Economic Survey Me VLE Registration Kaise Kare

Hello VLE Bhaiyo MIG Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai. Dosto Yadi Aap Ek VLE Hai To Aapke Liye Ek Bahut Hi Badhiya Jaankari Laaaye Hai.

Dosto CSC Ne Ek New Yojna Laaye Hai Jisme Aap Work Karke Paise Kama Sakte Hai. Dosto Jaise Ki Aapko Pata Hai Ki Ki CSC Ne Sabhi VLE Ke Liye Bahut Saare Offer Late Hai. Dosto Is Baar VLE Ke Liye Economic Survey Ka Work Karna Hai.

Economic Survey Kya Hai ?


Dosto Economic Survey Yani Ki Aarthik Jangarna (आर्थिक सर्वेक्षण) Hai Jisme Sabhi Ghar Jaake Survey Karna Hai.

Economic Survey Vitt Mantralay Bharat Sarkar Ka Ek Pramuk Varshik Dashtawej Hai Jo Pichhle Year Se Indian Economic Me Vikas Ka Survey Karna Hai.

Economic Survey EK Samiksha Dastawej Hai Jo Desh Ke Aarthik PrishtBhumi Ki Ek Sanshipt Tasveer Prastut Karna Hai. Aur Jaruri Vikas Par Vichaar Karte Hai.

You Also Read.

01. PMGDISHA Portal Ka ID Password Reset Kaise Kare ?

02.PMGDISHA Ka Email Verify Kaise Kare ?

03. PMGDISA Students Ka Email Kis Tarike Se Banaye ?

04.PMGDISHA Exam Lene Ke Rules 

05.PMGDISHA Students Ko Kya – Kya Sikhana Chahiye ?


Dosto Economic Survey Ek Aisa Survey Hai Jisse Ye Pata Lagaya Jaa Sakta Hai Ki Hamare Desh Ka Vikash Ho Raha Hai Ya Nahi. Aur Hamare Desh Ka Kis Tarh Se Kamiyo Ko Dur Kiya Jaa Sakta Hai.
To Chaliye Dosto Yadi Aap Economic Survey Me Register Karna Chate Hai To Niche Diye Gaye Step Ko Follow Kare.

Economic Survey Me VLE Registration Kaise Kare ?

VLE Dosto Economic Survey Me Register Karne Ke Liye Aap 2 Tarike Se Kar Sakte Hai.


01. Digital Sewa Portal Me Jaake Economic Search Kare Aur Waha Se Register Kar Le Ya FIr

02. Niche Diye Gaye Link Me Jaake Sidhe Register Kare.



Economic Survey Register Karne Ke Liye Important Document

Dosto aapke Pass Kuch Niche Diye Gaye Jaruri Chijo Hone Chahiye Tabhi Aap Register Kar Paayenge.
01. Aapke Pass CSC ID Hone Chahiye.

02. 12 th Pass Certificate Hone Chahiye.

03. Ek Android Mobile Hone Chahiye.
Dosto Aapke Pass Android Mobile Hona Bahut Jaruri Hai Kyoki Aapke Online Work Karni Hai To Sath Me Power Bank Bhi Hona Chahiye Taki Mobile Ko Kabhi Bhi Charge Kar Sake.
To Chaliye Dosto Register Karna Start Karte Hai.
Step 01. Dosto Sabse Pahle  Aap Niche Diye Gaye Economic Survey Register Link Par Jaaye. 

Step 02. Fir Aapko Is Tarh Dikhai Dega. 



Fir Yaya Par Aapko Is Tarh Dikhai Dega Jisme Aapko 2 Tarike Se Registration Kar Sakte Hai.

01. Register For Enumerator – Isme Aapko Economic Survey Ke Liye Jaana Padega.

02. Register For Supervisors – Isme Aapko Economic Survey Me Jaane Liye Ki Jarurat Nahi Padti. Yadi Aap Apne Andar Me Aur Bhi Worker Ya Operator Rakhte Hai To Supervisors Par Hi Register Kare.
                 Supervisors Register Karne Par 

Step 03. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega 


Jissme Aapko Apna Aadhaar Number Daalna Padega, Fir Beneficiary Name Me Apna Name Daale Aadhaar Consent Me Yes Par Tick Lagaye.  Uske Baad Submit Par Click Kare. 

Step 04.  Isme Aapko Apna Pura Details Daalna Padega. Fir Apna 12 th ka Marksheet Bhi Upload Kare.

Step 05. Dosto Supervisors Registration Ke Baad Enumerator Registration Kare.

Step 06. Supervisors Ke Niche Me Aap 7 Enumerator Rakh Sakte Hai.

Dosto Yadi Aap Ek VLE Registration Karte Hai To Supervisors Par Hi Registration Kare Jisse Aap Apne Under Me 7 Logo Ko Rojgar De Sakte Hai. Aur Work Bhi Jyada Honge.

Supervisore Me Register Karne Ke Fayde


Hello Dosto Supervisors Me Register Karne Par Aapki Bahut Hi Fayda Hoga Isme Aap Paise Bhi Jyada Kama Sakte Hai. Aur Aapko Koi Work Karne Ki Jarurat bhi Nahi Hoga Na Hi Aapko Survey Karne Ke Liye Jaana Padega. Bas Aapko Survey Ka Aproval Karna Padega.

You Also Read.

01. New CSC Id Full Process Details

02.Kisi Bhi Sim Ko Jio Me Port Kaise Kare ? 

03.CSC Academy Me BCC Students Ka Assessment Complete Kaise Kare ?

04. UTI VS NSDL Best Portal

05.GST Cancelled Kaise Kare ?




Enumerator Par Registration Karne Par Aapko Exam Dilana Padega Jisse Aapko Ek Government Certificate Milega.

To Dosto Is Prakar Se aap Economic Survey Karne Ke Liye Registration Kar Sakte Hai.

Dosto Yadi Aapko Economic Survey Registration Me Kuch Bhi Prablem  Aaye To Hame Niche Diye Gaye Comment Box Me Comment Kare Aur Dosto Yadi Aapko Hamare Blog Se Jara Sa Bhi Help Mile To Hamare Facebook Page Ko Lick Jarur Kare.

Leave a Comment