte Hai To Bahut Hi Aasani Se Kara Sakte Hai. To Chaliye Jaante Hai Ki Ham Kya Kya Karna Hoga.

01.Create A Blog Or Website

Dosto Yadi AAp Google Adsense Account Ko Approval Karna Chahte Hai To Sabse Pahle Aapko Ek Blog Banana Hoga. Dosto New Blog Kaise Banate Hai? Iske Baare Me Ham Post Likh Chuke Hai Aap Link Par Jake Pura Jaankari Le Le. Aur Ek New Blog Create Kar Le.

02.Minimum Write 10 Post

Dosto Blog Banane Ke Baad Aap Sabse Pahle 10 Artical Likhe. Dotsto Har Post Ko 500 Word Se Jyada Likhne Ka Koshish Kare. Sath Hi Post ko Uniq Post Likhe. Blog Create Hone Ke Baad Apka 1st Work Hai New 10 Post Likhna. Dosto Ye 10 Post Ki Qualitys Bahut Hi Achchhe hone Chahiye. Yad Rhe Hi Aap Copywrint Post Na Likhe Kyoki Dosto Copywrite Karenge To Aapka Adsense Account Kabhi Bhi Approval Nhi Hoga. To Dosto Blog Create Hone Ke Baad Aap Sabse Phle 10 Artical Likhe. Dosto Aapko 10 Artical Sablse Pahle Likhne Ke Liye Is Liye Kah Rha Hu Taki Aap apne Blog Ko Bahut Aasani Se Theme Change Kar Sakte Hai Aur Use Customize Bhi Kar Sakte hai. Dosto Yadi Aap Bina Ek Bhi Post Ke Blog Ka Theme Change Karke Preview Dekhenge To Usme Maza Nhi Aayega Dosto Yadi Aap 10 ya Isse Jyada post Likhne Ke Baad Hi Change Karenge To Aapko Theme Customization Me Bahut Hi Aasani Hoga.

03. Responsive Theme Use

Dosto Blog Me Aapko Free Theme Use karna Chahiye Ki Paid ? Jarur Padhe . Dosto 10 Post Likhne Ke Baad Hi Aapko Apne Theme Ko Change Karna Hai. Yadi Aap Ek Bhi Post Nhi Likhe Hai Aur Aap Direct Theme Change Kar Rhe Ho To Aapka Blog Kis Tarike Se Dikahi Dega Aapko Thik Se Samjh Nhi Aayega Dosto Post Likhne Ke Baad Yadi Aap Theme Change Karte Hai To Usse Aapko Samjh Me Aa Jayega Ki Kis Jagah Par Recent Post, Popular Post, Latest Post Show Honge. To Dosto Ab Aapko Pata Bhi Chal Gya Hai Ki Kab Aapko Theme Change Karne Ki Jarurat Hai. Dosto Aapko Primium Theme Free Me Mil Jayega Primium Theme Ko Free Me Download Kaise kare ? Iske Baare Me Jarur Padhe.

04. Don’t Write Copywriter Post 

Dosto New Blogger Hamesha Ye Galti Karte Hai Ki We Kisi Dusre Ke Blog Ka TEXT Ko Copy Karke Apne Blog Me Past Kar Deta Hai. Dosto Ye Galti Maine Bhi Kiya Tha Jab Main 1st Baar Blogging Start Kiya Tha To. To Dosto Aap Mere jaise Galti Bilkul Na Kare. Dosto Aapko Text Ke Alawa Apne Blog Me Image Bhi Kisi Dusre Blog Ka Use Na Kare Ha Aap Use Modify Karke Use Kar Sakte Hai But Dono Image Ka DATA Same Na Rhe.

05. Add About/Contact/Privacy ETC Page

Dosto Ab Aap Apne Blog Me Kuch Page Add Karne Honge Jaise Ki Aout Page Jisme Aapke Baare Me Aur Aapke Blog Ke Baare Me Pure Details Se Likha Hoga Contact Page Is Page Me Aapke Contact Detial Ke  Baare Me Likha Hoga Jaise Ki Mobile Email Address ETC. Privacy Page Dosto Is Page Me Aap Apne Blog Ke Privacy Ke Baare Me Jarur Daale jisme Aapko Visitors Ko Batana Hoga Ki Aapke Blog Me Kya Kya Rules Hai. Dosto Aise Aur Bhi Aap Page Bana Sakte Hai Jarurat Ke Anusar.

06. Blog Fevicon / Logo

Dosto Blog Me Aapko Blog Fevicon Aur Logo Ko Apne Theme Ke Matching  Par Rakhe Dosto Yaad Rhe Ki Aap Apna Blog logo Aur Blog Fevicon Khud Banaye Kyoki Dosto Yadi Aap Download Karenge To Copywirte Ho Sakta Hai Dosto Blog Fevicon Aur Blog Logo Kaise Banate Hai ? Iske Baare me Ham Post Likh Chuke Hai.

07. Buy Domain Name

Dosto Pahle Kya Hota Tha Ki Bina Domain Name Ke Bhi Approval Mil Jaata  Tha Lekin Abhi Ke Time Me Aapko hi Milega Dosto Iske Liye Aapko Domain Name Buy Karna Hoga Dosto Yadi Aap Domain name Use Karna Chahte Hai To Ham Aapko Free Me Kuch Coupn Code Denge Usska Use karenge To Aapko Discount Milega Free Coupn Code Use Karne Ke Liye Yaha Par Jaye

07. Daily Publish New Post

Dosto 6 Step Complete Hone Ke Baad Aapko Daily Post Likhna Hoga Taki Aapke Blog Me Jyada Visitors Aayega. Daily Post Likhne Se Aapke Blog Write Karne Ki Skill Fast Hoga Sath Hi Aapke Typing Speed Bhi Bahut Hi Fast Hoga.Dosto jab Aap Apne Blog Me Daily Post Publish Karenge To Ye Hoga Ki Aapne Blog Me New Post Ko Read Karne Ke Liye Visitor Daily Visit Karenge. Dosto Blog Me Daily New Post Publish Kaise Kare ? Iske Baare Me Jarur Pdhe.

08. Make Traffic & Visiter

Dosto Ab Ye Last Step Hai. Dosto Ab Aap Daily  Post Publish Karne Lage Hai To Aapka Blog Me Traffic Aur Visitor Ko Increase Jarur Hoga. Dosto AAp Apna Blog Ki Traffic Increase Karne Ke Liye  Sabhi Social Media Jaise Facebook Whatsap Twitter ETC Page Banake Share Karte jaye dosto Aapke bahut Traffic Milega. Dosto Blog Ki Traffic Kaise Badhate Hai ? Iske Baare Me Ham Post Likh Chuke Hai.

Dosto Yadi Aap Daily Post Publish Karte hai Aur Aapke blog Me 200- 500 Pageview Per Daiy Ho Gya Hai To Aapka Adsense Account Aproval Mil jayega Chahe Aapke Blog Ke 1 month Ho. Dosto yadi Aapke Blog Me Bahut kam Visitor Hai Aur Aap Daily Ka Post Bhi Nhi Likh Rhe Hai To Aise Conddition Me Aapka Blog Me Adsense ka Approval Milne Me 6 Month Lagega.

To Dosto Ab Aap Jaan Hi Gye Hai Ki Aapko Kis Tarike Se Apne Blog Par Adsense Account Ko Approval Karna Hai. Dosto yadi Aap Bhi blogger hai to Hame Comment me Jarur bataye Ki Aapne Blog Write likhna Kab Start Kiye The Aur Kab Aapko Adsense Approval Mila. Dosto Blogging Se Related Aapko Koi Bhi Jaankari Chahiye To Hame Aap Bindas Niche Comment Box Me Comment Kar Sakte Hai.

Dosto yadi Aapne Abhi Tak hamare Facebook Page Ko Like Nhi Kiye hai To Please Jaldi Se Like kar Le Dosto Yadi Aapko Ye Post Achchhe lage Honge to Share jarur kare.

Leave a Comment