,

Digital Sewa Portal Ticket Kya Hai Iska Use Kaise Kare

Posted by


Hello VLE Bhaiyo Is Post Me Ham Aapke Liye Ek Aise Tarke Laaye Hai Jisse Aap Digital Sewa, Digipay, CSC All Service Ke Baare Me Koi Bhi Sawal Puch Sakte Ho Aur Aapko Uska Jaankari 100 %  Milegi. Jis Trick Ke Baare Me Ham Aapko Batayenge.

Ticket Kya Hai ? What Is Tickets ?


Dosto Ticket Hamare Digital Sewa Portal Ke EK Matra Aise Service Hai Jisme Ham CSC All Services Ke Baare Me Sawal Puch Sakte Hai Koi Bhi Jaankari Ya Problem Ko Solve Kar Sakte Hai. Dosto Ticket Ko Sabhi VLE Bhaiyo Pata Hona Bahut Hi Jaruri Hai, Aur Dosto Jis Logo Ko Ticket Ke Baare Me Pata Hai Wo Iska Bahut Fayda Uatha Rahe Hai Naye – Naye Jaakari Aur Error Ka Solution Pake.
Yani Ki Dosto Ticket Se Ham Kisi Bhi Prakar Ke Jaankari Pa Sakte Hai.



Ticket Ka Use Kaise Kare ?


Dosto Ab Aapko Pata Ho Gya Hai Tickte Kya To To Chaliye Isko Use Karna Bhi SIkha Denge. Dosto Tricket Ka Use Karna Bahut Hi Aasan Hai Dosto Ticket Ka Use Aap Tabhi Kare Jab CSC Se Related Jaise Koi Bhi Service Hoga Digipay, BCC , PMGDISHA Etc Ke Baare Me Jaanna Ho To.


You Also Read.

You Also Read. 

01. CSC Academy Me PMGDISHA Ke Students Ko Register Kaise Kare ?

02. CSC Academy Ne Registration Kaise Kare ( CSC Academy ID )

03. New CSC Id Kaise Create Kare ?

04.CSC Se Kisi Bhi Insurance Primium Ko Renew Kaise Kare ?

05.Android Mobile Se 2,50,000 RS Kaise Kamaye ?

Dosto Yadi Aap Bhi Tricket Ke Madat Se Kuch Sawal Ka Karna Chahte Hai To Hamare Niche Diye Gaye Step KO Follow Kare.

Step 01. Sabse Pahle Aap Apne Digital Sewa Portal Me Login Ho Jaaiye.

Step 02. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhega


Isme Aapko Support Me Click Karna Hoga Fir Ticket Me.

Step 03. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhega.


Isme Create Ticket Par Click Kare.

Step 04. Ab Aapko Is Tarh Se Dikhai De Raha Hoga.



Isme Aapko Jis CSC Service Ke Baare Me Jaankari Lena Hai Ya Sawal Puchne Hai Us Par Click Kare.


01. I Have A Query Ralate To CSC Products And Services


Dosto Isme Aapke CSC Se Sabse Jyda Jaankari Milegi Jaise Ki Electricity, Recharge, Education – PMGDISHA, CSC Academy , Helth Financial Etc Milega .

02. I Have  A Query Related To Digimail 


Dosto Yadi Aapko Digimail Se Kuch Bhi Relate Jaankari Chahiye To Aap Is Pr Click Kare.

Ye Bhi Padhe.

01. UTI Se PAN Card Kaise Banaye ?

02. PAN Card Status Check Kaise Kare ?

03. JIO Ka Retailer ID Kaise Apply Kare ?

04. Digital Sewa Portal Se Insurance Premium Ko Renew Kaise Kare ?

05. Jio WIFI Ka Password Reset Kaise Kare ?

03.I Have Done Traisaction 

Dosto yadi Aapke Digital Sewa Portal Me Trainsaction Kiya Hai Jaise Ki Recharge, Bill Pay Etc TO Wo Agar Pay Nahi Hua hai To Iske Baare Me Jaankari Ke Liye Yaha Click Kare.

04. I Have Wallet TopUP 


Yadi Dosto Aapne  Apna Wallet TopUp Kiye Hai Aur Abhi Tak Aapke Wallet Me Nahi Aaya Hai Is Par Click Karke Complain Karna Hai.

05.I Have A Digipay Trainsaction 

Yadi dosto  Aapne Digipay Me Transaction Kiya Hai Aur Usme Paise Nahi Aaye Hai TO Aap Is Ticket Ka Use Kar Sakte hai.

You Also Read.

01. Pension or Ka Lifer Certificate Download Kaise kare ?

02.Pradhan Mantri Ujjwala yojna Ke Liye Apply Kaise Kare ?

03.Adhaar Link ( Bank Se ) Status Check Kaise kare?

04.Google Official UPI Tej Se 9000 / Years Kaise Kamaye ?

05.PMGDISHA Students Ka Certificate Download Kaise Kare ?


Step 04. Dosto Ye Hamara Last Step hai


Isme Aapko Jis  Aap Kiske Baare Me Jaankari Chahiye Use Select Kare Aur Apna Questions Likh Kar  Submit Button Par Click Kar De.

To Dosto Aap bhi Is Prakar Se Koi Bhi Sawal Kar Sakte Ho Jo CSC Se Related Ho. To Dosto Ye Post Aapko Kaise Lage Comment Karke Hame Jarur Bataye Aur  Share Jarur Kare.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *