Computer me kisi bhi File ko kaise Hide/Unhide kare
Helo dosto aaj mai is post me aapko ek aise tipes ke bare me batane ja rahu hu jo hamare liye upyogi hai. Ham apne computer me kuch aise file ko rakhate hai jise ham dusro ko dikhana nahi chahte hai jaise ki kuch jaroori Documents , Image aadi .
is tarh ke fils ko koi dusre log na dekh paaye isliye ham apne mobile ya computer ko dusre ke hatho me dene se hichkte hai. Isliye hichkate hai kyoki wo in files ka galat use na kare ya fir aur koi dusra karn ho sakta hai .
To dosto chalo aaj mai aapko computer trick me ek aisa trick batane ja raha hoo jiski madat se ham aapkni file ko chipa ke rakha sakate hai . Computer Me Kisi Bhi File Ko Bina Software Ke Hide Kaise Kare Jaanane ke liye Padhte rahiye . To chaliye aaj jaante hai kisi bhi file ko bina software kaise hide karte hai
Hide Karne ke liye ye Step Follow kijiye:-
01. Sabse pahle aap jis file , Folder ko hide karna chahte ho uske pas cursul le ja kar Mouse ka Right Button click kijiye
02. Fir Properitis par click kijiye
03. Uske baad Hidden par Mark lagaiye fir
04. Apply karke Ok Button par click kijiye
To dosto lo aap sikh gaye PC me bina software ke Kisi bhi file ko hide karna. Hide karne ke baad ye file ya folder ko koi nahi dekha sakta hai . yadi aapko is file ya Folder ko dekhana hai to ye niche diye gaye step follow kare
You Also Read
01.Android Mobile Se Computer Me Internet Kaise Chalaye ?
02. Computer Me Kisi Bhi File Hide / Unhide kaise Kare ?
03. Android Mobile Se 250000 RS Kaise Kamaye ?
04.Computer Me Password Kaise Lagaye ?
05.Google Play Console Payment Problem Solution
PC me hidden file ko kaise dekhne ke liye ye step follow kare:
01 sabse pahle to aap apne computer ka Window button par click kare fir
02. Control Panel par Click kare
03. fir All control panels par click kare fir
04. Folder Option par click kare
05. View Par click kare
06. Show hidden Files par click kare
Fir aapne jo saare files hidden hai wo aapke computer me dikhai dene lagenge .
To dosto ye idea kaise raha ? aapna commenmet jarur de aur hai Facebook Page par like aur share jarur kare. Yadi aapko file ko hide ya unhide kare me koi problem aata hai to aap kabhi bhi mujhe email ya facebook page ya fir comment kar sakte hai .
Main apna password bhul Gya hu kya kru
Computer ko format karo