CSC Academy (BCC) Me Register Kaise Kare VLE Jarur Padhe.

bcc ccc academy for csc number, bcc ccc academy for csc name, bcc ccc academy for csc nursing, bcc ccc academy for csc notification,bcc ccc academey for csc go, bcc ccc academey for csc pay,bcc ccc academey for csc public,bcc ccc academey for csc partners, bcc ccc academey for csc questions
bcc ccc academey for csc question, bcc ccc academey for csc questions and answers, bcc ccc academey for csc rahul, bcc ccc academey for csc received, bcc ccc academey for csc receipt, bcc ccc academey for csc return, bcc ccc academey for csc services
Hello VLE Bhaiyo Aapke Liye CSC Ne Ek New Service Laaye Hai Jisse Aap Koi Bhi Students Ko CSC Acadmy Me Ham Sabhi Logo Ko Basic Computer Course (BCC) Kara Sakte Ha. Dosto BCC Certificate Har Jagah Kaam Aata Hai Jaise Ki Job Wagera Ho Gya.
Isliye Dosto Aap logo Ko CSC Acadmy Me Register Kar Lena Chahiye. To Chaliye. Jissme Aapko Bahut Commision Milega Aur Achchhe Khase Paise Bhi Milenge. To Chaliye Dosto Jaante Hai Iske Baare Me.


Dosto CSC Acadmy Me Students Ko BCC Ka Certificate Milega. Jise Aap Print Karke Students Ko De Sakte Ho.
Dosto CSC Acadmy Me Ham Students Ko 3 Tariko Se Add Kar Sakte Hai.

01. NDML

02. PMGDISHA

03. Direct

Dosto NMNDL Aur PMGDISHA Se Yaani Ko Jo Students PMGDISHA Ka Exam Dilaye Hai Aur Wo Yadi Exam Pass Kar Liye Hai To Free Me BCC Cource Kar Sakte Hi. Is Tarh Ke Students Ko Sabhi Ka Register Kar Sakte Ho.

You Also Read

01.CSC Se Kisi Bhi Insurance Ka Premium Renew Kaise Kare ?

02.Digital Sewa Portal Se Mobile Recharge Kaise Kare ?

03.UTI Se Pan Card Kaise Banaye ?

04.Digipay 3.0 Installation Full Process

05.Ek Success VLE Kaise Bane ?

Dusra Tarika Ye Hai Ki Yadi Students PMGDISHA Me Regiterd Nahi Hai Ya Fir EXAM Pass Nahi Kiye Hai To Use Bhi Ham Add Kar Sakte Hai Lekin Us Students Ko Registration Fees Dena Padega. Registration Fees Lagbhag 350 Rupye Hoga Jisme Se Hame Kuch Commision Milega.

CSC Academy Me VLE Ko Kitna Payment Milega

Dosto Abhi To Ab Apne Bhi Registration Karne Ko Soch Rahe Honge Lekin Registration Karne Se Pahle Aapke Dimak Me Ye Baat Jarr Aa Raha Hoga CSC Acadmy Se Hame Kitna Payment Milega Dosto Abhi To Mujhe Pakka Knowledge Nahi Hai Ki Kitna Payment Milega Par Baki Mere Friends Aur Helper Hai Wo Log Bolte Hai Ki Lagbhag Ek Students ka 375 Rupees Milenge.

Dosto Abhi To Mujhe Bhi Pata Nahi Hai Ki Real Me CSC Acadmy Kitna Payment Deta Hai Kyoki Dosto Maine Aaj Hi CSC Acadmy Me Registration Kiya Hai. Yadi Mera Payment Aayega To Aap Logo Ko Jarur Bataunga. To Chaliye Dosto Jaante Hai Ki CSC Acadmy Me VLE Registerd Kaise Kar Sakte Hai.


CSC Academy Me Register Kaise Kare ?

Dosto Aap Bhi CSC Me Register karna Chahte Hai To Step By Step Post Ko Pura Padhe

Step 01. Dosto Aap Sabse Pahle Digital Sewa Portal Me Login Ho Jaaiye.

Steo 02. Fir Education Service Par Click Kijiye.

Step 03. Yaha Pe Aapko CSC Acadmy (BCC) Dikhega Us Par Click Kare. Aur App CSC ID / Password Ke Madad Se Login      Ho Jaaiye.

Step 04. Yaha Pe Aapko Kuch Details Fill Karna Hoga.

01 Yaha Pe Apna Naam Daale

02. Yaha Pe Apna Mobile Number

03.Yaha Pe Email Daale.

04.Yaha Pe Apna State Select Kare.

05.Yaha Pe Apna District Select Kare.

06.Yaha Pe Aap Apna Center Ka Full Address Daale.

07. Sabhi Fill Hone Ke Baad Submit Kar Do.

You Also Read

01 UTI Se Pan Card Kaise Banaye?

02 GST Cancal Kaise Kare?

03.Aay Praman Patra Kaise Banaye?

04 Android Mobile Se 250000/ Month Kaise kamaye ?

05.New CSC ID Kaise Banaye?

06.CSC Se Primium Renew Kaise Kare?

Step 05. Dosto Submit Karne Ke Baad Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhega Jisme Aapko. CSC Acadmy Ka ID Password Turant Dikhai Dega Ise Aap Note Karke Rakh Le.

Congratulation Dosto !
 To Dosto Is Prakar Se Aap CSC Acadmy Me Registraition Kar Sakte hai.
Dosto Yadi Aapo CSC Acadmy Me Register Karne Me Koi Prablem  Ho To Hame Comment Jarur Kare.
Dosto Yadi Hamare Article Apko Achchhe Lage To Apne Dosto Ko Share Kar, Social Media Me Share Kare Aur Apne Sahi Group Me Share Kare. Sath Hi Hamare Facebook Page Ko Bhi Like jarur Kare.


3 thoughts on “CSC Academy (BCC) Me Register Kaise Kare VLE Jarur Padhe.”

Leave a Comment