Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai dosto Is Post Me Ham Baat Karne Wale Hai CSC Ki New Service CSC E Sign Ki Dosto is Post me ham Aapko Batane Wale Hai Ki CSC E Sign Kya Hai ? Aur Isme Registration kaise karenege ?
Dosto Is Service Ke Baare Me Batane Se pahle Ham Aapse Ek Request Karna Chahte hai Ki Yadi Aapne Abhi Tak Hamare Facebook Page Ko Like Nhi Kiye Hai To Jaldi Se Kar Le. Sath hi Hamare Youtube Channel Ko Bhi Subscribe Kare.
What Is CSC E-Sign Service ?
CSC E-Sign Service Kya Hai? Dosto Is Post Me E Sing Ke baare Me Pura Details Se jaankari Denge. Dosto CSC E Sign Service Ek Digital Signature Service Hai.
Dosto Jaise Ki Aapne Online B1 Nikalte Hai To Usme digital Signature Hota Hai Thika Waise Hi Signature Aap bhi bana Sakte hai. To Dosto ham Aapko Iske baare Me Aur Bhi Adhik Jaankari Batayenge.
Who can use CSC eSign ?
Dosto CSC E Sing Ka Use 18 Years Se Adhik Aur Jo Kisi Prakar ka Sewa Pradhan Karta Ho Wo CSC E Sign Ka Use kar Sakta hai. CSC E Sign Ka Use Aapko Kanuni Rup se karna Hoga CSC e Sign Ka Use VLE, Docter, bussiness Etc kar Sakte hai.
How to create your CSC eSign
Dosto CSC E Sign Ka Use Karne Ke liye Aapko Kuch Process Complete karna Hoga Jiske Baare Me Ham Aapko Pure Details Se batayenge.
Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Niche Diye Gye Link Par jaye.
Step 02. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Yaha Pe Aapko Sing Up Jana Hoga
Step 03. Fir Dosto Aapko Kush Is Tarh S Dikhai De Rha Hoga
yaha pe Aapko Agree & Process Par Click Karna Hoga
Step 04. Fir Dosto Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
yaha Pe Aapko Jo Jo Details Puchha Gya Hai Sab Fill Kar Fir Submit kar Do.
Note Dosto Apke Email Aur Mobile number Aapke Adhar Card me Link Honi Chahiye.
Step 05. Fir Dosto Aapko 15 Days ke liye CSC E- Sing Free Me Milega. Fir Yadi Aako E – Sing Ki Service Achhli Lagti Hai To Aap Is Buy Kar Sakte hai.
Dosto Yadi Aapko Ye Post Achchhe Lage To Hame Niche Diye Gye Comment Box Me Commet Karke Jaur Bataye Sath Hi Dosto Yadi Aapko CSC Se Related Kuch Bhi Sawal Puchhni hai To Aap hamse Puchh Sakte hai.