Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Ham Is Post Me Blogger Se Related Bahut Hi Badhiya Aapko Jaankari Denge Jo Aapke Liye Bahut Hi Jaruri Hai. Dosto Jo Ham Batane Ja Rhe Hai Wo Sabhi Blogger Ke Liye Bahut Hi Important Hai Chahe Wo New Blogger Ho Jahe Senior Blogger Ho.
blogger post wite tools list
- blogger post wite tools list
- Blogger Me Post Write Karne Ka Kitne Tools Hai ?
- Blogger Explance All Tools
- How To Use Blogger Article Write Tools
- Top 20 Free Blogging Tools Use Kar Successful Blogger
Blogger Write Article Tools Kya Hai ?
Dosto Blogger Write Articl Tool Kya Hai Iske Baare Me TO Aap Jante Hi Honge. Dosto Jab Aap New Post Likhte Hai To Usme Bahut saar Tool Post Hai Upar Me Jaise Ki Tex Ko Blod Karne Ke Liye, Text Ka Colur Change Karke Ke Liye, Text Ko Center Me Lane Ke Liye In Sabhi Ko Blogger Ki Wirte Articl Tools Kaha Jata Hai Yadi Ki Blogger Post Likhna Ka Tools. TO Dosto Ab Aap Jaan Hi Liya Hai Ki Blogger Write Article Tools Kya Hoti Hai ?
Blogger Article Write Tools List
Dosto Blogger Me Post Write Karke Ki Totle Kitne Tools Hote Hai ? Kya Aapke Kabhi Dhyan Diya, Nhi Na To Koi Baat Nhi Dosto Ham bata Dete Hai. Dosto Blogger Me Post Ko Write Karne Ke Liye Totle 20 Tools Hote Hai Jine baare Me Ham Aapko Pure Details Se Batayenge.
- Bold
- Italian
- Underline
- Paragraph Format ( Heading )
- Font Type
- Text Font Color
- Text Font Background Color
- Undo
- Redo
- Increase Indent
- Decrease Indent
- Bulleted List
- Numbered List
- Insert Link
- Insert Image
- Insert Video
- Insert Imozis
- Insert Jump Break
- Table
- More Option
To Dosto Hame Aapko Pura List Bata Diye Hai Ki Blogger Me Article Likhe Ka Kya Kya Tools Hote Hai Aur Is Tools Ke Madad Se Ham Blog Post Likh Pate Hai. Dosto Yadi Aapke Blogger Me 20 Se Jyada Tools Show Hota Hai To Hame Jarur Comment Me jarur Bataye.
Explain All Blogger Post Write Tools
Dosto Ham Sabhi Blogger Ko Blogger Post Likhne Ki Sabhi Tools Ke Baare Me Jaankari Hona Bahut Hi Jaruri Hai. Dosto Yadi Aap 20 Tools Ke Baare Me Jaante Ho To Bahut Hi Badhiya Baat Hai. Dosto chaliye Ham Aapko Is 20 Tools Ke Baare Me Details Se Batayenge.
01. Bold – Dosto Kisi Bhi Text Ko Mota (Bold) Karke Ke Liye Is Toold Ka Ham Use Karte Hai.
02.Italian – Dosto Is Tool Ka Use Ham Kisi Bhi Text Ko Tirchhi Line Karne Ke Liye Karte Hai.
03. Underline – Dosto Is Post Ka Use Ham Kisi Bhi Text Ke Niche Me Ek Line lane ke Liye Underline Ka Use Karte Hai.
04.Paragraph Format – Dosto Is Post Ka Use Kisi Bhi Text Ko Heading Banane Ke Liye Kiya Jaata Hai. Jisse Ki Us Text Ki Size Bada Ho Jata Hai.,
05. Font Type – Is Tools Ka Use Kisi Bhi Text Ki Font Change Karke Ke Liye Kiya Jaata Hai Jisse Ki Text Ki Design Change Ho Jata Hai.
06. Text Color – Dosto Is Text Color Ka Use Kisi Bhi Text Ka Color Change Karke Ke Liye Karte Hai Hai Jisse Ki Kisi Bhi Text Ka Color Koi Bhi Color Kar Sakte Hai.
07. Text Background Color – Dosto Is Tools Ka Use kisi Bhi Text Ki Background Color Change Karne Ke Liye Kiya Jata Hai.
08. Undo – Dosto Is Tools Ka Use Kisi Post Me Likhe Huye Article Ko Pahle Jaise Lane Ke Liye Kiya Jata Hai. Dosto Jaise Kam Hi Post Likhe Hai Aur Galti Se Wo Sabhi Text Cut Gya To Undo Ke Madad Se Un Sabhi Text Ko Waps Laya Ja Sakta Hai.
09. Redo – Dosto Is Tools Ka Use Yadi Aap Post Ko Undo Kiya Hai TO Use Waps Lane Ke Liye Redo Karna Hoga.
10. Insert Inside – Dosto Is Tools Ka Use Ham Text Ko Aage Badhane Ke Liye Karte Hai.
11. Decrease Inside – Dosto Is Tools Ka Use Ham Text Ko Pichhe Lane Ke Liye Karte Hai.
12. Bullet List – Dosto Is Post Ka Use Ham Kisi Bhi Text Ko Line To Line Bullet List Me Dikhane Ke Liye Karte Hai.
13. Numbered List – Dosto Is Tools Ka Use Ham sabhi Text Ko Number List Me Likhne Ke Liye Karte Hai.
14. Insert Link – Dosto Yadi Ham Blogger Post Me Dusre Post Ki Link Ya FIr Kisi Dusre Website Ka Link Dene Ke lIye Insert Link Par Click Karte Hai.
15. Insert Image – Dosto Apne Blog Post Me Image Add Karne Ke Liye Insert Image Ka Use Karte Hai.
16. Insert Video – Us Tools Ka Use Ham Kisi Bhi Video Ko Chahe Wo Youtube Ka Ko Apne Blog Me Add Karmne Ke Liye Kiya Jata Hai.
17. Insert Imozie – Dosto Is Tools Ka Use Apne Blogger Me Character ( Imozie ) Add Karke Ke Liye Kiya Jaata Hai.
18. Insert jumb Breack – Dosto Is Tools Ka Use Aapne Blog Me Kisi Bhi Jagah Par Ek Long Line Lane Ke Liye Kiya Jata Hai.
19. Table – Dosto Is Tools Ka Use Ham Apne Blog Post Me Table Add Karne Ke Liye Karte Hai.
20. More Option – Dosto Is Tool Ke Andar Aur Bhi Bahut Saara Tools Hote Hai Jiske Baare me Main Aapko Nhi Bataunga Dosto More Option Tools Ke Baare Me Aap Hame Niche Comment Box Me Jarur bataye.
To Dosto Hame Aapko 19 Tools Ke Baare Me Pura Details Se Bata Diye hai Kaun Sa Tools Kis Kaam Ke Liye Use Kiya Jta Hai. Dosto Jo 20 Number Ka Tools Hai Uske Baare Me Hame Bhi Pata Hai Lekin Aap Ek Blogger hai To Hame Comment Box Me Comment Karke jarur Bataye. Dosto hamare Ye Post aapko Kaise Laga Hame Jarur bataye. Dosto Yadi Aapne Hamare Facebook Page Ko Like Nhi Kiye Hai To Jaldi Se Like kar Lo.
How to increase Domain Authority