Facebook Account Ka Password Change Kaise Kare ? : Hello Friends Aaj Kal To Sabhi Boys And Girls Social Media Me Lage Rahete Hai. Aapke Pass Bhi Facebook Account To Jarur Hoga Yadi Nahi Hoga To Aap Yaha Se Facebook Account Bana Sakte Hai.
Dosto Kabhi – Kabhi Hamare Facebook Ka ID Password Kisi dusre Ko Pata Ho Jaata Jisse Wo Hamare ID ka galt Use Kar Sakte hai Dosto. Isliye Hame Password Ko Jaldi se change Kar lena chahiye.
Dosto Is Post Me Ham Aap Logo Ko Facebook Account Ka Password Ko Change Karna Shikhayenge.
Ye Bhi Padhe:–
01.Facebook Account Kaise Banaye?
02.Facebook Ka Friends List Ko Hide Kaise kare?
Facebook Account Ka Password Change Kaise Kare?
Step 01. Sabse Pahle Aap Apna Facebook Account Me Login Ho Jaaye.
Step 02. Setting Par Jaaye.
Step 03. Security And Login Par Click Kare
Step 04.Fir Change Password Par Click Kare
01. Isme Aap Purana Wala Facebook Password Daale. Yadi Aapko Facebook Password Pata Nahi Hai To Yaha Se Facebook Password Reset Karna Sikh Le.
02. Isme New Password Daale.
03. Isme New Password Ko Dobara Daale.
04. Save Changes Par Click Kare.
Congratulations Dosto Aapka Password Change Ho Gaya Hai.Is Tarike Se Aap Apna Password Change Kar Sakate Hai.
Dosto Ye Post Aapko Kaise Laga Comment Karke Jarur Bataye, Aur Is Post Ko Apne Dosto Ko Share Jarur Kare.
Dosto Hamare Facebook Page Ko Follow Jarur Kare Taaki Aapko Isi Prakar Se Achche Achchhe Post Aapko Milte Rahenge.
Dosto Aap Internet Se Related Koi Bhi Sawal Hamse Puch Sakte Hai. Hame Sabka Help Karna Achchha Lagta Hai.