Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Batane Wale Hai Ki ITI Ka Scholarship From Online Kaise Fill Karte Hai. Dosto Yadi Aap Bhi ITI Kar Rhe Hai Kisi Trade Me, Ya Fir Kisi ITI Students Ka Scholarship From Fill Kar Rhe Hai To Aap Bahut Hi Aasani Se Online Kar Sakte Hai.
ITI Scholarship Eligibility Students/ Important Documents
Dosto Yadi Aap ITI Ka Scholarship Ke Liye Online Kar Rhe Hai To Aapke Pass Kya Eligibility Hona Chahiye Aur Kya Documents Hona Chahiye Iske Baare Me Bhi Ham Aapko Batayenge.
Dosto Aap ITI Ke Kisi Bhi Trade Ka COPA. Filter, Electrition, Diesel Macanic ETC Ka Regular Sutudents Honge Tabhi Aap ITI Ke Liye Scholarship From Online Kar Sakte Hai.
Dosto ITI Scholarship Online Karne Ke Liye Aapke Pass Niche Diye Gye Document Hona Jaruri Hai Tabi Aap Online Form Daal Sakte Hai.
- Adhar Card
- Photo
- Bank Passbook
- Income Certificate
- Cast Certificate
- Residental Certificate
- Last Exam Pass 10th/12th any class Marksheet
- Mobile Number
Dosto Aapke Pass Upar Diye Gye Sabhi Document Hona Jaruri Hai. Dosto Ap Aap ITI Ka From Online Apply Karne Ke Liye Taiyar Hai To Chaliye Ham Aapko Batayenge Ki ITI Ka Scholarship Form Fill Kaise Kiya Jata Hai.
How To Apply ITI Scholarship ?
Dosto Yadi Aap EK ITI Ka Students Hai TO Aap Bahut Hi Aasani Se Scholarship Ke Liye From Fill Kar Sakte
Hai. Dosto Iske Liye Aapko Hamare Bataye Gye Step Ko Follow Karna Hoga.
Step 01. Dosto Sabse Pahle Aapko Niche Diye Gye CG ITI Scholarship Portal Par Jana Hoga
Get ITI Scholarship Online From
Step 02. Fir Dosto Aapko Kuch Is Tarike Se Dikhai De Rha Hoga
Yaha Par Aapko Students Ka All Details Jaise Ki Name, Father Name, Mobile Number. Email, Full Address, Gender, DOB, Adhar Number ETC Fill Kare.
Details Fill Karne Ke Baad Aap Save Adobe Details And Register Me Par Click Kar De. Fir Dosto Aapke Samne Me EK New Window Aayega Jiske Aapko ID Aur Password Diya Jayega Aap Use Note Kar Le.
Step 03. ID Passwod Milne Ke Baad Aap Login Kare Login Karne Ka Link Niche Me Diya Gya Hai.
Get Login ITI Scholarship Form
Fir Dosto Aapko Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Isme Aapko Jo ID Aur Password Mila Hai Use Fill Kare Fir Login Par Click Kar De.
Step 04. Fir Logi Hone Ke Baad Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Yaha Par Aapko Niche Diye Gye Document Ko Upload karna Hoga
- Photo ( 100 KB Se Kam Hona Chahiye )
- Income Certificate And Cast Certificate ( Kam Se Kam 100 KB Se Kam Hona Chahiye )
- Residental Certificate ( Kam Se Kam 100 KB Se Kam Hona Chahiye.)
- Upload Last Year Marksheet And Bank Passbook ( Ye Bhi 100 KB Se Kam Hona Chahiye.)
Step 05. Fir Dosto Saare Document Upload Ho Jane Ke Baad Aap Edit Bank Details Par Jaye AAp Usme IFSC Code Account Number Name ETC Daale De Jaise ki Niche Screenshot Me Diye Gya Hai.
Step 06. Fir Aap Apply Scholarship Par Jaye. Aapko Kuch Is Tarh Se Dihai De Rha Hoga
Yah Pe Aap Sara Details Fill Kare.
Note Institute Code Aap ITI Se Puchh Kar Hi Daale, Wrong Details Na Bhare. Yadi Aap Wrond Detials Fill Karenge TO Aapka From Reject Ho Jayega.
Sabhi Details Fill Karne Ke Baad Aap Register Scholarship From Par Click Kar De.