DIGIPAY Se Costemer Ka Bank Balence Kaise Cheack Kare (DigiPay Se Kisi Bhi Bank Ka Balence Cheack Kare)


Hello VLE Bhaiyo Is Post Me Ham Aapko Digipay Se Kisi Customer Ka Bank Balance Kaise Cheack Karte Ha? Iske Baare Me Batayenge. Dosto Yadi Aap Digipay Install Nahi Kiye Hai To Kar Le Kyoki CSC Walo Ko Digipay Chalane Jaruri Hai. Isske Aap Paise Kama Sakte Hai. Aur Kisi Bhi Bank Ka Paise Nikal Sakte hai.


Ye Bhi Padhe


01. Digipay Ka Bank Account Update Kaise Kare?
02. Digipay Ka Paise Ko Apne Account Me Kaise Laye?


Step 01. Balance Par Click Kare.

Step 02.Bank Name Daale.

Step 03. Customer Me Customer Ka Aadhar Number Daale.

Step 04. I Agree Par Click Kare.

Step 05. Scan Finger Print Par Click Kare.
Fingerprint Verify Hone Ke Baad Customer Ka Bank Balence Show Hone Lagenge.
To Dosto Is Prakar Se Aap Apne Ya Customer Ka Bank Balance Ko  Cheack Kar Sakte Hai.
Dosto Ye Post Aapko Kaise Laga Comment Karke Jarur Bataye.
Is Post Ko Share Jarur Kare Taki aapke  VLE Dosto bhi Digipay Ka Fayda Utha Sake.


Leave a Comment