Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Baat karne Wale Hai Corporation Bank Ki Jo Union Bank Me Merge Ho Gya Hai. Dosto Ham Is Post Me Batane Wale Hai Ki Kyo Corporation Bank Union Bank Me Merge Ho Gya Hai.
Corporation Bank Merged With Union Bank Of India
Dosto Yadi Aapka Corporation Bank Me Account Hai To Ye Post Aapke Liye Bahut Hi Jaruri Hai. Dosto Dosto Yaadi Aapke Bhi Corporation Me Khata Hai TO Aap Jab Bhi Online Trainsaction Karenge To Aapko Prablem Hoga Dosto Aapko Online Transactions jaise Ki Phonepe, Google Pay, UPI ETC Se Aap Trainsaction karenge To Nhi Hoga Kyoki Dosto Aapka Bank Change Ho Gya Hai Iske Liye Aapko Is App Registration Karte Samy Aapko Union Bank Select Karna Hoga Tabhi Aapka Account Se Trainsaction Hoga. Dosto Mere Me Bhi Yadi Prablem Aa Rha Tha Kyoki Dosto Mera Account Bhi Corporation Bank Me Hai.
Important Tipes Of Merged Bank
Dosto Yadi Aapka Account Corporation Me Hai To Apka IFSC Code Aur Bank Name Bhi Change ho Gya Hai TO Dosto Yadi Aap Jab Bhi Payment Ke Liye Account Denge To New Passbook Ko Dena Hoga Jisme Aapko Corporation Bank Nhi Union Bank Likhna Hoga. Aur IFSC COde Bhi Union Bank Ka Aayega Kyoki Corporation Bank Union Me Merged Ho Gya Hai Isliye Bank Ka Name Bhi Union Bank Hi Aayega.
To Dosto Yadi Aap apne Account Me Ya Kisi Bhi Corporation Bank Ke Account Me Fund Trainsfer Karte Hai To Aapko IFSC Code Union Bank Ka Dena Hoga. IFSC Code Aapke Bank Se Mil Jayega. Dosto COrporation Bank Ka New IFSC Code Mujhe Bank Se Mila.
Dosto Ye Baat Mujhe Bhi Pata Nhi Tha Jab Main Bank Gya Ki Mera Account Se Trainsaction Nhi Ho Rha Hai e To Mujhe Waha Pata Chala Ki Bank Merge Ho Gya Hai. IFSC Code Bhi.
Reson Of Merged Corp In Union Bank Of India
Dosto
Bhaiya dono Bank ek sath Join kab hua.
Aur kyu ye bank ek hua date bataye please
1 April 2020