Aur Main 99.99% Kah Sakta Hu Ki Aap Bhi Google Id Ka Use Karte Honge.
Dosto Aap Bhi Apne Google Account Me Bahut Dino Se Login Nahi Karne Se Password Bhul Jaate Honge.
To Chalo Jaante Hai Ki Aap Apne Google Account Ka Password Reset Kaise Kar Sakte Hai?
Step By Step Follow Kijiye:-
01. Sabse Pahle Google Account Par Login Kijie.
02.Fir Forget Possward Par Click Kijiye
03.Fir Forgot Password Par Click Kijiye.
04. Apka Last Password Maangega to aap daal dena kuch Bhi Fir Next Par Click Kar Dena.
05. Fir Yaha Pe Apna Mobile Number Daale Aur Next Par Click Kar De.
06.Apke Mobile Me OTP Aayega Use Likhe Fir Next Par Click Kar Digiye.
07.Fir Apko New Password Banane Ke Liye Kahega Waha Par Aap Apne New Password Create Kar Le.
08. Fir Continuous Par Click Kar De.
Congratulation ☺ Apka Account Ka Password Reset Ho Gaye.
Dosto Yadi Appko Google Password Reset Karne Me Koi Problem Ho To Comment Jarur Kare.
Internet Se Realated Koi Bhi Prablem Ho Hame Jarur Bataye.
Dosto Is Post Ko Apne Dosto Ko Share Jarur Kare. Taki Wo Bhi Apne Password Bhulne Par Reset Kar Sake.