DOT TK Free Domain Name Ko Blogger Me Add Kaise Karte Hai

Dosto Hamne Pichhle Post Me Free Ka Domain Name Dot TK Free Me Buy Karna Sikhaye The. Ab Ham Aapko Is Post Me Free Domain Name Dot TK Ko Blogger Me Add Karna Sikhayenge.

Dosto Yadi Aapne Free Ka Domain Name Free Me Buy Kar Liye Hai Aur Aap Use Apne Blog Me Use Karna Chahte Hai To Aap Bahut Hi Aasani Se Blog Me Add Kar Sakte Hai. Iske Liye Bas Aapko Hamare Bataye Huye Step Ko Follow Karna Hai.

You Also Read

01.Guest Post Likhne Ke Fayde  

02. Blog /Website Ko Delete Kaise Kare ? 

03. Blogger Me Blog Bana Lene Ke Baad Kya Kare ?

04.Blogg Me Pageviwes Gadget Add Kaise Kare ?

05. Blog Me  Sub Menu Add Kaise Kare ? 

06.Free Domain Name Free Me Buy Kaise Kare?

How To Add Dot TK Free Domain In Blogger

Step 01. Sabse Pahle Aap Blogger Me Log In Ho Jaaiye.

Step 02. Fir Setting Par Jaaye. Aur Basic Setting Par Jaaye

Step 03. Ab Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega


Jisme Aapko + Set Up A Third Party URL For Your blog Par Click Karna Hai Jaise Ki Uper👆 Screenshot Me Diya Gya Hai

Step 04. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhega

Ya Pe Aapko www. Ke Shath Apna Domain Name Daale

Fir Save Par Click Kar De 

Step05. Fir Dosto Apko  Is Tarh Se Dikhai Dega.




Dosto Isme Aapne Kuch Code Dikhai De Rha Hoga Jise Ham CNAME Kahte Hai.

www.    gshgoogle.com
lr3dfjkk   go,kjkdfdf.goolhost.com 

 
Dosto Aapko Apne Blog Me Is Tarh Ka C Name Show Ho Rha Hoga Jisse Aapko Apne Domain Name Ke DNS Setting Me Add Karna Hai. Dosto Ye C Name Alg Alg Blog Ka Alg Alg Code Hote Hai To Please Apne Hi Blogger Ka CNAME Ko Hi Daale.

Step 06. Fir Dosto CNAME Ko Add Karne Ke Liye Aapko Apne Dot TK Free Domain Par Login Ho Jaaiye.

Step 07. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhega


Jisme Aapko My Domains Par Click Kre.

Step08. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhega

Yha Pe Aapko Manage Domain Par Par Jaana Hoga.

You Also Read.

01. Bigrock Domain Name Buy Kaise Kare ?

02.YouTube Se Paise Kse Kamaye ?

03.OneAd Se Paise Kaise Kamaye ?

04.Google Official TEJ Se 9000 RS Kaise Kamaye ?

05.Google opnin Reward Se Paise Kaise Kamaye ?

06.Android Mobile Se Paise Kaise Kamaye ?

Step 09. Fir Aapko Is Tarh Se Show Hoga

Yaha Pe  Manage Freenom DNS Par Click Kare.

Step 10. Fir Dosto Aapko Is Tarh Se Dikhai De Raha  Hoga 

 
Yaha Pe Aapko Kewal Last Ka 2 Colum Alg Fill Hoga Baki Same Fill Up Karna Hai. Ye 2 Colum Me Apke Blogger M Jo CNAME Hai Use Hi Daale. Fir Save Kar De.

Ab Dosto Aapne Dot TK Domain Me Setting Kar Liye Hai Fir Ab Aap 
 Kuch Hours Baad Aap Domain Name Add Ho Jaayega.

Step 11. Ab Aap Blogger Par Login Ho Jaaiye Aur Step 05 Ko Follow Kijiye Fir Save Kar Le.

Fir Dosto Kuch Time Ke Baad Aapke Domain Name Apke Blog Me Install Ho Jaayega. 

Dosto Yadi Aapko Dot TK Free ka Domain Name Ko Apne Blog Me Add Karne Me Koi Bhi Prablem Aa Rha Hoga To Hame Niche Comment Box Me Commnet Jarur kare. 

Leave a Comment