Digipay New Updates Minimum Maintanance Bailence 100 Rupees Only


Hello VLE Bhaiyo Abhi -Abhi CSC Ne Digipay Me Ek Bahut Bada Update Kiye Hai Jisme VLE Bhaiyo Ko Digipay Me 100 Rupees Only Minimum Bailance Rakhna Hoga. 

Kuch Mahine Pahle CSC Ne Digipay Me Minimum Bailence 50000 Rupeess Kar Diye The Jisse Baare Me Aapko Pata Hi Hoga. Jisse Karna Sabhi VLE Bhai Digipay Me Traisaction Karna Close Kar Diye THe. Yaha Tak Ki Dosto Main Bhi Digipay Me Trainsaction Karna Chhod Diya Tha.

You Also Read.

01. Android Mobile Me Digipay Install Kaise Kare ? 

02.Digipay Computer Me Install Kaise Kare ?

03.Digipay Withdraw And Depost Slip Download

04.CSC ID Kaise Banaye ?

05. OneAd Se 250000 RS Kaise Kamaye ?

Dosto Digipay Me Mera 4500 Rupees Fasa Tha To Dosto Aaj Maine Digipay Se 4300 Rupees Apne Bank Account Me Traisfer Kar Liya.

Dosto Yadi Aapka Bhi Digipay Me Paise Ruka Hua Hai To Jaldi Se Withdraw Kar Lijiye.

Dosto Aaj Se Aapko Digipay Me 100 Rs Maintenance Balance Rakhe Padega Aur Aap Minimum 1000 Rupees Ya Isse jyada Withdraw Kar Sakenge .

CSC Ne Minimum Maintenance Balance 5,000 Rupess Se 100 Rupees Kyo Kiya ?


Dosto Yadi aap Soch Rahe Honge Ki CSC Ne Digipay Me Maintenance Balance 5000 Rupees Se 100 Rupees Kyo Kar Diya To Chaliye Dosto Iske Baare Me Bhi Ham Aapko Bata Dete Hai.

01. Dosto APES Withdraw Bahut Se Commpaniyo Chala Rahe Hai Jo Digipay Se Best Service De Rahe Hai.

02. Digipay Me Server Prablem Bahut Hota Hai.

03. Account Me Trainsfer Hone Me Time Lagta Hai. Jabki any AEPS Company Me Turant Account Me Balance Aa Jata Hai, Jaise Ki PaynearBy Me Turant Account Me Paise Aa Jaate Hai Hodiday Ko Chhod Ke.

04. Digipay Me Kam Service Hai Only Withdraw, Deposite, Check Balance Jabki Any APES Company Me Jyada Services Hai Jaise Mobile Recharge, DTH Recharge , Fund Trainsfer ETC.

05. Digipay Me Supporting Na Milna. Dosto Digipay Me Hame Customer Care , Ya Fir Help Desk Ka Option Bhi Thik Se Nahi Milta Email Karne Par This Se Answer Nahi Milte Ya Fir Email Ya Call Ka Jawab Nahi Dete hai Jabki Paynear Me Pura Supporting Milti Hai.

You Also Read.

01. PMGDISHA Portal Ka ID Password Reset Kaise Kare ?

02.PMGDISHA Ka Email Verify Kaise Kare ?

03. PMGDISA Students Ka Email Kis Tarike Se Banaye ?

04.PMGDISHA Exam Lene Ke Rules 

05.PMGDISHA Students Ko Kya – Kya Sikhana Chahiye ?


Dosto In Sab Ke Karn Digipay Me Sabhi VLE Chhod Diye The. Aur Koi Bhi VLE Digipay Me 5000 Rs maintance Balance Nahi Rakh Paa Rahe The Kyoki Digipay Ka Service Poor Tha. Isliye Digipay Ka Minimum Maintenance Balance 100 Rupees kar Di Gai.

To Dosto Ye Hamar Post Kaise Lage Hame Comment karke Jarur Bataye Aur Aap Kis AEPS/ Adhaar Withdraw Software Ka Use Karte Hai Hame Niche Comment Box Me Jarur Bataye, Aur Ye Jaanakri apne VLE Dosto Ko SHare Jarur Kare.

Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai

Leave a Comment