Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabak Suwagat Hai Dosto Jaise Ki Aap Sabko Pata Hi Hai Hum Is Website Me Computer , Internet , Mobile Ke Baare Me Technical Knowlege Dete Hai Jo Aap Logo Ke Bade Kaam Aate Hai Dosto Kewal Degree Hone Se Aaj Kal Kaam Nahi Chalta Knowledge Hona Jaruri Chahe Degree Ho Ya Na Ho Isliye Dosto Hame Aur Aap Logo Ko Kuch Na Kuch New Sikhte Rahna Chahiye. Aur Dosto Ham Is Website Me Aap Logo Ke Liye New New Knowlege Late Hai To Please Hamare Website Ko Email Se Subscribe Jarur Kare Taki Ham Jo Bhi New Post Daalenge Wo Sidhe Aapke Email Me Aapke Pass Sabse Pahle Aayenge.
You Also Read.
01.Image Ko PDF File Me Convert Kaise Kare ?
02.Apne Computer Ka Details Kaise Pata Kare ?
03.Android Mobile Se Computer Me Internet Kaise Chalaye ?
04.Computer Me Kisi Bhi File Ko Kaise Chupaye Ya Hide / Unhide Kaise Kare ?
05. PC Ya Laptop Me Password Kaise Lagaye ?
Dosto Jab Ham New Computer Buy Karte Hai To Usme Aap Ye Notice Kiya Hoga Ki Usme Ka Mouse Ki Speed Hai Wo Bahut Hi Show Hota Hai. Mouse Cursor Ko Ek Jagh Se Dusre Jagh Le Jaane Me Bahut Time Lagta Hai.
Dosto Ham Is Post Me Mouse Ki Speed Ko Badhana Batayenge. Aap Apne Computer Me Kuch Setting Chang Karke Mouse Speed Badha Sakte Hai. Mouse Speed Badhane Ke Liye Hamare Article Ko Pura Padhe.
Mouse Ka Speed Kaise Badhaye ?
Hello Dosto Yadi Aapke Computer Me Mouse Bahut Hi Time Se Move Hota Hai To Niche Diye Gye Step Ko Follow Karo Aur Mouse Ka Speed Badhao.
Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Control Pannel Par Jaao.
Step 02. Fir All Control Pannel Par Jaaye.
Step 03. Fir Waha Se Mouse Ka Icon Hoga Ya Fir Mouse Likha Hoga Us Par Click Kare.
Step 04.Fir Aapko Is Tarh Dikhai De Raha Hoga.
Isme Aapko Speed Ko Full Badha Dena Hai Fast Tak Jaise Ki Uper Image Me Diya Gya Hai Par OK Par Click Kar Do.
Step 05. Fir Point Option Par Click Kare
Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega Yaha Se Aap Pointer Speed Ko Fast Tak Badha Dijiye.
Aur Ok Karke Save Kar Dijiye.
Isko Baad Dosto Aapko Mouse Fast Move Hone Lagega. Dosto Is Tarike Se Aap Koi Bhi Computer Ya Laptop Ki Mouse Speed Tej Kar Sakte Hai.
You Also Read.
01.Ghar Baithe Computer Me Fast Typing Kaise Sikhe ?
02.YouTube Video Ko Download Kaise Kare ?
03.Apne Computer Me Atou Update Ko Kaise Roke ?
04.Adobe Page Maker Me Border Kaise Lagaye ?
05.10 Computer Mistak Jo Kisi Bhi Computer Use Ko Nahi Karna Chahiye ?
Dosto Hamare Post Kaise Lage Comment Karke Hame Jarur Bataye. Aur Ha Dosto Hamare Post Ko Apne Dosto Ko Share Kare Aur Social Media Facebook WhatsApp Etc Me Bhi Share Kare
Thanks For Reading !!