Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai. Dosto Yadi Aap Bhi Ek Blogger Hai To Ye Post Aapke Liye Bahut Hi Useful Hone Wale Hai. WordPress Free Website Kaise Banate Hai ? Ye Post Ko Jarur Read Kare.
Dosto Main Bhi Ek Blogger Hu. Dosto Yadi Aapke Blogger Me Income Start Ho Gya Hai To Aapko WordPress Ka Use Jarur Karna Chahiye. Kyoki WordPress Bahut hi Advance Hai. Aap Use Karne Se Pahle Free Hosting WordPress Ka Use Karke Jarur Dekhe.
To Chaliye Dosto Ab Baat Karte Hai Ki Ham Blogger Ke Jo Post Ka URL Hai Usme Date aur Month Rahta Hai, Ise Kaise Remove Karte Hai ? Dosto Batane Se Pahle Aapko Ye Baat Jarur Jaanna Hoga Ki Blogger Post Link Se Date Aur Month Remove Karne Se Hamare Blog Par Koi Effect To Nhi Karega ?
Covered Question :
- Blogger Post Link Se Date Month Ko Remove Karne Se Blog Par Kya Effect Hoga ?
- How To Remove Blog Post Link In Date And Month ?
- Blogger Me Post URL Se Date Aur Month Ko Kaise Remove Karte Hai ?
- Code Of Blogger Post Link Date Month Remove
- Blogger Post Link Date Month Remove Karne Ka Code Kya Hai ?
Blogger Post URL Se Date Month Remove Karne Ke Nuksan
Dosto Yadi Aap Apne Blogger Post Ko Link Me Date Aur Month Ko Remove Karte Hai To Old Blogger Ko Efect Padhta Hai.
- Jab Aap Apne Page Ko Refresh Karenge To 404 Eror Aa Sakta Hai.
- Thoda Bahut Traffic Me Kami Ho Sakta Hai. FIr Baad Me Maintain Ho Jayega.
- SEO Me Problem Ho Sakta Hai.
Dosto Yadi Aap New Blogger Hai To Aapko Koi Bhi Effect Nhi Aayega. Blogger Post URL Se Date Month Ko Remove karne Se Jo Old Post Hai Usi Par Hi Efect Hoga Baki New Post Par Koi Effect Nhi Padega.
Blogger Post URL Se Date Month Remove Karne Ke Benifit
Dosto Yadi Aapko Starting Se Hi Blogger Ki Post Link Se Date Month Ko Remove kar Dena Chahiye. Kyoko Old Post Par 404 Eror Aata Hai Page Ko Refresh Karne Par. To Chaliye Dosto Jaante hai Ki Post Link Se Date Time Ko Hatane Se Blogger Ko Kya Benifit Milega.
- Aapka Blogger Post Link Professional Dikhai Dega.
- Koi Bhi Apke Blog Ko Pata Nhi Laga Sakega Ki Ye Blogger Se Bana Hai Ya Fir WordPress Se.
- Aapko Google Ranking Jalid Milega.
- Traffic Increase Ho Sakta Hai.
- Aapka URL Short Ho Jayega.
To Dosto Aap Jaan Hi Liye Hai Ki Hame Blogger Ke Post Link Se Date Aur Time Ko Kyo Remove Karna Chahiye.
How To Remove Date Or Month In Blogger Post URL ?
Yadi Aap Apne New Blogger Me Se Kaam Kart Hai To Bahut Hi Achcha Hoga. Dosto Main Apko Kahunga Ki Aap Jab New Blog Banate hai To Aapko Ye Setting kar Hi Lena Chahiye. Dosto Yadi Aap Apne Blogger Post Ki URL Se Date Aur Month Ko Remove karna Chahte Hai To Aap Bahut Hi Aasani Se Remove Kar Sakte Hai. Iske Liye Aapko Niche Diye Gye Kuch Step Ko Follow Karna Hoga.
Step 01 . Dosto Sabse pahle Aapko Apne Blogger Me Login Ho Jana Hai.
Step 02. Fir Aap Theme Par Jaye.
Step 03. Fir Aap Edit HTML Pa Jaye.
Step 04. Ab Aap <Head> Tage Search Kare.
Step 05. Fir Aap Niche Diye Gye Code Ko Copy Kar Le.
Step 06. Fir Is Code Ko Aap <head> Tag Ke Niche Me Past Kar De Jaise Ki NIche Screenshot Me Dikhai De Rha Hai. Fir Aap Theme Ko Save kar De.
FIr Dosto Aapke Blog Ke Post Link Me Date Aur Month Nhi Dikhia Dega.
Dosto Is Tarh Se Aap apne Blog Post Se Link Se Date Aur Month Ko Remove kar sakte hai. Dosto Yadi Aapko Blogging Se Related Kisi Bhi Prakar Ke Jaankari Chahfiye TO Hame NIche Comment Box Me Puchh Sakte Hai.
Doto Ye Post Aapko Achche Lage To Share Jarur Kare Sath Hi Hamare Facebook Page Ko Like Jarur Kare.