Digipay Ka Paise Ko Apne Account Me Kaise Laye Hindi Me Knowledge


Hello VLE Bhai Mere Blog Me Fir Se Ek Baar Aap Sapka Suwagat Hai, Aap Sabhi VLE Bhaiyo Ko Pata To Hi Hoga Ki Sabhi VLE Ko Digipay Install Karna Jaruri Hai. Yadi Aapko DIGIPAY Install Nahi Kiye Ho To Yaha Se Install Karna Sikh Le. To Chalo Dosto Jaise Ki Aapko Pata Hi Hoga Ki Jab Ham Digipay Se Kisi Ka Bhi Paise Nikalte Hai To Wah Hamare DIGIPAY Me Aata Hai Jab Hamare DIGIPAY Me 2000 Rupye Ho Jaate Hai Tabhi Ham Use Apne Account Me Trasfer Kar Sakte Hai.

Ye Bhi Padhe:-


DIGIPAY KE PAISE KO CASHOUT KAISE KARE?

Dosto DIGIPAY Ke Paise Ko Cashout Karne Ke Liye Step By Step Follow Kijiye.

Step 01. Sabse Pahle Apne DIGIPAY Me Log In Ho Jaaiye.

DIGIPAY K Paise Ko Apne Account Me Transfer Kaise Kare?

01.PASSBOOK Par Click Kare.

02. FULL SYNC Par Click Kare.

03.PAYOUT REQUEST Par Click Kare.

Step 02.Fiya Aapko Is Tarh Dikhai Dega.

01.Yaha Pe  Amount (RS) Daale (Minimum 2000 Hona Chahiye Ya Isse Jyada) Aap Jitna Nikalna Chahte Hai.

02.Remark Me Kuch Bhi Daal Sakte Hai.

03. Fir Submit Par Click Kar.

Dosto Submit Par Click Karte Hi 24 Hours Me Aapke Account Me Paise Trainsfer Ho Jaayega. To Dosto Is Prakar Se Aap Digipay Ka Paise Ko Apne Account Me Trainsfer Kar Sakate Hai.
Dosto CSC Se Realated Aap Koi Bhi Sawal Hame Puch Sakte Hai. Is Post Ko Apne Dosto Ko Share Jarur Kare.
VLE Bhaiyo Is Post Ke Baare Me Ek Pyaara Sa Post Jarur Kare, Taki Ham Isi Prakar Se Badhiya-Badhiya Apke Liye Post Karte Rahege.


6 thoughts on “Digipay Ka Paise Ko Apne Account Me Kaise Laye Hindi Me Knowledge”

Leave a Comment