Hello Dosto Mera Internet Gyan Me aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Kuch Kash Baat Batayenge Jo aapke Liye Bahut Hi Jaruri Hai Jiska Wait Aap Bahut Dino Se Kar Rhe The Wo Aaj Pura Hone Wale Hai.
Dosto Ye Post Kash VLE Bhaiyo Ke Liye Hi Hai. Dosto CSC Ne VLE Ko UCL Me Registration Karna Start Kar Diya Hai. Jiske Baare Me Ham Aapko Batayenge Ki Kis Tarike Se aap Demographic update Through update Client Lite (UCL) Me Registration Kar Payenge.
Important Document Of UCL Registration
Dosto Jaise Ki Aapo Pata Hi Hai Ki Aapko Demographic UCL Ke Liye Kuch Jaruri Document Ki Jarurat Padega. Dosto Yadi Aapke Pass Ye Jaruri Document Nhi Hogi To Aap UCL Me Register Nhi Kar Sakenge.
01. Supervisor UID Certificate
02. BC Code
03. Police Verification
04. E Adhaar
05. Center Photo With Siting 5 Citizens.
To Dosto aapko Ye 5 Document Ki Jarurat Padega Aapko UCL Me Register Karne Ke Liye Dostoy Yadi Aapke Pass ye 5 Document Nhi Hai To Hame Niche COmment box Me Comment Karke Jarur Bataye Taki ham Aapko iske Baare me Bata Sake.
Ye Bhi Padhe.
Ho To Registration Demographic Adhar UCL
Dosto Ye Baat Aapko Bata De Ye Registration Kewal Ek VLE Hi Kar Sakte hai.
Dosto Yadi Aap Bhi Ek VLE Hai Aur Aap Bhi Adhar Ka Work Karna Chahte Hai To Hamare Niche Diye Gye Step Ko Follow Kare.
Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Apna Document Taiyar Rake.
Step 02. Fir Dosto Aap Niche Diye Gye UCL Registration Link Par Jaye
Step 03. fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hog
Yaha Aapko Digital Sewa Connect Par Click Karna Hoga Aur Aap Apne CSC Id Se Login Ho Jaiye.
Step 04. Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Yaha Pe Aapko Proceed Par Click Karna Hoga.
Step 05. Fir Aapko Adhar UCL Ka From Fill Karna Hai Jo Is Tarh Se Hai.
Yaha Pe Aap VLE Ka Sabhi Details Fill Kare VLE Ka E Adhar Card , Police Verification From , UID Supervisor Certificate Sab Upload Kar De.
Fir Dosto Submit Par CLickc Kar De Fir Dosto Jaise Ki Aapka UCL From Aproval Hoga Aapke Email Me Aa Jayega. FIr Aap UCL Software Download Karke Usme Login Ho Jaiye.
Ye Bhi Padhe.
Dosto VLE BC Code Kya Hota Hai ?
Police Verification Kya Hai ? Iske Kaise Banwaye ?
Adhar Supervisor Certificate kya Hai ? Adhar Supervoiser Certificate Kaise Banate hai Ye Sab jaanne Ke Liye Hame Niche Comment Box me Comment Jarur Kare Taki ham Iske Baare Me Aapko Jarur Batayenge.
To Dosto Kaise Lage Ye Post hame Niche Comment Box Me Comment Karke jarur Bataye Sath Me Dosto apne Dosto VLE bhaiyo Ko Share Kare Sath Hi Hame ye Bhi Batayen Ki Ye Post aapko Kaise Lage, aur CSC Se related Kuch Bhi Sawal puchni Ho To Hame Niche Comment Box Me Comment Jaru Kare.
VLE bc code kya hota h
Jab Aapne BC Point Liya Hoga To Us Document Me Dekho Likha Hoga
BC code Kaha se milega
District Manager se
Nice
aap hamesha achchi achchi jankariyan dete hain. thanx
Welcome Ji