Computer Aur Android Mobile Ke Liye 10 Best Screen Recording free Software

 

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Baat karne Wale Hai. Computer Aur Android Mobile Ke Liye 10 Best Screen Recording Free Software Ke Baare Me.

Dosto Computer Aur Mobile Ke Liye Best Screen Recording Ke Baare Me Batane Ja Rha Hu Jiska Use Aap Youtube Recording Ya Fir Personal Use Ke Liye Kar Sakte Hai.

01. MOBIZEN Best Screen Recoding For Android 

Dosto Mobizen Best Screen Recoding Mobile Software Hai Yadi Aapka Mobile Samsang Ka Hai To Ye Softwar Aapke Liye Best Hai.

Mobizen Play Store Par Available Hai. Aap Play Stor Me Jake Download Kar Sakte Hai. Ya Fir Aap Niche Diye Gye Link Se Direct Download Kar Sakte Hai. Dosto Yadi Aapka Mobile Kitkat Se Kam Hai To Mobizen apke Mobile Me Nhi Chachlega.

Dosto Jo Top Lable Ke Youtubers Hote Hai Wo Bhi Mobizen Ka Use Karte Hai. Kyoko Mobizen Hight Quality Me Screen Recording Karta Hai.

02.AZ Screen Recorder 

Dosto AZ Screen Recorder Aapko Play Store Me Mil Jayega. AZ Screen Recorder Android Lalipop Me Support karega. Isme AAp Water Mark Ko Remove Kar Sakte hai. AZ Screen Recorder Ads Free Hai. Dosto Isme HD Recoder, Count down Timer,Overly Frunt Camera,  Trim Video ETC Feature Milte Hai.

03. DU Screen Recorder No 1 Android Screen Recorder

Dosto DU Screen Recorder Puri Tarh Se Ek Free Android Screen Recorder App Hai.Ye Aapko Play Store Me Free Me Mil Jayega. Isme High Quality Screen Recording Kar Sakte Hai Bina Root Ke. Dosto DU Screen Recording Add Free Hai. Iske Koi Bhi Ads Show Nhi Hoga. Dosto Isme Recording Karne Ki Koi Bhi Time Limit Nhi Hai. DU Screen Recording Me Aapko Screen Recording, Video editing, Live Creater, Screen Shoot And Image Editier Ye Sab Feathers Milenge.

04.SCR Best Screen Recorder 

Dosto SCR Ek Best Screen Recording Hai. Lekin Isko Google Ne Banned Kar Diya Hai. Kyoki Google Ka Kahna Hai Ki SCR Mobile Me Use Karne Se Mobile Kharab Ho Jata Hai.

Dosto Agar AAp Mobile Ko Bina Root Kiye scr Ka Use Karenge To Ye Sirf 3 Minte Hi Screen Recording Par Payega. Dosto Agar Aap Mobile Ko Root Karke SCR Ka Use Karenge To Unlimited Time Recording Hoga.

05. REC. Screen Recording  Best For Android

Dosto REC. Se Android Mobile Ki Screen Ko Easily Recording Kar Sakte Hai. Dosto Isme Khas Baat Ye Hai Ki Screen Recording Ke Sath Audio Record Bhi Hota Hai. yani Ki Aap Video Ke Sath Sath Audio Bhi Record Kar Sakte Ho. Dosto Is App Ka Interface Bahut Hi Badhiya Hai. Isme Jyada Setting Karne Ki Jarur Nhi Hota Sirf Ek Click Se Hi screen Recording Hone Lagta Hai.

Dosto Is App Ko Use Krne Ke Liye AApke Mobile Root Hona Chahiye Ya Fir 4.4.2 Se jyada Hona chahiye. Yadi Isse Kam Hai To Aapke Mobile Ko Root Karna Hoga.

06.EZVID Screen Recorder For Desktop

Dosto EZVID Screen Recorder Desktop Ke Liye Hai. Iska Use Aap Apne Computer Ya Laptop Me Aasani Se Kar Sakte Hai. EZVID Me Aap Apne Desktop Ko 2 Part Me Change Kar sakte hai Jisme Aap Video Ke Sath Text Editing ka work Bhi Kar Sakte Hai. Is Software Me MS Power Point Ki Tarh HideShow Bhi Bana Sakte Hai.

07.Blueberry Flashback Screen Recorder For Desktop

Dosto Blueberry Flashback Screen Recorder Desktop Ke Liye Hai. Iska Use Karke Aap Apne Laptop Me Aasani Se Screen Ki Recording kar Sakte hai.  Dosto Is Software Me Screen Recording Ke Sath sath Webcam Se Apne Bhi Recording kar Sakte hai. Is Software Me Video Editing Bhi Kar Sakte Hai.

08.Rylstim Screen Recorder Best For Desktop

Dsto Ye Software Bhi Desktop Ki Screen Recording karne Ke Liye Best Hai. Dosto Ye Softwar Bahut Hi Simpal Hai New User Ke Liye Best hai. Dosto Iska Interface Bhi Bahut Hi Good Hai. 

09.Camstudio Screen Recording 

Dosto Camstudio Ek Complete Package Hai  Dosto Camstudio Ka Use Wo Log Karte Hai Jo YouTube Ke Liye Video Banate Hai. Camstudio Screen Recording Bahut Hi Best package Hai. Isme Aapko Bahut Saare Tools Milega Jo Aapke Screen Recording Karne Me Madad Karta Hai.

10.Webinaria Best Screen Recorder 

Dosto Webinaria Ek Best Screen Recorder App Hai. Iska Use Bahut Hi Simpal Hai. Aapka Iska Use Aasani Se Screen recording karne Me Kar Sakte Hai. Dosto Is App ka Size Bahut Hi Kam Hai. Isko Aap Bahut Hi AAsani Se Download Kar Sakte Hai.

Dosto Aap Kaun Se App Ka Use karte Hai Screen Recording Karne Ke Liye Hame Niche Comment Box Me Comment Krke Jarur bataye. Dosto Yadi Hamare Post Aapke Achchhe Lage To Hameare Is Post Ko Share Jarur Kare.

Leave a Comment