,

Blogging Me Advance Trick Se Extra Income Kaise Kare ? Advance Income In Blogging

Posted by

 

 Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Bat Karne Wale Hai Blogging Ke Advance Income Trick Ke Baare Me. Dosto Blogging Ke Is Advance Tarike Ko Aaj  Tak Koi Bhi Blogger Nhi Bataya Hai. Dosto Ham Aapko Bata Rhe Hai. Kyoki Mujhe Lagta Hai Ki Ham Sabhi Bloggers Ko Ek Dusre  Ka Help Karna Chahiye.

Blogging Advance Income Kya Hai ?

Dosto Blogging Ke Advance Income Trick Kya Hai ? Iske Baare Me Bahut Hi Kam Bloggers Jaante Hai Kyoki Koi Bhi Blogger Iske Baare Me Apne Blog Me Nhi Likha Hoga. Yadi Likha Bhi Hoga To Bahut Kam Hi Bloggers Ne Likha Hoga. Dosto Chaliye Ham Aapko Batate Hai Ki Blogging Advance Income Kya Hai ?

 Blogging Advance Income Ek Aisa Tarika Hai, Jisme Ham Extra Tarike Se Paise Kamate Hai.Yani Ki Blogging Ke Alawa Kuch Dusra Trick Ajmate Hai. Jisse Hame Income Hota Hai. Dosto Advance Trick Yani Ki Aapko Blogging Ke Sath Sath Dusra Income Source Milega. Jaise Ki Yadi Aap Apne Blog Me Kisi Aisi Site Ke Baare Me Bata Rhe Hai Jisse Ki Wo User Us Site Me Jake Register Karenge To Aapko Bhi Commission Milta Hai. Dosto Aise Bahut Se  Advance Trick Hai Jiske Baare Me Ham Aapko Bataye.

Blogging Me Advance  Tarike Se Paise Kaise Kamaye ?

Dosto Blogging Me Aap Aise Income Source Ko Add Kar Sakte Ho Jisse Ki Aapko Blogging Se Alawa Dusra Income Source Milega. Dosto Blogging Me Aap Aisa Bahut Se Extra Income Ko Add Kar Sakte Hai Jisse Ki Aap Income Kar Sakte Hai. Chaliye Dosto Ham Baatate Hai Ki Kis Kis Chijo Se Aap Extra Income Kar Sakte Hai.

  • Affiliate Market
  • Link Shorter
  • Flyout – Publish Article In Your Blog 
  • Refer Apps 
  • Any Product Distributor 
  • Paid Work
  • Selling Software
  • Promote Any Product

Dosto Ye Saare Blogging Ka Advance Income Source Hai. Dosto Aapko Aur Bhi Bahut Saare Advance Income Source Mil Jayega But Ham Aapko Jo Best Income Source Hai Uske Baare Me Ham Aapko Batayenge. To Chaliye Dosto Ab Ham In Sources Ke Baare Me Jaante Hai Ki Kaise Ise Apne Blog Me Add Kare Aur Kaise Isse Income kare.

01.Affiliate Market Se Paise Kaise Kamaye ? 

Dosto Affiliate Market Blogger Ke Liye Ek Aisa Source Hai Jisse Ki Wo Itna Income kar Sakta hai Ki Wo apna Sabhi sapno Ko Pura Kar Sakta Hai. Dosto Affiliate Market Bahut Saara Hai Jiske Baare Me Ham Aapko Old  Post me Bata Chuke Hai. Ham Aapko Uska Link De Denge Aap Use Read Kar Le Aur Kaise Registered karna Hai Kis Type Ke Work Karna Aap Link Par Jake Sikh Lena. Dosto  Isme Koi Bhi Product Ko Apne Blog Me Add Karte Hai. Aur Use Jab Bhi Koi Buy Karta hai To Hame Paise Milte Hai. Is Tarh Se Hame Affiliate Se Income Hota Hai.

Dosto Affiliate Market Bahut Saara Hai. Jiske Link Hame Niche De Rhe Hai 

  1. Amazon Affiliate Market
  2. Flipkart Affiliate Market 
  3. Bigrock Affiliate 
  4. Go Dady Affiliate

Amazon Affiliate Market Kya Hai ? Amazon Se Paise Kaise Kamaye ?

Dosto Amazon Ke Baare Me Kaun Nhi Jaanta Hai Isse Ham Sabhi Har Chij Ko Online Oder Karte Hai. Dosto Amazon Affiliate Se Paise Kamane Ke liye Hame Amazon Affiliate Site Me Jake Registerd Karna Hota Hai. Fir Usme Ka Jo Product Hai Use Apne Blog Par Lagana Hoga. Jab Bhi Koi User Us Product Ko Buy Karega Ko Aapko Kuch Commision Milega. To dosto Aap Is Tarike Se Amazon Affiliate Se Paise Kama sakte hai.

Flipkar Affiliate Market Kya hai ? Flipkart Se Paise Kaise Kamaye ?

Dosto Flipkart Bhi Amazone Ke Jaise Hi Hai. Flipkart Se Bhi Online Product Buy Kiya Jata Hai. Flipkart Se Paise Kamane Ke Liye Hame Flipkart Affiliate Market Portal Me Registerd Karna Hota Hai. Fir Waha Ke Product Ko Apne Blog Me Lagana Hota Fir Jab Bhi Koi Use Product Ko  Buy Karega To Aapko Paise Milega.

Bigrock Affiliate Kya Hai ?  Bigrock Se Paise Kaise Kamaye ?

Dosto Bigrock Se Ham Paise Kama Sakte Hai Yadi Aap Blogging Karte Ho To Bigrock Ke Baare Me Jarur Jaante Hai. Dosto Bigrock Ek Aisa Site Hai Jisme Ham Domain Name,  Hostint Etc Buy Karte Hai.

Dosto Bigrock Affiliate Se Paise Kamane Ke Liye Hame Bigrock Affiliate Me Registered karna Hoga Fir Kaha Se Hame Copuan Code Milega Jisko Ham Apne Blog Me Add karenge Jab Koi Banda Us Copan  Code Ko Use karke Domain Name Ya Fir Hosting Buy Karega To Aapko Paise Milega.

Go Dady Affiliate Kya Hai ? Isse Paise Kaise Kamaye ?

Dosto Godady Bhi Bigrock Ki Tarh Hi Hai. Godady Ek Aisa Portal Hai Jisme Ham Domain Name , Hosting etc Buy Karte hai. Dosto Dodady Se paise Kamane Ke Liye Hame Godady Affiliate Me Registerd Karna Hoga. Fir Uske Copun Code Aur Product Ko Apne Blog Par Add Karna Hoga. jab Bhi Koi User Us Link Se ya Fir Coupan Code Se Domain Ya Hosting Buy Karega To Aapko Bhi Paise Milenge.

Dosto Isi Tarh Se Aapo Market Me Aur Bhi Bahut Saare Affiliate Mil Jayega.

02. Link Shorter Kya Hai ? Link Sortner Se Paise Kaise Kamaye ?

Dosto Link Shortner Ek Aisa Site Hota Hai Jo Link Ko Short Kar Deta Hai. Aur Jab Bhi Aap Us Link Ko Open Karenge To Pahle Ads Show Hoga Fir Link Ko Open Karne Ka Option Dega. Dosto Link Shorner Se Paise Kamane Ke Liye Aapko Kisi Bhi Link Shortner Site Me Register Kar Lena Hai Fir Aap waha Se Paise Kama Sakte Hai.

Dosto Aap Link Shortner Se Paise kamane Ko Soch Rhe Hoge To Ham Aapko Bata Dete Hai Ki Link Ko Short karke Paise kaise Kamaya Jata Hai. Dosto Bahut Se Link Shortner Website Hai. Jisse Aap Paise Kama sakte Ho dosto Ham Aapko Kuch Best Link Shortner Ka Link Bata Denge Aapa Wha Se Register Karke Paise Kama sakte Hai.

Dosto Jab Aap Link Short karenge To Aap Use Apke Blog Me daalenge. Aur Jab Bhi Koi User Us Link Ko Open krega To Aapko Paise Milega. Dosto Link shortner Ka Use Downloading Site Me Jyada Kiya Jata Hai Jyoki use File Ko Download karne ke Liye Us Link Ko 100% Click Jarur karega.

Best Link Shorter Site

Dosto Ham Aapko Kuch Best Link Shortner Website Ke Link de Rhe Hai Aap Wha jake register Kar sakte Hai aur Adavnce Tarike Se Paise kama sakte hai.

  1. AdFly
  2. Shorte
  3. OuO 
  4. Short.am
  5. Clikm 

 Dosto Ye Five Best Shortner Website Hai Jisse Aap Aasani Se Paise Kama sakte Ho.

03.Flyout Kya Hai ? Flyout Se Paise Kaise Kamate hai ?

Doto Flyout Ek Aisa Site Hai Jisme Ham Sponser Artical Ko Apne Blog Me Publish Karke Paise Kamate Hai.

 Dosto flyout Me  Yadi Aapko Approval Mil Jata Hai To Aap Har Artical Publish Karne Par Har Post Ka 15-100 USD Earn Kar Sakte Ho. Dosto Aapka Traffic Aur Raniking Ke anusar Aapka Payment Hoga Yani Ki Yadi Aapka Traffic Aur Ranking Achchhi Hai TO Aapko Per Post Ka 50 USD Mil Sakta Hai. Dosto Flyour Ko Aap Kisi Ko Refer Karenge To Bhi Aapko 15 USD Milega. Dosto Flyout Se Paise Kaise Kamate Hai Aur Registed Kaise Karte Hai ? Yaha Jake Aap dekh Le.

Dosto Flyout Me Only WordPress Use Hi Post Publish Kar Sakta Hai. Aur Blogger Ya Other Use Refer karke Paise Kam Sakta Hai. Dosto Yadi Aap Ek WordPress Use hai To Aap Flyout Se Paise Jarur Kamaye.

One response

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *