Hello VLE Bhaiyo Aaj Fir Aapke Liye Ham Ek Article Likh Rhe Hai Hai Aapke Bade Kaam Ke Isliye Dosto Is Article Ko Step By Step Pura Padhe.
Dosto Aap Sabko Pata Hi Hai Ki Hamare CSC Ne Hame Work Karne Aur Paise Kamane Ke Liye Bahut Saare Services Deti Hai. Jiska Fayda Har Coice Center Walo Ko Uathana Chahiye. Dosto Ham Is Articale Me Ek Financial Service Ke Baare Me Batayenge Jiska Premium Payment Aap CSC Wallet Se Kar Sakte Hai. Aur Apko Achhcha Kasha Commission Bhi Milta Hai.
Insurance Premium Pay Kaise Kare CSC VLE ?
Dosto Yadi Aap VLE Hai Aur Insurance Premium Pay Karna Chahte Hai To Aapko RAP Registration Hona Jaruri Hai. Tabhi AapKisi Bhi Insurance Premium Ko Pay Kar Sakte Ho. Yadi Aapne RAP Registration Nahi Kiye Hai To Hamare Next Article Ko Jarur Padhe Kyoki Ham Useme Aapko RAP Registration Karna Sikhayenge.
Insurance Premium Pay Karna Mobile Recharge Karne Ke Jaise Hi Hai. Is Article Ko Pura Padhne Ke Baad Aap Bhi Insurance Premium Pay Kar Sakte Ho. Liye Ye Process Step By Step Follow Kijiye.
Step 01. Sabse Pahle Aap Digital Sewa Portal Me Login Ho Jaaiye.
Step 02. Fir Aapko Is Tarh Dikhai Dega
Isme Aapko Insurace Par Click Karna Hoga.
Step 03. Fir Yaha Pe Aapko Is Tarh Dikhai Dega Jisme Apko Renew Insurance Pe Click Karna Hoga
You Also Read
01 UTI Se Pan Card Kaise Banaye?
02 GST Cancal Kaise Kare?
03.Aay Praman Patra Kaise Banaye?
04 Android Mobile Se 250000/ Month Kaise kamaye ?
05.New CSC ID Kaise Banaye?
06.CSC Se Primium Renew Kaise Kare?
Dosto Maine Max Life Insurance Karaya To Inka Renew Karke Dikha Raha Hu Sabhi Insurance Ka Renew Process Sam Rahata Hai.
- 01. Renewwal Premum Payment Par Click Kare.
- 02. Yaha Pe Aapko Jis Insurance Ko Renew Karna Hai Select Kare.
- 03. Yaha Me Policy Number Dale.
- 04.Yaha Par Jis Custemer Ka Renew Karna Hai Uska Date Of Birth Daalna Hai.
- 05. Yaha Pe Custemer Ka Mobile Number Daale
- 06 Fetch Bill Par Click Kar De.
Step 04. Fetch Bill Par Click Karne Ke Baad Aapko Kitna Pay Karna Hai Show Hoga. Jaise Ki Niche Me Maine Screenshoot Daala Hai.
Fir Yaha Se Pay Kar Do Aur Jo Recipt Nikalega Use Custemer Ko De Do To Dosto Is Prakar Se Aap Kisi Bhi Custemer Ka Kisi Bhi Insurance Ko CSC Se Renew Kar Sakte Ho. Dosto Hamare Next Articale Jarur Padhe Kyoki Hamne Usme Ek Aisi Service Ke Baare Me Aapko Batayenge Jisse Aap Bhi Kisi Bhi Custmer Ka Insurance Kar Sakte Ho.
To Dosto Ye Article Kaise Laga Comment Karke Jarur Bataye Yadi Aapko Insurance Renew Karne Me Koi Bhi Problem Aa Rhe Ho To Hame Comment Jarur Kijiye. Aur Is Post Ko Share jarur Kare. Sath Hamar Facebook Page Ko Like jaur Kare.