Computer & Laptop Ke Wifi Ko Wifi Hotspot Kaise Banaye?


Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Dosto Ka Suwagat Hai. Dosto Aaj Is Post Me Ham Aapko Kuch Amazing Trick Ke Baare Me Batane ja Rhe hai Jo Aapke Liye Bahut Hi Important Hain. Sach Me Dosto Ham Jo Ye Aapko Trick Batane Ja Rhe Hai Wo Bahut hi Amazing Aur UseFull hai.

Dosto Yadi Aapke Pass Laptop Ya Computer Hai To Usme Internet Adapter To Jarur Hoga Ya Fir Kisi Bhi Prakar Ka Internet Connection To Jarur Hoga.

Dosto Aksar Ye Dekha Gya Hai Ki Chahe Mobile Me Network Ho Chahe Na Ho Par Jo Computer Me Network Jarur Hota Hai Dosto Kyoki Computer Ya To Doungle Se Connect Hota Hai Ya Fir Internet Cable Se.

Dosto Ham Ye Batane Chah Rhe Hai Ki Yadi Aapke Computer Me Internet Connection Hai To Aap Use Apne Office Ke Charo Or Wireless Ke Madhyam Se Share kar Sakte Hai.

Ye Bhi Padhe

01. Ghar Baithe Fast Typing Karna Kaise Sikhe ?

02. Computer Ka Screen Shoot Kaise Le ?

03.Google Search Engen Me Adult Content Ko Kaise Roke ?

04. Windows Updates Ko Kaise Roke ?

05.Kisi Bhi Image Ko PDF Me Convert Kaise Kare ?

Dosto Jis Tarh Se Aap Apne Mobile Ke Wifi Hotspot Ko On Karne Apne Dosto Ko Internt Share Karte hai Thik Usi Tarh Ham Computer Ka Hotspot On Karke Internet Use Kar Sakte Hai.

Ji Ha Dosto Aapne Sabhi Padha, Yadi Aapke Computer Me Internet Connection hai To Aap Apne Aas Pass Us Internet Ko Share Kar Sakte Hai Wifi Hotspot Ke Madhym Se.

Dosto Hamare Ghar Me Mobile Me Network Bilkul Bhi Nhi Milta Hai Jab Ham Ghar Se Bahar Nikalte hai Tabhi Mobile Me Network Aata hai. Dosto Maine Bahut Dino Se Soch Rha Tha Ki Computer Ke Internet Ko Wifi Hotspot Ke Madhyam Se Apne Mobile Me Connect kaise karu To Dosto Maine Iska Solution Nikal Liya Hai. 

Dosto Yadi Aapa Koi Resturant , Office, Hotle , Store Hai Aur Aap Apne Costemer Ko Internet Share karna Chahte hai To Is Trick Ke madhayam Se Share Kar Sakte Hai, Aapko Alg Se Wifi router Perchase Karne Ki Jarurat Nahi hogi

To Chaliye Dosto Jante hai Ki Computer ya Laptop Ko Wifi Hostpot Ki Tarh Use Kaise karte hai.

Computer / Laptop Ka Wifi Hotspot Use Kaise Kare ?


Dosto Yadi Aap Apne Comptuer Ka Wifi Hostpost Use Karna Chahte hai TO Aapke System Me Wifi Adaper Hona Chahiye Yadi Aapne Computer ya Laptop Me Wifi Adaper Nahi Hai To Aap Online Ya Market Me Jake Buy Kar Le Wifi Adapter ka Price 250 RS Tak Milta Hai Yadi Aap Market Me Buy karenge To Aapko 400 Rs Tak Padega Yadi Aap Online Buy Karenge To 150 Tak Me mil Jaayega. 

To Chaliye Dosto Jaante Hai Ki Computer Ka Wifi Hotspot Ko On Kaise Karte Hai Ua Use kaise Karte Hai?

Step 01. Dosto Sabse Pahle Aapko Niche 👇 Diye Gye Link Se My Wifi Router Name Ka Ek Software Download Karna Hoga




Step 02. Fir Dosto Download Hone Ke Baad Is Software ko Apne Computer Me Install Kare.

Step 03. Dosto Install Hone Ke Baad Us Software Ko Open Kre



Opne Hone Ke Baad Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai Dega Jisme Apne Computer Ka Wifi Hotspot Aur Password Dikhai Dega.

Ye Bhi Padhe,

01.Android Mobile Ko Webcam Kaise Banaye ?

02.Computer Me Ye Setting Kare Mouse Fast Work Karega ?

03.Computer Ke Kisi Bhi File Ko Hide Ya Unhide Kaise kare ?

04. YouTube Ka Video Download Kaise Kare ?

05. Top Computer Gadgets Jo Aapke Pass Hona Chahiye 

Congragulation Dosto Ab Aapko Computer Ka Wifi Hotspot On Ho Gya Ab Aap Apne Mobile Ka Wifi On Kijiye Aur Wifi Ka Password Daalkar Connect kijiye Aur Internet Ka Full Enjoy Kijiye.

To Dosto Ye Post Aapko Kaise Lage hame Niche Comment Karke Jarur bataye. Dosto Yadi Aapko Kuch Bhi Sawal Karna Hai To Aap Niche Comment Box Me Comment Kar Sakte Hai. Aur Ha Dosto Yadi Aapne Ye Post Aapko Achchhe Lagte hai To To Is Post Ko apne Dosto , Social Media Facebook Whatsapp etc Me Share Jarur Kare. Aur Hame Facebook Page Ko Like Karna Na Bhule.

Leave a Comment