Digital Sewa (CSC) Me New Operator Create Kaise Kare

Join WhatsApp

Join Now

Join Telegram

Join Now

20181114 214302

Dosto Yadi Aap Ek VLE Hai To Ye Post Aapke Hi Liye Hai  Is Post Ko Pura Padhe.Dosto Yadi Aapka CSC Center Me Jyda Work Hota Hai Aur Aap Ek Operator Rakhna Chahte Hai To Aap Bilkul Rakh Sakte Hai. Dosto Yadi Abhi Tak Aapne  New CSC Id Nahi Banai Hai To Bana Le


Operator Create Karne Ke Fayde ?


Dosto Operator Create Karne Se Aapke Bahut Se Fayde Honge Jiske Baare Me Aapko Ham Batayenge.

  • Operator Create Karne Se Work Alg Alg Parts Me Bat Jaayenge Aur Aapka Kaam Bhi Aasan Ho Jaayenge.
  • Jyada Operator Rahenge To Jyada Kaam Hoga Aur Jyada Kaam Hoga To Jada Paise Kama Sakoge.
  • Yadi Aap Kisi Kaam Se Bahar Jaaoge To Bhi Aapka Kaam Chalta Rahega Aapka Sabhi Kaam Ko Operator Log Karenge.

You Also Read.

01. New CSC Id Kaise Banaye ?

02.Digital Sewa Portal Ke Wallet Recharge Kaise Kare ?

03. CSC Academy BCC Students Ka BCC Certificate Download Kaise Kare ?

04.CSC Se Kisi Bhi Insurance Ka Premium Pay Kaise Kare ?

05. GST Cancel Kaise Kare ?


To Dosto Is Prakam Se Aapko Aur Bhi Adhik Fayde Mil Sakte hai.

How To Create CSC Operator ?


Dosto Yadi Aapko Operator Rakhne Hai  To Hamare Bataye Gaye Step Se Aap Operator Create Kar Sakte Hai. Dosto Aap Operator Tabhi Create Kar Jab Aapko Operator Ka Jarurat Ho Ya Fir Work Jyada Ho.

Step 01. Sabse Pahle Aap Apne Digital Sewa Portal Me Login Ho Jaaiye.

Step 02. Iske Baad Aap Account Par Click Kijiye.

how to create a new csc vle


Step 03. Fir Aapko Add Operator Par Click Kare Fir Operators Par Click Karna Hoga.

naya operator create kaise karer digital sewa portal



Step 04. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhega Jisme Aapko

digital sewa portal me new csc operator add kaise kare


Jisme Aapko New Operator Ka Saara Details Daale Aur Submit Kar Fir Dosto Aapke Operator Ke Email Id Me CSC Id Aur Password Jaayega Jiske Madat Se Aapke Operator Digital Sewa Portal Me Login Ho Sakte Hai.

You Also Read.

01. Aay Praman Patra Kaise Banaye ?

02. Digital Sewa Portal Se PAN Card Kaise Banaye ? 

03. CSC Id Lene Ki Puri Process Kya Hai ? 

04.PMGDISHA Students Ka Certificate Download Kaise Kare ?


05. VLE RAP Registration Kaise Kare ?

To Dosto Is Tarike Se Aap Apne CSC Center Me Multiple Operator Rakh Sakte Hai. Dosto Aapne Kitne Operator Rekhe Hame Comment Karke Jarur Bataye.

Aur Dosto CSC Sr Related Koi Bhi Sawal Ho To Hame Niche Comment Box Me Jarur Comment Kare Aur Yadi Hamare Post Achchhe Lage To Please Ek Share Jarur Kar De.

Sharing Is Caring:

Mera Internet Gyan - "ऐसा ज्ञान जो सबके काम आए!" यह एक ऑल-इन-वन प्लेटफॉर्म है, जो मोबाइल, एंड्रॉइड, CSC (कॉमन सर्विस सेंटर), SEO, ब्लॉगिंग, गूगल एडसेंस, गूगल एनालिटिक्स, गूगल अवार्ड्स, और कंप्यूटर सॉफ्टवेयर से जुड़ी हर जरूरी जानकारी प्रदान करता है।

19 thoughts on “Digital Sewa (CSC) Me New Operator Create Kaise Kare”

Leave a Comment