, ,

Foreign Inward remittance form Axis Bank Kaise Fill Kare/ Google Adsense Payment Receive /Deposal From-Inward Remitance

Posted by

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Batane Wale Hai Ki Disposal Instruction For handling Foreign Inward Remittances From Kaise Submit Karte Hai. Dosto Yadi Aap Ek Blogger Ya Fir Youtuber Hai To Isske Baare me Jaante Hi Honge.

What is Inward Remittance From ?

Dosto Yadi Aap Ek Blogger Ya Youtuber Hai To Iske Baare Me Jaante Hi Honge Dosto Lekin Jo New Youtuber / Blogger Hai Usko Iske Baare Me Knowlege hi Nhi Hoti Hai. Dosto Main Bhi Ek Blogger Hu Jab Mera Google  Adsense ka 1st Payment Aata To Mujhe Bhi Samjh Nhi Aa Rha Tha Ki Main Kya Karu. Dosto Mera Email Me To Google payment ka Comfirmation Aa Gya Tha Lekin Mujhe Withdrawl Karne Ka Process Pata nhi Tha.
Dosto Ham Aapko Bata Dete Hai Ki Google Adsense Ka Payment Ya Fir Doller Me Kahi Se Bhi Payment Aata hai To Bank Me Visit Kiya Bina Hi Only Three Bank Me Hi Paise Aa Jate Hai Jinka List Niche Me Diya hai –
  1. SBI Bank
  2. HDFC Bank
  3. ICICI Bank
Dosto Ye Three Aise Bank Hai Jisme Doller Amount Aane Par Hame Bank Jake Koi Bhi From Fill Up Karna Nhi Padta hai Ar Baki Banks Me From Fill Up Karna Padta Hai.
Dosto Jo Biginner Hai Usko iske baare me jaanna Bahut Hi Jaruri Hai, Isliye Dosto Is Post Ko apne Dosto Ko Share jarur Kare.
Dosto Mera Adsense Payment Hai Jo Axis Bank Me Hai. jab Bhi Payment Aata Hai To Mujhe Deposal From Fill Karna Padta hai. Dosto yadi Aapko Bhi payment Aaya Hoga To Niche Diye Gye Link Se Disposal Instruction For handling Foreign Inward Remittances From  Kar Lo.
Download Disposal From
Dosto Download Karne Ke Baad Ise Fill Up Kare Dosto Yadi Aapko Fillup Karna Nhi Aata To Hame Niche Comment Box Me Comment Jarur Kare ya Fir bank Manager Se Puchh kar Fill Up kar Le. Aur jama Kar De Fir Dosto aapka Payment Turant Aa jayega.
Dosto Axis Bank Me Google Payment Lene ke liye 4th Payment Ko bank Visit Krna Padta hai Fir 5th Payment Ke Liye Aapko Bank Me Visit Karna Nhi padta hai Kyoki Dosto 5th Payment Aane par Aapke Internet bank Me Forex Me Add Kar diya Jata hai Jab Bhi Aapka Google payment Aayega aap Internet bank Se Withdraw kar Le

How to use Inward Remittance NetBanking ?

Dosto Staring Me To Google payment Lene ke Liye Aapko  bank me Visit karna Padta hai Fir Dosto Bad Me Internet banking Se ho Jata hai. Aapko Ham Step By Step Batayenge.
Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Apne Axis bank ka Netbanking Par Login Ho  Jaiye.
Step 02. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga

Isme Aapko Forex Par Click Kar De.
Step 03. FIr Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Yaha Pe Aapko Inward Remittance par Click Kar De
Step 04. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga

Ha Par Aap Get Details Par Click kare
Step 05. Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga

Yaha Par Aapko Continue Par Click Karna Hoga. Jisse New window Open Hoga
Step 06. Aapko Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga

Yaha Par Aapka Google Adsense Ka  Payment Email aaya Hoga us Din Ka Date Select kar De Aur account Bhi Select kare Fir Search Par Click Kar De.
Step 07. Fir Dosto Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha hoga

Yaha Pe Aapko Kitna US Doller payment aaya Hai Wo Dikhai De Rha Hoga Fir ARC Reference Select Kare Fir Process Par Click Kar De.
Step 08. Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga

Yaha Pe Aakpo Purpose Of Remittance Par P1007 Daale Baki Ko Blank Rahne De. Fir Confirm Credit Instructions* Par Now Kar  De. Aur Turm Condition Par Tick Laga De.
Fir Dosto Submit & View Summary Par Click kar de.
Fir Dosto Aapke Google Payment Aapke Aaccount Me Aa Jayega.
Dosto Yadi Aapko Foreign Inward Remittance From Fill Karne me koi Bhi Prablem aa Rha Hoga To Hame Niche Comment box Me Comment Jarur kare. Dosto Hamare Post Achchhe Lage To Hamare Post Ko Sharejarur Kare. Hamare Facbook Page Ko Like jarur Kare. Aur Sath me hamare Youtube Channel Ko Subscribe jarur Kare.

6 responses

  1. रागिनी शर्मा Avatar
  2. Madhav Netam Avatar

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *