Free Fire Me Beginner Se Pro Kaise Bane ? Pro Banne Ki Tips and Tricks For FF

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hi Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Baat Karne Wale Hai Free Fire Ke Baare Me. Dosto Yadi Aap Bhi FF Game Khelte Hai To Ye Post Aapke Liye Bahut Hi Important Hai. 

Dosto Ham Bhi Game Khelte Hai. Dosto Main Apne Experience Ke Anusar Aapko Free Fire Me Beginner Se Pro Kaise Ban Sakte Hai Iske Baare Me Ham Aapko Trick  Batane Wale Hai.

Covered Questions:

  1. How To Make Pro Player In Free Fire ?
  2. Free Fire Me Pro Player Kaise Bane ?
  3. FF Me Beginner Se Pro Player Kaise Bane ?
  4. Pro Banne Ki Tips and Tricks For FF
  5. Free Fire Tips And Tricks : Beginner And Pro Tips

Free Fire Tips and Tricks: Beginner and Pro Tips

Dosto Jab Bhi Aap Games Play Karte Hai To Aapko Bahut Se Importants Baate Hai Jinke Baare Me Aapko Pata Hona Chahiye. Jiske Baare Me Ham aapko Niche Bata Rhe Hai.

  1. Never loot in the open (कभी भी खुले में लूट न करें)
  2. Claw control (पंजा नियंत्रण)
  3.  Best aim precision (सबसे अच्छा उद्देश्य परिशुद्धता)
  4. Settings and sensitivity (सेटिंग्स और संवेदनशीलता)
  5.  Never unnecessarily jump-shoot (कभी भी बेवजह उछल-कूद न करें)
  6. Take fights in shrink zone ( Shrink Zone में लड़ाई से दूर हो जाये ) 

Never loot in the open (कभी भी खुले में लूट न करें)

Dosto Jab Aap Free Fire Me Kisi Ko Kill Karte Hai Ya Fir Loot Karte Hai To Aap Kya Karte Hai Ki Aap Bindas Loot Karte Hai. Aur Koi Aapko Head Shoot Kar Deta Hai. Dosto Aapko Pata Hona Chahiye Ki aap Jab Loot Karte Hai To aapko Khule Me Bindas Loot Nhi Karna Chahiye. Jab Aap Loot Karte Hai To Aap Analog Button Ko Lagatar Hilate Rahiye Taki Aapko Koi Head shoot Ka Kare , Aur Sath Me Aap Apane Charo Or Ye Dekhe Ki Koi Banda To Nhi Aa  Rha Hai.  Isliye Dosto Aapke Liye Ye Bahut Hi Jaruri Hai Ki Aap Khule Me Loot Na kare. Jab Bhi Aap Loot Karte Hai To Aap Apne Aas Pass Najar Jarur Rakhe.

Claw control (पंजा नियंत्रण)

Dosto Aap Apne Free Fire Pro Player Tab Banege Jab Aap Free Fire Me Achche Se Game Khelenge Aur Aap Free Fire Me Achchhe Se Game Tak Khel Payenge Jab aapke Free Fire Ka Contole Fast Hoga. Dosto Aap Apne Free Fire Ke Control Buttons ( Jaise Ki Medikit, Fire Button, ETC ) Ko Is Tarh Se Setting Kariye Ki App Fast Khel Paye. Dosto Yadi aap Free Fire Me Pro Player Control Ko Seeting Kaise karte Hai Jaanna Chahte Hai To aap Niche Comment Jarr Kare Taki Uske Baare Me Ham aapko Jarur batayenge.

 Best aim precision (सबसे अच्छा उद्देश्य परिशुद्धता)

Dosto Best aim Precision Ke Baare Me Aap Jaante Hi Hai. Dosto Jab Bhi Aap Free Fire Khelte Hai To aapko aim precision Ko Defalt Kare isse Aapko Ye Fayda Hoga Ki Jab aap Shoot Karenge To Headshot ka Change Jyada Rahega. Jisse Ki Banda Ko Damage jyada Paega. Aur Aap Kill Jayada Karoge.
Baki Ka Setting Aapko Upar Screenshoot Me Dikhai Hi De Rha Hoga Isi tarh Se Aap bhi Setting Kar Sakte hai.

Settings and sensitivity (सेटिंग्स और संवेदनशीलता)

Dosto Free Fire Me Pro Player Banne Ke Liye Aapko Setting Aur Sensitivity Ko Bhi Sahi Tarike Se Setup Karna Hoga.
Dosto ap Sensitivity Ki Setting Ko Apne Device Ke Anusr Set Kare Yadi Aapka Device 2 GB Se Kam Hai To Aapke Niche Diye Gye Ke Anusar seing Kare Otherwisth Aapko Default Rahne De.
General: 100
Red Dot: 30
2x Scope: 52
4x Scope: 66
AWM Scope: 82.
Ye Sesevity Device Ki Quality Ke Anusar Work Karta Hai Aap Ye Jarur Dekhe Ki Aun Se Sencevity Rakhne Par aapko Jyada Fast Dekhne Ko Mil Rha Hai.

Never unnecessarily jump-shoot 

Dosto Aapko Free Fire Me Game Khelte Samy Bahut Si Baat Ko Dhyan Me Dena Chahiye Jaise Ki Faltu Ka Aap kisi Bilding Se Jump Na Kare Jisse Ki Aapka Heath Damage Ho jaye. Dosto Jab Aap Shoot Gun Use Kar Rhe Hote Hai To Aapko Jumb Karke Bande Ko Kill Karna Chahiye Jisse Ki Samne Wala Aappe Shoot na Kare. Dosto Iski Traing Aap Custom Room Me Jyada Kare. Dosto Pro Player Ki Yahi Pahchan Hai Jump Kar  Head Shoot karna. Isliye Dosto Aap Jyada Se Jyada Training Mode Me Jump Shoot Ka Training Karte Rahiye.

Take fights in shrink zone ( Shrink Zone में लड़ाई से दूर हो जाये ) 

Dosto Jab Bhi Aap Shrink Zone Me Fas Jate ho To Aapko Ladai Nhi Karni Chahiye Waha se Chaturai Se Nikal Jaana Chahiye. Dosto Shrink Zone Me 80 % Log Dar Jate hai Ki Kahi WO Mar Na Jaye. Isliye Dosto Shrink Zone Me Aap achche Se Kill Bhi Kar Sakte Hai Par Aapka Health Par Depend Karta Hai.
  • Join Whatsapp Group 

दोस्तों यदि आप हमारे सभी पोस्ट को पढना चाहते है तो हमारे Whatsapp Group को  Join जरुर करे ताकि आपको हमारे सभी पोस्ट बहुत आसानी से मिल जायेगा | 

01.Join Whatsapp Group

About the Author: Madhav Netam

Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai

More Posts by Madhav Netam

Leave a Comment