Blogspot Me Blog Bana Lene Ke Baad Kya Kare ?

Dosto Yadi Aap Ek New Blogger Hai Aur Apne Ek New Blog Bana Liye Hai Aur Aap Ye Soch Rahe Hai Ki Blog Banane Ke Baad Isme Kya Kare. To Chlo Dosto Is Post Me Aapko Saara Jaankari Bata Dete Hai Bus Aap Is Post Ko Pura Padhte Rahiye.

Dosto Yadi Aapne Abhi Tak Blog Nahi Banaye Hai Aur Aap Blog Banane Ki Soch Rahe Hai To Yaha Se New Free Me Blog Bana Sakte Hai.

Ye Bhi Padhe:-

Blogspot Par New Blog Banane Ke Baad Kya Kare?

Dosto Sabhi Log To Blog To Jaldi Se Bana Lete Hai Par Wah Apne Blog Ko Sahi Tarike Se Manage Nahi Kar Pata Hai Jisse Karan Uske Blog Me Tariff Kam Ho Jaata Hai. Iska Yahi Karan Hai Ki Ham Blog Ko Thik Se Manage Na Kar Pana. Isliye Dosto Niche Diye Gaye Tarike Ko Dhyan Se Jarur Padhe.

  1. Blog Theme/Temple Effective Banaye.
  2. Important Menu & Sub-Menu Add Karna.  
  3. Important Widget Add Karna.
  4. Extra Feathers Add Karna.
  5. Search Engine Add Karna.
  6. Badhiya Sa Post Share Kare.
  7. Traffic Badana.
  8. Adsense Add Sahi Tarike Se Lagana.
  9. Post Ki Puri Jaankari.
  10. Sahi Time Pe Visitor Ko Reply Karna.
  11. Blog Post Me Effective Image Add Karna.
Blog Theme/Temple Efective Banaye.

Dosto Jaise Hi Aapne Free Ka Blog Bana Lete Ho To Aapko Sabse Pahle Blog Ka Theme Change Kar Lena Chahiy. Blog Theme Aise Hona Chahiye Ki Aapke Blog Bahit Hi Effective Ho, Jise Visitor Ko Pasand Aaye,  Dosto Aap Blog Theme Ko Free Me Download Kar Sakte Hai Ya Fir Buy Kar Sakte Hai, Dosto Yadi Aap Blog Theme Ko Change Karne Ko Soch Rahe Honge To Blog Theme Ko Change Kaise Karte Hai Yaha Par Jaakar Padh Sakte Hai.

 Important Menu & Sub-Menu Add Karna

Jaise Ki Aapko Bhi Pata Hai Har Koi Visitor Aapke Blog Me Entry Karte Hai To Wo Kuch Related Search Karna Chahte Hai To Wo Aape Blog Ke Menu Ko Dekhta Hai Aur Us Par Click Karte Hai, To Dosto Aap Bhi Apne Blog Me Menu Aur Sub Menu Add Jarur Kare Taki Aapke Visitor Ko Apne Anusar Post Ko Padhne Me Aasani Hogi. Yadi Aap New Blogger Hai To Aap Yaha Se Blog Me Menu Add Kar Sakte Hai.

Important Widget Add Karna

Aapke Blog Me Important Widget Hona Chahiye Jisse Aapke Visitor Ko Apke Post Padhne Me Aasani Hogi. Jaise Ki Recent Post, Recent Comment, Popular Post etc.

Extra Feathers Add Karna

Dosto Aap Apne Blog Me Extra Feather Jarur Daale Jaise Ki Facebook Like Page,  Youtube Subscribe Page, Webstite Subscribe Page, Email Subscribe Page, Contact From etc Jaru Add Kare.Jisse Aapke Blog Social Rup Se Ek Professional Blog Ki Tarha Dikhega.

 Search Engine Add Karna

Dosto Ye Bhi Bahut Important Hai Har Blog Me Search Engine Hona Chahiye. Search Box Add Karne Se Visitor Apne Manpasand Post Ko Search Karke Read Kar Sakte Hai. Dosto Ek Baat Main Kahna Chahta Hu Ki Aap Google Search Engine Ko Hi Aapne Blog Me Add Kare Jisse Aaapo Fayada Hoga Yadi Koi Bhi Visitor Aapke Blog Me Google Search Engine Me Search Karta Hai Aur Usme Jo Add Show Hogi Us Par Click Karega To Aapka Earning Bhi Hogi.

Badhiya Sa Post Share Kare

Dosto Blog Banane Ke Baad Apne Blog Me Visitors Tabhi Aayenge Jab Aapke Blog Me Achche Se Post Likha Hoga To Dosto Aap Apne Blog Me Kuch Achche Se Post Share Karte Rahe.

Traffic Badana

 Blog Banane Ke Baad Aap Apne Blog Ka Traffic Jitna Jyada Badhayenge Uatne Jaayada Aapki Earnings Hogi. Isliye Dosto Aap Blog Traffic Par Bhi Dhyan De.

Adsense Add Sahi Tarike Se Lagana.

Dosto Aapko Apne Blog Me Add Ko Jaldi Se Nahi Lagana Chahiye. Jab Aapke Blog Me Visitor Jyada Ho Jaayenge Tabhi Aapko Add Lagana Chahiye, Kyoki Yadi Visitor Kam Rahenge To Aapko Earning Bahut Kam Hogi Yani Nahi Ke Barabar.

Ek Baat Aur Dosto Jab Aap Blog Me Add Lagayenge To Sahi Jagah Par Add Lagaye, Aise Jagh Par Add Na Lagaye Jaha Pe Aapke Visitor Ko Post Padhne Me Problem Na Ho, Aur Na Hi Double Click Add Lagaye. Double Click Add Site Ko Koi Bhi Visitor Pasand Nahi Karte Yaha Tak Ki Main Bhi Nahi Karta.

Post Ki Puri Jaankari

Yadi Aap Kuch Bhi Post Karte Hai Aapne Jis Topic Par Post Likha Hai Uska Puri Jaankari Likhne Par Hi Post Ko Publish Kare. Adhuri Post Publish Karne Se Visitor Aapke Post Ko Raad Nahi Karega.

Sahi Time Pe Visitor Ko Reply Karna

Yadi Aapke Blog Me Koi Bhi Visitor Comment Karta Hai Ya Comment Karke Kuch Puchhta Hai To Uska Jaldi Se Reply De. Jisse Fast Reply Milne Par Visitor Aapke Upar Vishwar Rakhenge Aur Apke Site Par bharosa Karenge. Jisse Aapne Visitor Bhi Padhenge. Visitor Ko Kabhi Bhi Ganda Reply Na Kare. Blki Visitor Apne Site Me Ganda Comment Karta Ho.

Blog Post Me Effective Image Add Karna

Jab Bhi Aap Blog Post Likhte Ho To Usme Image Ko Post Ke Related Hi Banaye. Image Ko Dekhakar Hi Visitor Aapke Blog Me Entry Maarta Hai.

You Also Read

 
 
 
 
 

05. Blogger Ko Delet Kaise Kare ?

Dosto To Ye Tha Hamare Aaj Ka Post Yadi Aapko Achchha Lage To Is Post Ko Apne Dosto Ko Share Jarur Kare, Aur Ye Post Aapko Kaise Laga Comment jarur Kare.



Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai

Leave a Comment