Hello Dosto Aap Sab Ne To Digipay Kya Hai ? Jaante Hi Honge. Digipay Ke Madat Se Ham Kisi Bhi Customer Ka Bank Balance Ko Cheack Kar Sakte Hai, Nikal Sakte Hai, Digi Pay Se Paise Jama Kar Sakte Hai.
Dosto Digipay Bahut Badhiya Software Hai. Ise Aap Apne Computer Me Install Kar Lo, Yadi Aap Ek VLE Hai To Aapko Digipay Me Transaction Karne Se Kuch Commission Milega.
To Chaliye Dosto Jaante Hai Ki Ham Digipay Se Paise Ko Kaise Nikalte Hai.
Ye Bhi Padhe:
01. Customer Ka Bank Balance Kaise Pata Kare?
02.Digipay Me Registerd Bank Account Ko Change Kaise Kare?
03.Digipay Ke Paise Ko Apne Bank Me Transfer Kaise Kare?
DIGIPAY Se Withdraw Kaise Kare?
Sabse Pahle Aap Apne Digipay Me Login Ho Jaaiye.
Step 01. Withdraw Par Click Kijiye.
Step 02. Iske Baad Customer Ka Bank Choose Kijiye.
Step 03. Amount Daale (Customer Kitna Nikalna Chahte Hai.
Step 04. Fir Custoumer Ka Aadhar Card Number Daaliye.
Stet 05. I Agree Par Mark Laga Dijiye.
Step 06. Fingerprint Scan Par Click Kijiye.
Jaise Hi Customer Ka Fingerprint Verify Hoga Customer Ka Account Se Paise Kat Jaayega Aur Waha Pe Success Likha Hoga.
To Dosto Is Prakar Se Ham Kisi Bhi Bank Ka Paise Ko Nikal Sakte Hai.
Dosto Aapko Digipay Related Kisi Bhi Prakar Ka Problem Ho To Comment Karke Hame Jarur Bataye.
Dosto Is Post Ko Apne Dosto Ko Share Jarur Kare.Aur Ye Post Aapko Kaise Lage Comment Karke Jarur Bataye.
Leave a Reply