Flyout kya Hai ? Flyout Se PerDay 15 $ Kaise Kamaye ? Only WordPress/Blogger Users

 

 Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Yadi Aap Blogging Karte Hai To Ye Post Khas Aapke Liye Hai. Dosto Yadi Aapke Website Me Good Traffic Hai To Aap Per Day 15$ Kama Sakte Hai. Dosto Yadi Aapne Abhi Tak Website Nhi Banaya Hai To hamse Banwa Sakte Hai, Website Kaise Banate Hai ? Yaha Jake Aap Paid Website Banwa Sakte Hai.

Important Links :

  1. Get Download Ludo App Earn Money Online
  2. Get Free Fire Free Diamond  
  3. Value Option- Survy Karke Paise Kamaye ? 
  4. BYJU’S Learning App Download 
  5. LPU B.Tech MBA Learning App Downoload

 

Dosto Ye Jo Tarika Hai Wo Kewal WordPress Users Ke Liye Hai. Dosto Iska Use Blogger Users Bhi Kar Sakte Hai Par Blogger Ko Jyada Income Nhi Hoga Bloggers Ko Kewal Refer Friends Ka Hi Income Hoga. WordPress Users Ko Refer + Per Day 15 $ Milega  Kaise Milega Aapko Is Post Me Details Se Batayenge.

Coverd Topic

    Flyout Review – एक Sponsor पोस्ट से 100$ तक कमाए।
    Eligibility For Approval On Flyout | Flyout पर अप्रूवल की योग्यता।
    Flyout पर अप्रूवल ( Approval ) कैसे लें ?
    Flyout पर QNA
    Whats Is Flyout ?
    Eligibility For Approval On Flyout | Flyout पर अप्रूवल की योग्यता।

What Is Flyout ? Flyout क्या है ?

Dosto Blogging Se Paise Kamane Ka Sabse Best Tarika Hai Google Adsense. Dosto Ham Ek Aise Website Ke Baare Me review Karenge Jiske Aap apne Hi Blog Me Post Karke 15$-100$ Per Post/Artical Ka Paise Kama Sakte Hai. Dosto Jo Aap Apne Blog Me Artical Post Karenge Wo Sponsor Post Rahega. 

Dosto Flyout Ek Aisa Platfrom Hai Jisme Ham Apne Blog Me Sponser Post Ko Publish Karke Paise Kamate Hai. Dosto Ek Sponser Post Ka 15$-100$ Doller Tak Milta Hai. Dosto Yadi Aapke Blog Me Good Traffic Hai To Aapke Ye Work Jarur Karna Chahiye.

Eligibility For Approval On Flyout | Flyout पर अप्रूवल की योग्यता।

Dosto Yadi Aap Flyout Me Work Karne Se Pahle Aapko Apne Website Ko Check Karke Jarur Dekhna chahiye Ki Kya Aapki Website Flyout Ke Liye Eligibility Hai Ya Nhi. Dosto Ham Aapko Batayenge Ki Kaun Sa Website Flyout Ke Liye Eligible Hoga.

Dosto Yadi Aapke Website Me Ye Quality Hai To Aapke Flyout Ke Liye Eligibility Mil Jayega.

  1. Aapka Blog 6 Month Old Hona Chahiye.
  2. Apka Blog Me Minimum 100 Post Ya Isse Jyada Hona Chahiye.
  3. Apke Blog Me Domain Name Hona Chahiye Na Ki Subdomain Name.
  4. Apne Blog Me Good Traffic Hona Chahiye. 10,000/Month Ya Isse Jyada Traffic Aapke Blog Me Hona Chahiye
  5. Apke Blog Ka Desin Achchhe Hone Chahiye,Apke Blog Me About , Contact Us , Privacy Policy Aur Disclaimer Page Ye Sab Hona Chahiye.

Dosto Yadi Aapke Blog Me Ye Qulaitys Hai To Aapko Aasani Se Fyout Approval Mil Jayega

Dosto Kuch Aise Chije Hai Jinko Flyout Approval Nhi Deta Jiske Baare Me Aap Niche Read Kar Sakte Hai.

  1.     Any type of micro niche blogs.
        
  2. Any type of downloadable content like Apk, Games, Movies, Music, etc.
        
  3. Gambling/Casino
        
  4. Deals & Coupons
        
  5. Exam Results/Jobs
        
  6. Adult
        
  7. Any type of Event Blogs.
        
  8. Quotes/Shayari/Lyrics
        
  9. Facebook/Whatsapp Status
        
  10. Celeb Wiki
        
  11. Any type of Tools
        
  12. Guns
        
  13. Automated Blogs
        
  14. Cannabis/Dating
        
  15. Agency/Portfolio

Dosto Yadi Aapka Blog Ye 15 Topic Par Bana Hai To Aapko flyout Kabhi Bhi Approval Nhi Dega.

 How To Registration Flyout ?

Dosto Yadi Aap Bhi 15$-100$ Per Day Kamana Chahte Hai To Aapko Flyout Par Registration Karna Hoga. Dosto Yadi Aap Blogger Se Blog Banaye Hai To Bhi Aap Registration Kar Sakte Hai. Dosto Blogger User Ko Onlye Refer Ka Hi Paise Milta Hai. Kyoki Blogger Me Pulgin Ka Option Nhi Hota Hai. Aur WordPress User Ko Refer Aur Post Dono Ka Paise Milte Hai.To Chaliye Dosto Jaante Hai Ki Flyout Me Registration Kaise Karte Hai ? Registration Karne Ke Liye Niche Diye Gye Step Ko Step By Step Follow Kare.

Step 01. Dosto Sabse Pahle Aapko Flyout Me Registration Karne Ke Liye Niche Diye Gye Flyout Portal Link Par Jaye.

Get Registration Flyout 15$-100$ Make Money 

Step 02. Dosto Aapko Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga 

Yaha Par Aapko Sign Up Now Par Click Karna Hoga.

Step 03. Fir Dosto Aapko Kuchh Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga

Ya Par Aapko apne Blog Ya Website Ka URL Daalna Hoga Fir Check Eligibility Par Click Kar De.

Step 04. Fir Dosto Aapko Kuch Is Tarh se Dikhai De Rha Hoga.

 

Yaha Pe Aapko Copy Meta Tag Par Click Karke Code Ko Copy Kar Lena Hai. 

Dosto Is Code Ko WordPress Ke Theme Editeting Me Jake <Head> Ke Niche Me Code Ko Past Kar Dena Hai. Fir Save kar Dena Hai.

Dosto Yadi Aap Blogger Use Hai To Aap Blogger Me Jake Theme Editing Me HTIML Me Jake <head> Ke Niche Paste Kar Dena Hai Fir THeme Ko Save kar Dena Hai. Jise Ki Niche Screenshoot-me diya hai.

 

 Fir Dosto 2 Otpion par Verify Par Click Kar Dena Hai.

Dosto Yadi Aap Sahi Tarike Se Code ko Paste Nhi Kiye Honge To Aapka blog Flyout Me Verify Nhi Hoga. Dosto Yadi Aapkako Verify Karne Me Koi Prablem Aa Rha Hoga To Hame Niche Comment Box Me Comment Karke Bindas Puchh Sake Hai.

Step 05. Fir Dosto Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga

Yaha Pe Aapko Apne Blog Ke Categary Sellect Kare, Jaie Ki Maine Select Kiya Hai Computer , Education  Dosto Aapko 3 Catagery Selcet Karne Ko Kahega. 

Second Me Aapko Apna Content Number Daalna Hoga.

Thith Me Aapko 15 $ Daalna Hoga Fir Dosto Submit Website Par Click Kar Dena Hai.

Step 06. Fir Dosto Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga.

 

Yaha Pe Aapko Apna Email Id Aur Password Daal Ke New Id Ban Lena Hai.

Step 07. Fir Dosto Aap Blogs Wale Option Par Jaye Fir Aapko GA Verify Karna Hoga Yani Ki Google Analitics Me Flout Ko Add Karna Hoga Jisse Ki Aapka Blog Ka Performnce Flout Dekh Sake.

Iske Liye Dosto Simple Sa Aapko GA Verify Me Click Kar Dena Hai Fir Usme Aapke Ek Email Dikhai De Rha Hoga use Aap Apne Google Analitics  Id Me Add Kar Dena Hai. Fir Dosto Aapka GA Verify Ho Jayega.

Google Analitics Me Email Id Add Kaise Karte Hai ? Aap Yaha Jake Dekh Le.

 Fir Dosto Aapko Blog Ka Reviw Check Hone Ke Baad Aapko Approval Mil Jayega Aur Ap Paise Kama Sakenge.

How To Earn Money  15$-100$/Day In Flyout ?

Dosto Ab Aapne Flyout Me Registraition kar Liye Hai Aur Aapko Approval Bhi Mil Gya Hai, To Aap Aasani Se Flyout Se Paise Kama sakte Hai. To Chaliye Dosto Ham Aapko Batate Hai Ki Flyout Se Earnining Kaise Kiya Jata Hai.

Dosto Flyout Se Two Tariko Se Money Earning Kiya Jata Hai.

  • Sponser Post Publish Karke
  • Flyout Ko Refer karke.

 Dosto Hamne Aapko Bataya tha Ki Flyout Ek Aisa Platfrom hai Jisme Aap Sponser Post Ko apne Blog Me Publish Karte Hai To Uska Aapko 15$ – 100 $ Tak Milga Hai.

Dosto Jaise Hi Aapka Flyout Account Ko Approval Mil Jata Hai To apko New Offer Milega Jsime Sponser Post/Artical Hoga Aapko Uske Title Ko Aur Pure Post Ko Copy Karke Apne Blog Me Paste karke Publish Kar Dena Hai. Dosto Isske Aapko 15-100$ Tak Milega. Dosto Aapke Daily Ka Ye Work Karne Ko Milega Jisse Aap Paise kama Sakte Hai.

Aur Dosto Yadi Aap Kisi flyout Koi Refer Karte Hai To Per Refer Aapko 15$ Milta Hai.

Dosto Yadi WordPress User Nhi Hai Blogger Use Hai To Aap Tension Na le Aap Flyout Ko Refer karke Full Money Earn Kar  Sakte Hai.

To Dosto Is Tarike Se Aap Flyout Se Earn Kar Sakte hai. Dosto Yadi Aapko Kisi Bhi Tarh Ka Sawal Puchhna Hai To AAp Hame Niche Diye Gye Comment Box Me Comment Box Me Bindas Puchh sakte Hai.

Dosto Flyout Me Aap 1 Month Me Jitne Bhi Paise Kamaya Ho Wo Alge Mahine Me Aa  Jaata Hai. 

To Dosto Hame Pata Hai Ki Aapke ye Post Jabardast Laga Hoga To Dosto Aap Is Posto Ko Daba Ke Share Kare. 

Dosto Yadi Aapko Blogging Se Kisi Bhi Tarh Se Jaankari Chahiye To hame Niche Comment Box Me Puchh Sakte Hai.

  • Join Whatsapp Group 

दोस्तों यदि आप हमारे सभी पोस्ट को पढना चाहते है तो हमारे Whatsapp Group को  Join जरुर करे ताकि आपको हमारे सभी पोस्ट बहुत आसानी से मिल जायेगा | 

01.Join Whatsapp Group

 

Leave a Comment