Facebook Ka Password Reset Kaise Kare ? : Hello Dosto Mera Naam Madhav Netam Hai Main Ek Blogger Hu. Blogger Ke Sath-Sath BSC Ka Student Bhi Hu. To Chalo Dosto Is Post Me Aapke Liye Ek New Jaankari Laya Hu Facebook Ke Baare Me. Facebook Ek Social Website Hai Facebook Ko Har Log Use Karte Hai Khoki Facebook Bahut Hi Lokpriy Site Ban Gaya Hai. Facebook Jaise Ek Aur Indian Facebook Bana Hai Jinka Naam Hai TalkFever Ye Bhi Bilkul Facebook Jaise Bana Hai.Talk Fever Se Aap Paise Kama Sakte Hai, TalkFever Ko Promot Karke.Agar Aap Ek Indian Hai To Talk Fever Jarur Join Kar Le Isse Aapko Paise Kamane Ka Mauka Milta Hai.
Dosto Aap Ke Is Post Me Facebook Ka Password Reset Karna Sikhayenge., Kya Hota Hai Ki Kabhi- Kabhi Ham Apne Password Ko Bhul Jaate Hai. To.
Ye Bhi Padhe-
01.Facebook Account Kaise Banaye?
02.Facebook Account Ka Password Change Kaise Kare?
03. Facebook Ke Friends List Ko Dusro Ke Liye Hide Kaise Kare?
Facebook Account Ka Password Reset Kaise Kare
Step 01. Sabse Pahle Facebook Me Login Page Open Kariye.
Step 02. Fir Forgate Account Par Click Kijiye.
Step 03.Yaha Par Apna Registerd Mobile Number Daale Ya Email Daale.
Step 04. Fir Apke Mobile Se Ya Email Se Jitne Bhi Facebook Account Bana Hai Wo Samne Aa Jaayega. Use Se Apne Account Par Click Kare.
Step 05. Fir Yaha Aapke Register Mobile Number Ka Last 2 Ank Dikhayega Jisme OTP Jaayega. Continuous Par Click Kijiye.
Step 06.Fir Aapke Mobile Me Aaye Huye OTP Ko Daale Aur Continue Par Click Kare De.
Step 07. Yaha Pe New Password Daale, Aur Continue Par Click Kar De.
Congratulations Dosto Aapka Facebook account Ka Password Reset Ho Gaya Hai. Dosto Aap Is Prakar Se Apne Facebook Account Ka Password Ko Reset Kar Sakte Hai.
Dosto Yadi Aapko Facebook Password Reset Karne Me Koi Pareshani Aa Rahe Ho To Hame Jarur Bataye Kyoki Hame Internet Me Sabka Help Karna Bahut Achchha Lagata Hai.
Is Post Ko Aapne Dosto Ko Jarur Share. Kare Taki Wo Bhi Facebook Ka Password Ko Bhulne Par Reset Kar Sake. Dosto Is Post Ke Baare Me Ek Pyaara sa Comment Jarur Kare.