,

DigiPay New Feathers Start – Last 10 Transation/MiniStatement

Posted by

 

 Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Baat Karne Wale Hai Digipay Ke Baare Me. Dosto Yadi Aap Bhi CSC Id Lena Chahte Hai To Bahut Hi Aasani Se Le Sakte Hai. CSC ID Lene Ki Full Process Kya Hai ? Aap Yaha Jake Read Kar Sakte Hai.

New Feathers Start In DigiPay

Dosto Jaise Ki Aap Sabhi VLE Bhaiyo Ko Pata Hai Ki Abhi Bhi Digipay Me Utna Khas Feathers Nhi Hai Jitna Ki PaynearBy, Relipay,SpiceMoney ETC Me Hai. Isliye Dosto Bahut Se VLE Digipay Ka Use Bahut Hi Kam Karta Hai. Dosto Main Bhi Digipay Ka Use Bahut Hi Kam Karta Hu. Kyoki Dosto Digipay Ka Feathers Mujhe Pasand Nhi Hai. Lekin Dosto Ek Din Digipay Pasand AA Jayega Kyoki Digipay Dheere Dheere Upgrade Ho Rha Hai. Dosto Abhi Abhi Digipay Me Ek New Feathers Add Hua Hai Jiske Baare Me Ham aapko Batane Ja Rhe Hai. 

Dosto Digipay Me Ab Ham Customer Ki Account Ka Last 10 Transaction/Mini Statement Dekh Sakte Hai. Dosto Digipay Yadi Puri Tarh Se Upgrade Ho Jayega To Ham VLE Baki APES APP Ka Use Karna Band Kar Denge Aur Digipay Ka Use Karenge.

Dosto Digipay Ka Use Main Nhi Karta Iska Reason Ham Aapko Bata Denge.

Dosto Digipay Me Ham Costmor Se Extra Paise Nhi Kam Sakte Hai. Dosto Yani Ki Digipay Se 110, 1020 RS Is Targ Se Amount Nhi Nikal Sakte Hai. Dosto Yadi Ham Ek Din Me Digipay Se 50000 Ka Transactiib Karte Hai To Kya Fayda 300 RS Bhi Nhi Kama Rhe Hai. Digipay Me Transaction Karne Par Jitna Commission Deta Hai. Usse Do Guna To Fund Transfer Karne Me Charge  Lag Jata Hai. Aisa Me To VLE Ka Ghata Hi Ghata Hai.

Dosto Mera Khayal Se DigiPay Me Kuch Aur Change Hone Chaheye-

  • No Time Limit Digipay Fund Transfer
  • Extra Withdra Charge
  • All Trainsaction Details
  • OTP Fringer Printe Login

Dosto DigiPay Me Time Limit Hota Hai Ki Aap Isme Itne Baje Se Itne Baje Tak Payout Ya Fir Fund Transfer Kar Sakte Hai. Jo Mujhe Aur Kai VLE Ko Pasand Nhi.

Dosto Digipay Me Ham Customer Se Extra Charge Nhi Le Sakte Hai. Dosto Isse VLE Ka Kamai Nhi Hota Hai. Isliye Baki APES ID Ki Tarh Bhi Isme Aapko Extra Charge Lene Chahiye.

Dosto Aapko Pata Hi Ki Hai Digipay Me Purana Transaction Ko Nhi Dikhata Hai. Har Transaction Me Custmer Ka Name Likha Hona Chahiye. Dosto Jaise Ki Ham Digipay Ko System Se Uninstall Kar Dete Hai Aur Baad Me Install Karte Hai To Usme Jo Purana Transaction Hota Hai To Show Nhi Hota Hai. To Iska Prableme Ko Bhi Dur  Karna Chahiye.

Dosto Digipay Ki Ek Baat Aur Hi Gandi Lagti Hai Ki VLE Jab Bhi Digipay Me Login Karta Hai TO OTP Aur Fingerprint Leta Hai. Jisse Hata Ke Only Password Bas Rakhna Chahiye

Dosto Yadi Aapko Ko Digipay Se Koi Issue Hai To Hame Niche Comment Box Me Comment Karke Jarur Bataye.

Dosto Yadi Aapko Ye Post Achchhe Lage To Hamare Is Post Ko Sabhi VLE Bhaiyo Ko Share Jaru Kare.

Dosto Yadi Aapko abhi Tak Hamare Facebook Page Ko Like Nhi Kiye Hai To Jaldi Se Kar Le Sath Hi Hamare Youtube Channel Ko Bhi Subscribe Kar Le.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *