,

Free Fire Chrono Character Power All Level Details

Posted by

Free Fire Chrono Character Power Details ? Chrono Ki Main Power Kya Hai ? Chrono Me Kya Khas Baat Hai ? Chrono Character Ki Puri Jaankari ? Chrono Character Me Kya Kya Feathers Hai ? Chrono Special Power Kya Hai ? What Special Power Chrono Character Free Fire ?

Free Fire

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai. Dosto Is Post Me Ham Aapko Batane Wale Hai Free Fire Ke Ek Aise Character Ke Baare Me Jiska Name Hai Chrono.

 

Dosto Yadi Aap Bhi Free Fire Game Khelte Hai To Ye Jaankari Aapke Liye Bahut Hi Fayde Mand Hone Wale Hai. Dosto Free Fire Me Aap Ek Success Pro Player Tabhi Ban Paynge Jab Aap Free Fire Ke Sabhi Prakar Ke Jaankari Ho. Ham Aapko Free Fire Ke Sabhi Character Ke Baare Me Bataye. Is Post Me Ham Chrono Ke Baare Me Batayenge. 

 Chrono Character Power Details 

Name – Chrono

Date Of Birth –  Fub 05 th

Age – 35 Years

Sex – Male 

Chrono Ek Parrel Universe Se Aaya Hai. Jaha ki Science Aur Technology Hamare Earth Ke Leval Se Kafi Aage Hai.

Chrono Ki Khud Ki Univers Me Unka Child Life Normal Tha. Chrono Ki Parantc Ek Faucms Advocate The, Jinhone Garibo Ke Khila Ladai Ladi Aur Garibo Aur Beghar Logo Ko Samaj Me Lane Ki Khoshish Ki. Is Vajay Se Vah Garibo Ke Prati Bahut Hi Jagrukta Rakhta Tha. Chrono Bhi Jaise Jaise Badha Hua Wo Bhi Garibo Ka Madad Karta Chala Gya.

Chrono Ki Special Power Kya Hai ?

Dosto Aapko Free Fire Me Har Character  Ki Main Power Yani Ki Khas Baat kya Hai. Iske Baare Me Pata Hona Chahiye.

Chrono Me Khas Baat Ye Hai Ki Jab Aap Pe Fire Ho Rha Ho To Aap Kuch Sec Ke Liye Ek Cercal Bana Sakte Ho Jisse Ki Aapko Kisi Bhi Prakar Ka Damage Nhi Hoga. Aur Yadi Aapka Koi Sathi Us Cercal Ke Andar Me Hai To Usko Bhi Damage Nhi Hoga. Aap Iska Use karke Aasani Se Enemy Ko Kill Kar Sakte Hai. Jab Aap Zone Me Fas Jayenge To Aapka Health Power Bahut Hi Kam Speed Se Low Hoga.

To Dosto Aapko Chrono Character Ka Use Karke Jarur Dekhna Chahiye.

COLLECT Chrono’S MEMORY FRAGMENT TO UNLOCK

Dosto Aapko Pata Hi Hoga Ki Har Character Me  Level Hota Hai. Chrono Character Me 6 Lvele Hota Hai, Jise Aap Dhire Se Level Up Kar Sakte Hai. Iske Liye Aapko Coin Ya Fir Diamond Ki Jarurat Hota Hai. To Chaliy Dosto Is Level Ke Baare Me Bhi Aapko Batayenge Ki Kaun Se Level Me Kya Featchers Hoga Hai.

Level 01.

Dosto Aapko Pata Ho Hoga Ki Har Characte Level 1 Se Hi Start Hota Hai. Yadi Aap Chrono Character Me Level 1 Me hai To Aapko  Kya Fayda Hoga ? Chaliye Jaante Hai.

Dosto Agar Aap Chrono Character Ke Level 1 Me Hai To Aap Par Yadi 600 Ka Damage Dega To Bhi Aap Par Koi Prabhav Nhi Padega. Kyoki Chrono Character Ke Charo Or Ek Round Cercal Ban Jata Hai Jo Ki Sabhi Damange Ko Rok Deta Hai. Chrono Character Ko Rakhne Se Aapke Friends Logo Ka Bh Speed  10 % Badh Jati Hai. Level 1 Me 4 Sec Taj Damage Ko Rok Sakte Hai. CD 5s

 

Level 02. 

  Dosto Jab Levl 2 Ko Updrage Karke Par Aapko Isme Bhi 600 Damage Ko Rok Sakte Hai. Aur Aapko Enemy Ko Kill Bhi Kar Sakte Hai. Chrono Character Ki Lever 2 Me Aapka Speed 18% Badh Jati Hai Aur Apka Friends Ka 11% Speed Badh Jata Hai. Chrono Ki Level 2 Me Aap Damage Ko 6 Sec Taj Rok Sakte Hai. CD 48s

Level 03.

Dosto Yadi Aap Chrono Character Ko Level 3 me Upgrade karte Hai Ya Fir Levle Up Karte Hai TO Aapko Isme Bhi 600 Danage Ji Rokne Ka Power Milega. Aur Isme Aapka Movement Speed 21 % Tak Badh Jayega.Aur Aapke Sathiyo Ka Speed Movement 12 % Badh Jayega. Sathi Hi Aap 6s Tak Damage Ko Rok Sakte Hai. CD46s.

Level 04.

Dosto Yadi Aap Chrono Character Ko Level 4 me Upgrade karte Hai Ya Fir Levle Up Karte Hai TO Aapko Isme Bhi 600 Danage Ji Rokne Ka Power Milega. Aur Isme Aapka Movement Speed 24 % Tak Badh Jayega.Aur Aapke Sathiyo Ka Speed Movement 13 % Badh Jayega. Sathi Hi Aap 7s Tak Damage Ko Rok Sakte Hai. CD44s.
 

Level 05.

 Dosto Yadi Aap Chrono Character Ko Level 05 me Upgrade karte Hai Ya Fir Levle Up Karte Hai TO Aapko Isme Bhi 600 Danage Ji Rokne Ka Power Milega. Aur Aapko Airdrop Card Bhi Milega.  Aur Isme Aapka Movement Speed 27 % Tak Badh Jayega.Aur Aapke Sathiyo Ka Speed Movement 14 % Badh Jayega. Sathi Hi Aap 8s Tak Damage Ko Rok Sakte Hai. CD42s.

 
 

Level 06.

Dosto Yadi Aap Chrono Character Ko Level 6 me Upgrade karte Hai Ya Fir Levle Up Karte Hai TO Aapko Isme Bhi 600 Danage Ji Rokne Ka Power Milega. Aur Isme Aapka Movement Speed 30 % Tak Badh Jayega.Aur Aapke Sathiyo Ka Speed Movement 15 % Badh Jayega. Sathi Hi Aap 9s Tak Damage Ko Rok Sakte Hai. CD40s.
 
 

Level 07.

Dosto Yadi Aap Chrono Character Ko Level 6 me Upgrade karte Hai Ya Fir Levle Up Karte Hai TO Aapko Isme Bhi 600 Danage Ji Rokne Ka Power Milega. Aur Chrono Ka Banner Milega.

To Dosto Ye Tha Free Fire Ke Chrono Character Ke Baare Me Kuch Jaankari Dosto Yadi Aapko Free Fire Se Related Aur Jankari Chahiye TO Hame Aap Comment Jarur kre. Yadi Aapko Ye Post Achche Lage TO Apne Dosto Ko Share jarur Kare.

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *